Jis nay trend k agenst trading Kia wo nuqsaan may raha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jis nay trend k agenst trading Kia wo nuqsaan may raha.
    Dear fellow's aap logo nay Shaid is dafa ye cheez note Kia ho ke kise be pair nay agar apna trend kise taraf banaya hay tho wo kaafi ziada move kar gia hay our agar kise nay oskay agenst trading ke koshish ke hay tho wo loss may raha hay is liay Mera mashwara hay ke kise be pair k trend k agenst trading na karay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jis nay trend k agenst trading Kia wo nuqsaan may raha.

    Dear friend app bikal theak kha raha hain AGR ik insaan kohi kam kr raha ha AGR kohi orr insaan.osr kam main dakil ho jy tho yakeenan oss ka nuksaan he ho ga kio Jo phla.wala ha ossa oss sa ziada experience ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Jis nay trend k agenst trading Kia wo nuqsaan may raha.

      ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex mein bahut accha trading karna chahte hain toh hamein chahiye kya main adjustment Jarur istemal karna chahie Agar Hum adjustment Karke trade Karenge To Hona Kabhi nuksan Hote ho sakta hai ISI liye Hamesha hi kya mai Pakistan Forex Main Aisa Hi Karke trade karna chahiye FIR hum bahut accha profit kaise kar sakte hain thanks
      • #4 Collapse

        Re: Jis nay trend k agenst trading Kia wo nuqsaan may raha.

        Boss agar ham trend k khelaf trade kerte hien tu ham apna nuqsan kerte hien as lyee ham ko jab b trade kera hta h tu ham ko as mien dakh ker trade kerna hot ah aur ham ko as mien jald bazi belkul b nahi kerna hota h agar ham as men kaam kerte hien tu ham kamaee ker sakte hien as lyee ham ko acha kaam kena hota aur ham ko acha sabit hona hota h.
        • #5 Collapse

          Re: Jis nay trend k agenst trading Kia wo nuqsaan may raha.

          Yes dear trend k opposite trading karnay se loss ho skta hy hamesha trade open karny se phele market ka analysis karen es k trend ko dekhin jis pair py trade karna ho us k related news dekhen phr trade lagaen to faida ho ga baghair kuch dekhy tuka lagany se bachen.
          • #6 Collapse

            Re: Jis nay trend k agenst trading Kia wo nuqsaan may raha.

            Dear forex mein trend kay against jab bhi jayain gay tou aap ko forex mein loss hi ho ga hamesha jab bhi trading kerain tou apni trade market kay trend mein open kerain agar aap trend mein trade open kerain gay tou aap ko hamesha faida hi ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Jis nay trend k agenst trading Kia wo nuqsaan may raha.

              Yes dear bilkul agr hum market ka against trade krty hai to hum ko is me nuksan hi ho ga is liy hum ko trading krny se phly demo account se learning krni chahiy ta ka hum ko trade me loss na ho or hum is trade se acha profit hasil kr saky
               
              • #8 Collapse

                Re: Jis nay trend k agenst trading Kia wo nuqsaan may raha.

                sab log kya samajhte hain ke Forex ka kaam bahut Hi Kam Hai Hum logo ko Samajh Kar Karte Hain To is Main kamyabi Bhi Hum logo ko milti hai jo Samajh Kar Karte Hain Jo Samajh Kar Dete Hain market ke sath Koi Nahin karte hain kabhi bhi nahin kar sakte sakte hain Jyada time bolo extra Karte Hain Jo isme learning Karte Hain nahi Janab Aisa Nahin hota hai main posting par Jyada Toh Baccha deni chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: Jis nay trend k agenst trading Kia wo nuqsaan may raha.

                  Yes dear bilkul agr hum market ka against trade krty hai to hum ko is me nuksan hi ho ga is liy hum ko trading krny se phly demo account se learning krni chahiy ta ka hum ko trade me loss na ho or hum is trade se acha profit hasil kr saky
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Jis nay trend k agenst trading Kia wo nuqsaan may raha.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
                    Dear fellow's aap logo nay Shaid is dafa ye cheez note Kia ho ke kise be pair nay agar apna trend kise taraf banaya hay tho wo kaafi ziada move kar gia hay our agar kise nay oskay agenst trading ke koshish ke hay tho wo loss may raha hay is liay Mera mashwara hay ke kise be pair k trend k agenst trading na karay.
                    Assalamu Alaikum Ji Bhai bilkul agar aap market ki movement ke against Jayenge Tujhe kitna nuksan hota Ayenge aapko Uske mutabik ki Apne trade Lagan chahi Ta ki aapko kamyabi ho sake Jo log Aisa Nahin Karte. Ahsan Mein Rehte Hain Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Jis nay trend k agenst trading Kia wo nuqsaan may raha.

                      Forex trading main wohi trader kamyab hoty hain aur profit kamaty hain jo trend ke simat main trading karty hain aur jo traders trend ky opposite trading karty hain wo hamesha nakam ho jaty hain aur un ko loss uthana parta hay. Traders ko market trend talash karna chahye aur phr un trend ko follow kar kay trades open karni chahyen to zarur kamyabi mily ge.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jis nay trend k agenst trading Kia wo nuqsaan may raha.

                        G bhai ap ne thk kaha en Dino waqi trending Market ka move raha ha hr pair mein aik acha trend bana hwa ha esi liye kehty haen k trend k sath sath trading krean trend ko k hi na chorean q k ye ap ko kafi acha profit de jata ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Jis nay trend k agenst trading Kia wo nuqsaan may raha.

                          Dear friends aap say agree hun ky forex main trading kerty hoy members aapni mehnaat say ziada earning kerny ky checker main market ky against hi trade laga layty hain oor mind sat ker layty hain ky trend change ho ga lakeen assa nai hota oor experience ki kami ki waja say nuqsan kerty hain
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Jis nay trend k agenst trading Kia wo nuqsaan may raha.

                            Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading mein Jab Hum koi kaam Forex market ke rules ke khilaf karte hain to Hamen nuksan Hota Hai isliye Hamein Hamesha trading Lagane Se Pahle market ko Chitra Dekhkar tender Ko achi Tarah check Karke Phir tried open Karni chahi is se aapko bahut accha fayda hoga aur aapko Achha profit ho gaya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jis nay trend k agenst trading Kia wo nuqsaan may raha.

                              Dear friends aap ki baat say agree hun ky jo bhi trend ky against trading kerta hay woo nuqsan hi kerta hay iss liay jab bhi forex main trading karain to forex ki movement ko zaroor maynazar rakhain oor profit earing kerain oor loss say bachain oor achi trading kerain
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X