Ramzan aur trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ramzan aur trading
    Assalamualaikum kaisay hain dosto ramzan start ho gaya hay ab ap dost btaen k ramzan m kis time trading krni chahey kaya ramzan m trading par koi b effect hota hay ya nae? Waiting for your response.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ramzan aur trading

    walikumussalam ramazan se humari trading main koi asar nahi parta hai bal k hum aram se trading kar skaty haain hume time asa select karna chahye k hum jis main aram se posting kar skian aur best bonus earn kar skain hume chahye k hum sehri k time kuch posts kar laian aur kuch din main jis se humari posts ki limit b aram se poori ho jaaye aur hum bonus b acha earn kar sakain.
    • #3 Collapse

      Re: Ramzan aur trading

      Ramzan main hum aam routinesay zyada achi posting kar sakty hain bas is ky liyay hmaien time manage karny ki zarort hai. Jitna zyada time aur mehnat say hum kam karain gay itna hi zyada profit earn kar sakty hain, time management eysi rakhain jab apka mind fresh ho aur ap pori tawajo say posting kar sakien ta ky mehnat ka silah bhi mily apko, jab hamara mind fresh aur positive ho ga to posting achi ho gi aur hmaien acha bonus aur profit mily ga
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Ramzan aur trading

        G Haan ramzan me hum apni trading ko aur ziyada attention pay kar sakty hain.. Ramzan me hum agr ibadat k sath sath time manage kar lein aur forex me apna resting time for better way me utilize karein tou hum is ka reward profit ki soorat me hasil karna sakty hain.. Forex me Hume humesha positive thinking rkhni chahiye ta k hum ziyada se ziyada mehnat kr k profit Hasil karein..

        اب آن لائن

        Working...
        X