Forex trading may work as best exercise of brain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex ka bussiness totally brain say hota ha agar ap ka brain fresh ho ga to ap kam eassy kar lo gay aur is ma brain ki exercise b hoti ha kyu hum jitna brain use karay gay humara brain tez ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      my dear friend mai abhi forex ka aik naya user ho aur forex ko abhi naya join kia hai aur abhi forex forum mai sirf comments hi kar raha ho aur trading ko learn kar raha ho aur aap ki baath bilkol saheeh hai es mai brain ki exercise bhi hote hai.
      • #18 Collapse

        jee ha sir ma apki baat pay agree krta ho apnay jo bhi kaha hy thk kaha hy lakin sir uskay l;iye apko ziada time forex ko dnea hota ha lakin agar ap forex pay trade krtay hy to apko brain ki exerice hoti hy jis say apko bhi fiad ahota hy
        • #19 Collapse

          Forex trading is technical business so to make profit in this business we should have good market experience then we can make positive pips in the market easily. We should analyze the market before start live trading.
          • #20 Collapse

            dear ap ne thek kaha hai aksar log forex trading ko kahte hain yeh hard work karna pardta hai kabi kahte hain ap ki typing speed achi honi chahiye mai unko kahta ho k forex trading sirf smart work hai ap ko sub kam damagh se lena parta hai aur interest ki bat be hai
            • #21 Collapse

              Forex ko smjna bot mushkil hta hy bot sary log es ko smjh nai skty aor jo smjh jaty hyn wo es may asani sy earning kr skty hyn yh bot risky lekn acha business hy earning krny ky ley.
              • #22 Collapse

                Dear sir forex trading say mind ki excerise to hoti hay, but jab trade loss ki terf jati hay to tension bhee bohat hoti hay, but forex best business hay es say information bohat milti hay, jes say trader ka knowledge bhee increase hota hay.
                • #23 Collapse

                  Yes brother aap kee baat bilkul sahee hai,forex trading mei Demaagh/Brain k chuda tabiq rushen rakhna partay hai nahi tu forex trading khud aap k chuda tabiq rushen ker detee hai.es liye apnay brain ko har tarha se es /forex mei use karay jaha se bhi aap ko koi achee baata pata chaltee hai forex k baray oss ko use karay apnay brain se.
                  • #24 Collapse

                    yes asslamu alaikum bhai g forex me sab kaam damag ka hai ap ko damag se kaam lena hoga aur sab kuch chor k trading ki tarf dyan dena chhaiye aur zyada se zyada learning karni chhaiye bad me phir earning b ho
                    • #25 Collapse

                      dear is business ko karny k liye ap ka mind cool and fresh hona chaye ta k ap is main achi trade kar saky and issi se ap sai keh rahy ho hum mind ko use karty hain and hamary brain ke exercise bhe ho jati hai...
                      • #26 Collapse

                        best hai exercise aur forex aik risky business hay is mein loss or profit dono hota hay but yeh aap kay knowledge par depend karta hay kay aap kay pass kitna knowledge hay agr aap kay pass ziyada knowledge hay tu aap achi earning kar saktay hay log forex say daily bahot achay pips make kar letay hay because un kay pass knowledge hota hay isi liye aap sab ko chayie kay forex ko achi tarha say learn karay .
                        • #27 Collapse

                          aslamu alaikum:ji forex trading mein waqae brain ki bohat excersize hoti hai aur banda fully tention leta hai lekin ye bi hai ke is se faida be to bohat hota hai jo desray kisi business mein nahi hota.
                          • #28 Collapse

                            g bhai jaan apne bhot he ache baat kaeh hai and mai b apki is baat say agree karta hu per mai samjta huhumay daily basis per ye kaam karna he chaiey
                            • #29 Collapse

                              Forex trading main working se brain ki achi exercise hoti hai kun keh jab market quickly up and down hoti hai to hum ko quick decisions karne parhte hain aur is tarah se hum is market main profit kar sakte hain. Lehaza market main ache skills ka hona lazmi hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                bhai jan apne tehk kaha forex ma work karte hua brain bohat taaz work karte hai or is pe work karte karte in k experience bhe gain hota chle jata hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X