Get some loses after learn and practice.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    forex trading main loss ka sub say bara reason trading mistakes hoti hain forex trading main kuch traders mistakes kar kay trading main khud ko fail kar daytay hain aur wo trading main flop ho jatay hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      jab loss hota he toh yh nahi smjna chahie ke me isme kamyab nahi ho sakta kiu ke loss bhe hamare lie ak lesson hota he or ham phr mazeed practice karte hen toh apni us mistake par control kar lete hen ro ahstaahsta hamara knowledge acha hota he or phr earning easy hone lagti he
      • #63 Collapse

        Assalam O Alaikum, Kuchh traders waqat ke sath apni mistakes ko nahi chhortay hain aur phir itna experience honay ke bad bhi wo apni mistakes ki waja se loss kertay hain. Unn ko chahiey keh apni ghaltion per control kerna seekhen aur phir trading keren.
        • #64 Collapse

          Yes it is very common to see people get some loss after practcing and learning and the cause of that is that many new traders has no experience when it come to real account, real account require lot of emotion control, discipline and focus at every given point in time
           
          • #65 Collapse

            forex aek aesa business ha jis mein kisi b waqat kuch b ho sakta ha uar humen chahiye k ham soch samaj ker kam Karen aur mazeed apni skills ko improve karne ki koshish Karen to phir ham zaror kamyab ho saken gay
            • #66 Collapse

              achi trading k ly trader ko chaey kwo up to date rhy or news feed s jo b chk krta rha kry or losses kko km sy km krny ki koshish kry
              • #67 Collapse

                loss tu hota hi hai kiyun k hum kabhi bhi complete learning nahi kar sakty or hum apny buray experience sy ziyada seekhty hai .or us buray experience sy acha lesson bhi lety hai .so don't be dissheart.
                • #68 Collapse

                  g bilkul maray payaray dastoo ham apna loss kaam say kam kr sktay hny or ya tab hi mumkan hy jab ham zada say zada forex ky demoo pr paractice karein gay tab hi ham is mein zada say zada fida lein sktay hy or loss kam say kam
                  • #69 Collapse

                    g han agr ap na ak big loss sa batchnah ha tu ap ko zidah sa zidah hard work karnah pahra ga jiss sa ap ak acha porafit kamah saktah han or apni life ko best sa best banh saktah han ap ko cahyah kah ap zidah sa zidah hard work kar kah market ko samjan
                    • #70 Collapse

                      forex me loss hote rehty hain un ko serious nahi lena chahiye forex me kama bhi sakte hain ham or is se jitna ho sake hamara faida hota hai is business me theek se mehnat ke sath kam karen agar ham to ham is se bohat pese kama sakty hain apni life me .
                      • #71 Collapse

                        practice sy loss hga and forex aik risky business hay lekin profitable business bhi hay mein sab ko yahe kahon ga kay ap pehly forex ko seekhay takay ap loss say bach sakay kiyon kay ager knowledge nahi hoga tu ap is say money made nahi kar sakay gayn aur apna account loss kar dayn gayn .
                        • #72 Collapse

                          loss ky baad profit bi ho ga aur practice kary aur forex trading aik good business hia aur is business mein aap ko koi bi trade kary market ko dekh kar lagani hoti hai aur forex mera professiona hai aur mein is business ko kabi bi leave naki karo ga aur mein is busiiness sy bohat kam waqt mein achi money make karta hoon.
                          • #73 Collapse

                            G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn agr hm is business me learning or practice bhi kareen tu hmen is busines me aksar loss hota ha isi liye hmen chahye k hm is business me loss k waqt sbr se kam lyn kyun k loss is business ka main hisa ha
                            • #74 Collapse

                              g han iss baat main koi shak nahi ha ke iss kaam ko krney se aap ko bht fayda ho sakta ha iss liye aap ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se karen aur agr aap ko iss kaam main loss hota ha to aap ko himmat nahi haarni ha aap ko chahiye ke iss kaam main pori mehnat se karna ha aur profit haasil krney ki koshish karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                learning k bad hume khud ba khud he loss ho he jata hai na chahty howe b ku k ye business aesa hai k is me jb tak humaray pas kuch khas tajurba nahi hota hai kam acha nahi chal pata hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X