Get some loses after learn and practice.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    sir baat ya ha kay forex aeka sa bussniess ha jaha say hamay loss bhi ho skata hy or nai bhi lakin usklay liye bs apko mehant krni chahiye tab hi aop forex ma kamiyab ho skatay hy or aek acha tarder bhi ban skataty hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Forex trading mai trader ko loss b kafi hota hai or profit b.or demo pr prectice krnay ka faida tb hi hota hai jb trader proper learning k bad demo account pr prectice krta hai.Learning base hoti hai knowledge ki or knowledge base hoti hai experience ki.isi liye in sbi cheezo k sath hi trading krni chahiye or agr bian in k forex market mai directly trading ki jaye to trader ko loss ho skta hai or wo trading ko hate kr skta hai.
      https://t.me/pump_upp
      • #78 Collapse

        g ha bhai is main ap ke baat se agree karta hoin k hamain chaye k hum is main profit tab he hasil karty hain jab hamain is main loss hota hai and issi liye loss ko kam karny k liye hamain mehnat karni chaye.
        • #79 Collapse

          mujay tu practice aur leanring k baad loss nahe huwa hai mainay ne sekhnay mai 3 saal laga ehai brother aur ab mai loss nahe karta bs profithe hai
          • #80 Collapse

            ha g jnab,,is main hum ko loss say bachna chahey jnab,,kioun k is main loss hi sub say bura hota hay nab,,,or ho hi jata hay ye wala jnab...
            • #81 Collapse

              lazmi nh ky humy hamesha loss hi ho forex mein loss or profit dono hi hota hai q ky ye es business ka part hai jis sy hum moun nh mor sakty forex mein jo expert bhi hoty hai unhy bhi loss ho jata hai laken forex mein logo ko profit bhi bhot hota hai loss tb hota hai jb ap without experiance or knoledge ky kam karty hai
              • #82 Collapse

                jab trade main loss hota hai to is ka aik he mtlb hota hai k ap ki practice main kuch kami reh gayi hai and puri ter say is per control hasl nahain ker saktyain is liyeh seekhnain tal demo account per he kaam kertay rahaain.
                • #83 Collapse

                  ji bilkul forex market mai hame loss se kuch sikhna chahiye ham jo mistake karte hai hame us mistake ko theak karna chahiye aghar ap apni mistake par kam nahi kiya to ya hi mistakes ap ke loss ka zariya banti hai ........
                  • #84 Collapse

                    ager trader forex business ko achi tarah learn kery or practice bhi achi kery tu loss na honay kay braber ata hai kyn kay practice say trader train ho jata ha ior profit bhi acha banata hai
                    • #85 Collapse

                      kaha ap nah ager hum new bie hain aur loearigna kr chuky haina bout tradng kafi knwledge colect kar chuky hain aur demo accoutn ak experinse b lah chuky tu phr humy chaeye hum losses lah trading per take hum loses sah b lean kar skahy apni mistake sku correct kar skahy tub hum ak acha trader buns akthy hain forex per q k apni msitakes ku thek kar kearnigna krny ka name forex trading hain.e ne se pehele us ki learing karni chahye aur demo account par practice kar ke experince hasil karna chahye pher jake hum forex trading me ache trader ban sakte hai aur achi earning kar sakte hai
                      • #86 Collapse

                        kuch krne k baad main bhi losses hote hai even professionals or experts ko bhi losses hote hai 1 sal tk trader ko zida tar loss hota he hy bot si cheezen hen learning k ly os k bad ap saheh rah par aty hen. are right in your opinion and I think you give a proper advice to all the new traders newbies and the people who wants to join Forex trading. People should learn first about the Forex trading then they should learn their practice on the demo acc
                        • #87 Collapse

                          Ji han aesa bh ho sakta hai is main koe baei baat nar hau aksar aesa bh hota hai k acchay khady experience logon ko bh loss ho jata hai lakin phr bh wo log kaam karty rehtay hain
                          • #88 Collapse

                            ji bilkul sahi kaha hai or mein yehi kahun ga learn kren jitna ho skta hai agr app apny loss sy bachna chahty hain yeh kam esa hai .................!
                            • #89 Collapse

                              Han g apki baat bilkul thek he forex me apko mehnat krni parti he apko newspaper information k sath sath planning b bht ziada krni parti he aor experience. Jitna ziada ho saky demo account pe krty jain apko profit mlta shuru ho jaiy ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn is business me hmen learning or practice k bad aksar loss ho jata ha isi liye hmen chahye k hmen yahan sbr se kam laina chahye kyun k sbr is business me bht zarori ha tb hi hm is business me achi tarah se loss se bach sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X