if i lose shall i have to stop trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Nahi bilkul bhi nahi agr aapne aj loss kia hy to ghor kren k kun kia hy or apni us ghlti jiski wjah se apne loss kia hy usko yad rkhen or us se seekhen to apko zaroor kamyabi hogi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Nahin agar pehli bar loss kar bethey hen to Dilbardashta na hon .Bal k loss ki wajah daryaft kar k dobara nai seray sey . guzista gation sey seek kar.Mazeed experience k sath kam kartey rahein. Forex trading he kia her trading mein loss aur Profit dono mumkin hota hey. Zarorat mistakes sey sabaq hasil kar k kam ko jari rkhna chahiy.
      • #138 Collapse

        Well in my point view.The power of patience in Forex tradings has brought forth solid resultant. As a Forex monger, we bonk to be forbearance in examining the market before attractive an substance or outlet choice. We ought to gift our patronage case to run, by so doing we instrument gain exceed resultant at the end of it all.
        • #139 Collapse

          our beloved notice fx trading ak enterprise hai or even businesss mein app ko loss hota rhat hai tow agr app enterprise loss ki waja sa chor complete lgbt tow yaha tow softball bat theek na ho kun ho sakta hai ka app ko acha revenue bhi hoje jo ap ki expertise py hinge kart hai.
          • #140 Collapse

            nahi yaar aasa bulkhul bhi nahi karna chaya app logo ko kyu kay her kam may profite or loss tu hota hi hai is ka matlab ya nahi kay ya kam bura hai
            • #141 Collapse

              no dont loose hope as I also faced many losses but if you remember the quote try, try again.Then be patient and never repeat those mistakes which you have done before.
              • #142 Collapse

                no forex mai agar ap ko loss be ho jae tu es ko chor k jna jana bro es mai kabi na kabi ap ko loss k baad profit be ho ga zarori ho ga
                • #143 Collapse

                  agr trsding krty hoy ap ko kbi loss hu bi jay to ap ko himat nai harm=ni chahye balky phr sy trading lagani chahye jb insan koi business shoro krta hy to usy loss to hu he jata hy ye to business k rules mae hy loss ya profit aisa nai hota k agr hamwn kbi loss hu jay to ham apna business he band kr den
                  • #144 Collapse

                    asalam u alikum dearest friend ... mn ap ke baat sa itefaq karta hun bilkul agar wo loss khaa jaya to usa trading chor dani chaiya or kise acha forex tutor sa training lani chaiya taka baad mn wo is forex sa profit earn kar saka
                    • #145 Collapse

                      forex aik risky business hia aur people is business mein bohat loss kartay hian aur agar aap ko forex mein loss hota hia tu aap ko trading stop nai karni chaiye jo mistakes hoti hai in ko as a lesson ly kar in ko correct kiya kary yeh best hai.
                      • #146 Collapse

                        stop trading nai karni chaiye aur successful trader bannay kay liye ap ko learning karni hogi aur ap ko sara time forex par spend kerna hoga phir ap aik kamiyab trader ban saktay hay nahi tu ap ko loss ho sakta hay ager ap forex mein good earning karna chatay hy tu is ko learn karay .
                        • #147 Collapse

                          Forex trading min loss bhi hota he aur profit bhi hum jab profit leite hin to hum khushi mehsos karte hin to agar humin loss bhi hota he to hum kafi mayosi mehsos karte hin aur us waqat humin trading ko stop kar deina chahye aur kabhi bhi market se badla leine ka nahi sochna chahye.
                          • #148 Collapse

                            aslam alaikum forex trading main loss hona is kam ka his sa he ager aap ko is main los howa he to koi gabrani ki bat nahi ager aap ko is kam ki nowkege nahi he tu aap demo acount main pele real ki tara kam kare jab aap ko lage ke ab main is main kam kar sakata hon phar aap is main kam kare loss nahi hoga
                            • #149 Collapse

                              forex me aap ko loss ho jaye to usay thora ruk kar recover karne me lag jao or greed se nahi balky patience ke sath recover karen kiun ke greed or low patience ke sath trade karne se zyada loss ka saamna karna par jaye ga or account me mazeed loss hone lage ga .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                assalam o alaikum mere bhai mere khayal men apko trading nae chorni chahiye kyun k ye qudrat ka usool hai k har nafe k peeche nuqsan zaroori hai jb tk apko nuqsaan nae ho apko profit nae ho sakt..shukriya..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X