Kamyaab trader ke nishaani.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kamyaab trader ke nishaani.
    Forex trading ek behthareen online business hay our is say hum asaani say ache khasi earning Kar sakhtay hay basharth ye ke agar hum har pair par trading na karay our apnay makhsoos pair par oske ziada movement walay time oskay movement trend k mutabiq trading karay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kamyaab trader ke nishaani.

    Forex trading mei humay pair ki selection lazman karni chahiye aap ney theek kaha humay pata hona chaiye kis time konsay pair ka kya trend hota hay aur kab achi movement hoti hay takay uss time trading kar kay uss sey acha benefit liya ja sakay yahi aik best trader ki nishani hay ussay sab maloom hota hay.
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Re: Kamyaab trader ke nishaani.

      right har pair py trade krny sy tuqsaan he hota ha aap jis pair py trade Krna chahty hain us k baary aap ko mukamal info honi chaye bss aik do pair ko pakr lo or trade start kr lo insha Allah kamyabi mily gi
      • #4 Collapse

        Re: Kamyaab trader ke nishaani.

        G dear jhan tak forex mai daikha gaya hai tu kamyab trafer wo he hota hai jo lose se seekhta hai aur apnaye ap ko impeovement kaliye tayar rakhta hai wo hamesha tradeing us trdae pay lagta hai jis pay usaye tar shorty hoti hai kay usaye profit milaye he milye ga
        • #5 Collapse

          Re: Kamyaab trader ke nishaani.

          g bilkul sahi kah rahy haain forex ik international online business hai hume chahye k ik achy trader bany k liye ye nahi zaroori k her pair pay trade ko open kar laain bal k ik pair lain us ki movement check karain aur us pay trade karain taa k ap successful ho skain aur best earning b kar skain aur account ko secure b rakh skaian.
          • #6 Collapse

            Re: Kamyaab trader ke nishaani.

            kamyab trader ki kafi sari nishani hoti hai agr hum bat kare ke kamyab trader kon sa aisa kam karte hai jis ki waja se unko earning hoti hai tu shaid kuch bate me yaha kar sakon sub se pahle wo kisi aik 2 pair per kam karte hai or rules ko follow karte hai time per trade karte hai yani entry point per be tuki trading nahi karte hai.
            • #7 Collapse

              Re: Kamyaab trader ke nishaani.

              Hi g kamyab trader so hai Jo cool mind ho aur soch samaj k faisla Katy aur jald Bax na ho aur mehnati ho aur hikmate amli Ka muzahra jrny wala ho ager loss ho b jaein to sabsr krny wala ho aur Jo loss hua hai ya ko zihan main rakjny wala ho Sur apni mistakes kobyad rslhny wala ho
              • #8 Collapse

                Re: Kamyaab trader ke nishaani.

                Dear friends Koi shkhs us waqt tak kaamyaab nai ho Saktaa jb tak k wo apni ghltiyon aur apny loss se sabaq hasil na kare.. Aik acha aur kaamyaab trader trading me apni ghltiyon ko improve karta hai aur dubara unko repeat nai karta.. Jo b inSaan apni ghltiyon ko improve karta hai aur apni ghltiyon se seekhta hai tou wo e aik successful trader bn Saktaa hai aur jo inSaan mehnat aur Lagan se kaam karta hai tou wo b kaamyaab trader bnta hai..
                • #9 Collapse

                  Re: Kamyaab trader ke nishaani.

                  Dear friends aap ki baat daroost hay ky forex main trading kerny say members ko kamyabi malti hay oor kamyab member woo hota hay ji mehnaat kery oor oos mehnaat ko droost thraeky say kam kerain oor achi earnings kerain oor achy oor kamyab trader bany
                  • #10 Collapse

                    Re: Kamyaab trader ke nishaani.

                    kamyab trader wo hota hai jo kabi bi har nahi manta or na hi wo mehnat karni chorta hai or na hi wo apne kam se khafa hota hai ku k jo log apne kam se hi satisfy nahi hote wo kabi bi kamyab nahi ho sakte or jo log mehnat nahi karte or sirf apne luck par bharosa rakhte hain wo bi kabi bi apni life me kamyab nahi ho sakte so kamyab wohi hai jo kabi himat nahi karta or mehnat karta rehta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kamyaab trader ke nishaani.

                      Assalamualaikum dear friends Forex trading Kamyab trader Ki Nishani Yeh hai keva market ke rules ko follow kare market acchi Tarah dekh kar Chahat ko analyses Karke market ke bare mein sari information Haasil Karke minute Karke phirtried open kare aur loss se bachne Ke Liye Chhoti Chhoti e trading Lagaye Jise usko kaam profit hoga loose ka khatr nahi hoga Aastha Aastha Apna Kaam Barta Jayega aur profit Haasil karta rahega yeah samajhdar Kamyab trader ki Nishani Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Kamyaab trader ke nishaani.

                        Forex market mai kamyab traders ki ya nishani hai.
                        1 Forex kilearning krtahai.
                        2 Experience hasil krta hai
                        3 Confidence sey trade krta hai
                        4 Over confidence nahi hota.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kamyaab trader ke nishaani.

                          Kamyab trader ki nishani yeh hai kay woh kabhi forex mein lalach nahin kerta aur hamesha forex.sae profit hasil kerta hai trading mein kisi qisam ki tension nahin leta aur lalach nahin kerta aap bhi aisa kerain gay tou aap bhi achay trader ban jayain gay
                          • #14 Collapse

                            Re: Kamyaab trader ke nishaani.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
                            Forex trading ek behthareen online business hay our is say hum asaani say ache khasi earning Kar sakhtay hay basharth ye ke agar hum har pair par trading na karay our apnay makhsoos pair par oske ziada movement walay time oskay movement trend k mutabiq trading karay.
                            Assalamu Alaikum Ji Bhai bilkul Mere nazdeek Kamyab trader Ki Nishani Hai keva Puri mehnat ke saath trade Lagaye apni Puri learning acchi knowledge aur analysis Kesari hai Uska Jitna Jyada experience Hoga Itni hi jyada kamyabi milegi Shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kamyaab trader ke nishaani.

                              acha terder ki nishani ya hai ke acha tradr lalch nahi kare ga jub b trade kare ga analysis kar ke hi kare ga stop loss ke sath kam kare ga tp lagaye ga apna target set kare ga money management ke sth kam kare ga ya sub wo bate hai jo aik kamyab trader karta hai agr hum b kamyab trader banana chahte hai tu b ya kam karne pare gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X