Smjhany ka treeqa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Smjhany ka treeqa
    Asalam u Alaikum dear members mai ap sb sy ye request krta hu k jb hum doosro ko guide kr rhy hoty hain ya smjha rhy hoty hain to hmy simple or asan alfaz mai smjhana chahiye q k hr kisi ka mind or smjhny ki capacity aek jesi nahi hoti
    Thnx
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Smjhany ka treeqa

    Bohat achi baat share ki hay aap ney hamay chahiye jab hum koi bhi baat kisi ko samjhain complicated na kar den usko balkay asan alfaaz mei smajhain takay aglay banday ko achi tarah se sekhnay ko milay samajhnay kay lye miley esliye better hota hay asan alfaz mei he sab kuch samja dya jay.
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Re: Smjhany ka treeqa

      اصل پيغام ارسال کردہ از: zubair07 پيغام ديکھيے
      Asalam u Alaikum dear members mai ap sb sy ye request krta hu k jb hum doosro ko guide kr rhy hoty hain ya smjha rhy hoty hain to hmy simple or asan alfaz mai smjhana chahiye q k hr kisi ka mind or smjhny ki capacity aek jesi nahi hoti
      Thnx
      Very good aapne bahut acchi baat ki Hai Jab Hum Se Koi oye trader koi bhi guideline Le tu hamesha hi ki hamuse simple words Mein Garden Den aur jab tak Ko Mukammal Tor par samajh Nahi Jata tab tak Hamein use guide karte rehna chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Smjhany ka treeqa

        je han ap sahi kah rhy ha jab be kabhi ham kisi be new trader ko forex ka bar ma samja rahya hota ha tab hamay koshish karni chayia ka ham esy words use karya jo ka us ko samaj aya jaya aur bad ma us ko is ki waja sa koi be problem nai ho aur us ko har ik cheez acha sa samjni chayia aur forex ka bar ma us ko har ik cheeez par acha sa detail dani chayia
        • #5 Collapse

          Re: Smjhany ka treeqa

          G bilkul dear ap nay theak kha kay humain jub bhi koi bat samjhnai hoti hai ya koi bhi info share karni hoti hai tu humain hesha koshesh karni chaye kay aimple tareeqaye se samjhain ta kay har aik ko samjh a sakye
          • #6 Collapse

            Re: Smjhany ka treeqa

            Forex main jab hum koi bhi baat kisi ko samjhain complicated na kar den usko balkay asan alfaaz mei smajhain takay aglay banday ko achi tarah se sekhnay ko milay samajhnay kay lye miley esliye better hota hay asan alfaz mei he sab kuch samja dya jay.
            • #7 Collapse

              Re: Smjhany ka treeqa

              g bilkul ap ki bat bilkul thek hai agr samjhany ka treeqa easy ho ga to smajhny waly ko achy se smajh a jay gi osy br bar pochny ki zrorat pesh nhi aay gi or is trh kam karny mai bhi asani ho gi or forex ka tareeqakar itna complicated nhi hai jo easily smajh mai na a ske.
              • #8 Collapse

                Re: Smjhany ka treeqa

                pak forex forum per bohat sare log aise hai jin ke pass koi acha knowledge nahi hai or educated b nahi hai hume chahiye ke hum apni bat ko asan se asan kar ke likha kare ta ke har kisi ko samj aa sake kuch logo ki bat ki tu samj hi nahi ati hume chahiye ke post aisi kare jo sub ko samj aa jaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Smjhany ka treeqa

                  g han ap bilkul sahi keh rahe hain k har kisi ko samjana ek jesa nahi hota balke bohat se logo ka mind bilkul chota hota hai yani k wo hard wording me samaj nahi sakte balke un ko easy wording me samjana parta hai so hum sub ko chahiye k hum jub bi koi thread create kare ya koi post kare ya kisi ko guide kare to asan wording me kare ta k wo bi ap ki bat achi tarah se samaj sake or agar koi intelligent hai to us ko apni marzi se samja sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Smjhany ka treeqa

                    Hi g bel kul hamy Chahiye k hm Forex ko samjen is ko samjy Ka assn tareeqa ye hai k ap Kisi achy aur mukhlix senior k pass Ka k is ko sekhein ye SB sy best hai wo ap ko sahi guide Katy ga ager ye mumkin na ho to pher ap Forex ki academy b join Jr sakty hein pher yehi tareeqa hai k ap academy Ka k sekh Len
                    • #11 Collapse

                      Re: Smjhany ka treeqa

                      Pakistan Jaate Hain Jitna Hum samajhte Hain isiliye hamein chahiye km Pakistan ko Jyada Se Jyada samajh na chahi aur baad mein Hamein Pakistan Forex ko join karna chahi Pakistan se bahut accha profit Hasil kar sakte hain aur bahut hi accha kaam kar sakte hain aur hamein chahiye kya Ne Pakistan Forex Mein Jitna ho sake utna Jyada knowledge Hasil karna chahie thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Smjhany ka treeqa

                        Dear agr ap forex trading seehkna chahtyy huo our ap ko seekhny wala bi koi ni hai to phly forex ky bary main basic seekho forex hai kia ous ky bad demo account bana lenn roaz kuch new YouTube syy dehkyy forum par posting krrnn oudr syy information lenn dailyy jo youtube forum syy knowladge hasl hota ousyy demo account main apply karty rahyy aisyy kuch time krenn gyy kafei kuch pata lag jaiyy ga forex trading ky bary main..
                        • #13 Collapse

                          Re: Smjhany ka treeqa

                          Hi g hm is business ko kahein sy b samaj sakty hein Java sy ap ko asani ho phely to ap ghar main isy internet sy usy sekhna ki koshish karein pher us k bad ager ap ko internet py samaj na at to pher ap is ko kisi senior sy sekhna Len WO ap ko sahi sekhna sakta hai ager ye b mumkin na ho to pher ap forex ki academy join kr Len
                          • #14 Collapse

                            Re: Smjhany ka treeqa

                            G bhai ap ny achi post ki hy har bndy ki smjhy ki capacity aik jesi ni hoti hy.agr kisi ko bat batani ho to aik tariqay se batani chahy aur aik hi dafa sab kuch ni btana chahy balky aik aik topic kr k smjha ta k bat clear ho jae.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Smjhany ka treeqa

                              wa alaikum us salam dear.Aap nay achi baat ki hai.Bilkul sub members ki samajhnay ki capacity aik jaisi bilkul nahi hoti iss liye jab bhi forum pay kisi kay thread kay jawab mai post ker kay usay samjhaey to aisay samjhana chaiye kay sub ko achi tarah samajh ajaey.Or kisi ko bhi samjhanay ka betreen tareeka yehi hai kay jawab tafsil sey dia gaya ho or sawal ko achi tarah parh kay he dia jaey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X