What you will do? If you will get loss?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    I watch TV and When the Motivator talking about topic From Zero to Hero, That's sentence inspiring lot and i can make it in Forex
    What do you think about this Statement, is it inspiring you too or not please share to me
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      mujhy agar forex me loss ho jaye to main pareshan zuroor hota hon lekin zeyada upset nahi hota balke new strategy banata hon aur apne loss ko recover karne ki koshish karta hoon...
      • #18 Collapse

        main yahan new hoon aur agar mujhe loss hoga to main kabhi bhi himat nahi harun ga main aur ziyada hard work kar kay apni galtion ko improve karon ga kamyab insan wohi hota hay jo apni galtion sey seekhta hay is liye kabhi himat nahi haarni chahiye
        • #19 Collapse

          daikhay baat ye hai kay loss or profit to life mein hota hee rehta hai dill nahin haarna chahiye to kya hua agar loss ho jaye to hamain phir se pehlay say bhi zeyada mehnat kat kay or zada earning ki koshish karni chahiye
          • #20 Collapse

            dear ap ne bahut acha question kia hy jab ap forex pe trading karte hain to ap ko chahye ke ap forex pe trading karne se pehle proper planning karen ta ke ap ko apni skills ko show kar ke apni marzi ka profit mil sake
            • #21 Collapse

              Bro main tu phly is main kafi said feeling mahsoos karta hun. q k loss k bad hum apny ap per bohat hi gussa hoty hain. or maybe is business main loss hummari galti ki waja se hi hota hai. aghr hum is main koi galti na karain tu is main hum kabhi bhi loss na karain. or galti ki waja hoti hai lalach ....
              I Neend Good friends............ :confused:
              • #22 Collapse

                bhi jan ap ka sawal bohet he acha hey ager ap ko loss hu jaye to ap tenshan na lu or demo acount se trading start kro
                • #23 Collapse

                  dear muzha jab es business ay jada loss ho jata hai tu mai us wak trading nahi ker ta aur kuch time baad apne mistake ko note ker ta ho taka next time muz say es tarha ke mistake na hoskay.
                  • #24 Collapse

                    Dear bohot nice post hai aap ki or jub bhi mujhy loss hota hai kisi bhi trade mai to mai is ko learn ker kai apna loss ko recover kerta hoon jis loss sai seekhny ko bhi milta hai.
                    • #25 Collapse

                      dear bht e bura lagta hai hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida hmy chaiyeh zaida sy zaida mehnat kry hmy chahiyeh ahar loss ho jey tu kuch dair trading na kry aram sy sochy achy sy tub e kamyab ho skty hain hmy chahiyeh mehnat kry
                      • #26 Collapse

                        hi and salam Bro ap ka sawal bohet he acha hey ager ap ko trading me exprince hey to ap ko kabi b loss naye hu ga s lya ap ko chiye ky trading me mahnat kry
                        • #27 Collapse

                          well nice thread , loss ek mistake hai , ap jitni galtiyan karte ho utnaw hi sekhte ho, q ke koi bhi shakhs jawb tak girtaw nahin he tu wo uthnaw nahin sekh pataw , isi liye chahiye k ap apni galtiun se apne ap ko nikharo or ek galti bar bar repeat karne k bajae ap us se kuch sekh k age barho , or kamiyab ho :)
                          • #28 Collapse

                            Dear is business me jb mjhe loss ho jayee tu me is business me loss k waqt sbr se kam laita hn kyun k ye aik asa business ha jis me loss hmen bht hota ha or is business me hm loss se hi acha experince hasil kar saktyy hain or lesson hasil kar sakty hain
                            • #29 Collapse

                              my dear jb b ap ko loss hota hai to kisi ki b feeling achi nahi insan ka blood presure ziada ho jata insan ka mind kaam krna sochna chor jata hai or insaan sadme se dochaar ho jata but mein samjta hoon in sab emtion pe qaboo pa k hi ham trading mein agey ja sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                ager mjhy loss ho tu mein phir again loss recover karnay ki koshish karta hon aur acha recover kar leta hon kiyon kay mera knowledge bhi good ho giya hy aur ap forex par demo account par khoob practice karay takay aap ka knowledge increase ho aap forex say achi earnign kar saktay hay isi liye aap ko chayie kay forex ko ziyada say ziyada learn kiya karay .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X