Na mukammal training bhi loss ki berhi waja ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Na mukammal training bhi loss ki berhi waja ha
    Dear traders kuch traders aisy hoty haen Jo abi under training hoty haen aur wo real account open khol laity haen halan k unhaen demo account pe kuch khas kamyabi bhi ni mili hoti aur un ko pta bhi hota ha k wo achi trading ni kr sakty but phr bhi wo jald bazi aur lalach ki waja se account khol laity haen phr jb wo trading krty haen tu ap a account wash kra k phr khayal atta ha k mjhy tu abi forex ka kuch pta hi ni ha. Es trha ki bht berhi tadad ha Jo aisy krti ha aur yehi waja ha k maximum log forex mein loss kr rahy haen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Na mukammal training bhi loss ki berhi waja ha

    G hn bilkul sahi namukmal trading KR k hum bilkul apna hi loos KR rhy hoty hn hum ko apna kaam mukmal krna chaheay aur Puri knowledge k sat forex ko juon krna chaheay ya to itna asan. aur achi job Hy k hum es pr kaam. KR k apni zroryat. ko Pura KR sakty hn traders agr achi ho gi to hum profit b achi hasil kry gy aur kaam training agr hum kry gy to hum ko loos zror ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Na mukammal training bhi loss ki berhi waja ha

      Gee aap nay bilkul theek kaha hai forex mein humain loss zayada hona ya kam profit honay ki sub sae bari wajah hi yehi hai kay hum apni trades ko mukammal nahin honay detay aur kam profit mein hi close ker detay hain ya loss mein janay wali trades ko close hi nahin kertay inn donoun situation ko humain handle kernay ki zaroorat hai
      • #4 Collapse

        Re: Na mukammal training bhi loss ki berhi waja ha

        kafi dafa traders jab forex ke learning kay time say guzar rahy hoty hain tu iss time per inko apni trading mai earning start karny ke itne jaldi hoti hai he ka woh learning ko ignore kar rahy hoty hain ya itne learnign nai kar rahy hoty hain jis say baad mai achi trading ho sakti ho iss . na mumkammal training loss ke kafi bari waja zaroor hai.
        • #5 Collapse

          Re: Na mukammal training bhi loss ki berhi waja ha

          G Haan friends sb se zaroori bt yeh hai k hum forex ko seekhein agr hum forex ko seekhy bghair trading start karein gy tou is wajah se Hume loss ho Saktaa hai.. Forex me kaamyaabi hasil karny k liye pehle forex se related sara knowledge hasil Karna bht zaroori hai..
          • #6 Collapse

            Re: Na mukammal training bhi loss ki berhi waja ha

            g hun bilkul forex mai kam karny k liye hmen patience sy kam lena chahiye jald baazi se kam nhi karna chahiye
            warna nuksaan hota hai.pehly achy se kam seekhna chahiye or phir further trading karni chahiye...
            • #7 Collapse

              Re: Na mukammal training bhi loss ki berhi waja ha

              Brother apki baat Bilkul thek hai kay Hamain apni trading ko mukamal krna Chahiye taky hum is Business mein Achy say achi Earning kar Sakain or acha profit hasil kar Sakain is liye Humain Forex Business mein Mehnat or mukamal trading kay sath kaam krna hoga
              • #8 Collapse

                Re: Na mukammal training bhi loss ki berhi waja ha

                Gbhan dear aapne thik bola hai na Mukammal trading bhi loss ki wajah hoti hai job market loss Mein ja rahi hoti hai tu Aksar market ko close karte hain lekin aisa nahi karna chahie Sabar karna chahi maret kabhi bhi move Karke profit ki taraf Ja sakti hai Aksar aisa hota hai jo market loss Mein ja rahi hai vah ekdum se muh Karke profit ki taraf Jana Shuru kar deti hai Behtr yahi hai ki aap apna stop loss aur take profit lagakar system close kar den...
                • #9 Collapse

                  Re: Na mukammal training bhi loss ki berhi waja ha

                  agar humari trading practice achi nahi hay to hum market main achi earning nahi kar sakty es liye humay chahiye keh forex trading ko achi trha seekhain kyun keh seekhnay kay baad he real account par trading karnay ka maza ata hay aur tab he hum market main regular base par achi earning kar sakty hay aur safe bhi tab he reh sakty hay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Na mukammal training bhi loss ki berhi waja ha

                    forex aik international business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain forex aik international or legal business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Na mukammal training bhi loss ki berhi waja ha

                      agar hamara experinece he nahi hain to hum kamyabe hasial nahi kar saky gy hamy proper learning hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Na mukammal training bhi loss ki berhi waja ha

                        agar trading sahe nahi kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka koi balm nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik unique business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Na mukammal training bhi loss ki berhi waja ha

                          Assalamu Alaikum dear Forex member aapne bilkul theek kaha hai ki na Mukammal training bhilot ki Badhai Baje Hoti Hai Kyunki Agar Hamari training achi Tarah nahi hui hoti to Hamein loss Hoga isliye mein chahiye kaam Jyada Se Jyada training karne ki koshish Karon
                          Visit My Profile
                          • #14 Collapse

                            Re: Na mukammal training bhi loss ki berhi waja ha

                            kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain forex market main achi earning nahi kar sakty es liye humay chahiye keh forex trading ko achi trha seekhain kyun keh seekhnay trading bhi loss ki wajah hoti hai job market loss Mein ja rahi hoti hai tu Aksar market ko close karte hain lekin aisa nahi karna chahie Sabar karna chahi maret kabhi bhi move Karke profit ki taraf Ja sakti hai Aksar aisa hota hai jo market loss Mein ja rahi hai vah ekdum se muh Karke profit ki taraf Jana Shuru kar deti hai Behtr yahi baad he real account par trading karnay ka maza ata hay aur tab he hum market main regular base par achi
                            Click On Name And Visit My Journal
                            Naseer953 Trading Journal
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Na mukammal training bhi loss ki berhi waja ha

                              G dear friend aapne me but ache bt ke he ke na mukammal training bhe loss Ka sabab bnte he kyunki jo traders abhe pore learning nhe krskte Woh trading main apna account ko open or dte hn aur loss kr jate hn kunke jb hm demo main ja ke Kuch experience gain nhe kr skte to yahn lalch main apna nuksan kr bethte hn is lye hmain chaye ke kse bhe Kam ko krne se phle training hasil kr sken

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X