Analysis vs luck

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis vs luck
    Dear members jaisy k ap sub janty k forex critical buosness ha es ma jo power achy analysis k pass ha vo kiso dosri chez ma us ka muqabla nahi ha lakin humaray analysis aksar correct bi nahi hoty lakin per bi koshish kar k hum ak achy analysis karny waly ban sakty ha our achy analysis pa lagaya geya trade aksar profit dita ha dosri traf kuch members luck ki baat karty ha lakin ma luck k haq ma nahi hon kion k luck ak aadh baar to profit dy sakta ha lakin her baar nahi es leye bjaye luck k achy analysis pa trading karni chaheye thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis vs luck

    Dosto, koshish kar k hum ak achy analysis karny waly ban sakty ha our achy analysis pa lagaya geya trade aksar profit dita ha dosri traf kuch members luck ki baat karty ha lakin ma luck k haq ma nahi hon kion k luck ak aadh baar to profit dy sakta ha lakin her baar nahi es leye bjaye luck k achy analysis pa trading karni chaheye thanks
    • #3 Collapse

      Re: Analysis vs luck

      Forex mein luck ko tou aap side per hi rehnay dain iss mein luck ka koi kaam nahin hai forex mein aap nay jo bhi kerna hai woh yaqeeni hona chahyea luck ka tou kuch pata nahin hota kab humaray sath hai aur kab nahin iss lye market mein kaam kernay kay lye market kay analysis kerna bahut zaroori hai aur uss per aik perfect trade open.kerni chahyea
      • #4 Collapse

        Re: Analysis vs luck

        Forex trading mei jo power jo faiday analysis kar kay kaam karnay mei hain trading karnay mei hain wo faida kahin aur nahi jo traders ye samjhtay hon wo luck sey earn kar len gay unko forex trading se door rehna chahiye jo members luck ki bat kartay hain loss uthatay hain jab kay analysis karnay wala faida leta hay.
        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

        PLEASE VISIT HERE
        • #5 Collapse

          Re: Analysis vs luck

          اصل پيغام ارسال کردہ از: samandkhan پيغام ديکھيے
          Dear members jaisy k ap sub janty k forex critical buosness ha es ma jo power achy analysis k pass ha vo kiso dosri chez ma us ka muqabla nahi ha lakin humaray analysis aksar correct bi nahi hoty lakin per bi koshish kar k hum ak achy analysis karny waly ban sakty ha our achy analysis pa lagaya geya trade aksar profit dita ha dosri traf kuch members luck ki baat karty ha lakin ma luck k haq ma nahi hon kion k luck ak aadh baar to profit dy sakta ha lakin her baar nahi es leye bjaye luck k achy analysis pa trading karni chaheye thanks
          Bhaijaan main aapko ek baat batana Chahta Hoon Forex trading Akbar nahi Chalti Forex trading analysis par Chalti Hai itne acche analysis aapke Honge aap ko utna hi jyada profit milega agar aap lakh par depend Karta hain tu ho sakta hai aapko Ek Dafa profit mil jaaye but Jyada dafa apko nuksan hi hoga
          • #6 Collapse

            Re: Analysis vs luck

            forex par ay kar wohi log acha proift earn kar pat ha jo ka har ik cheez ko acha sa analysis karta aur yahi log agya ja kar forex par khamyab hota ham aur boht sa aisa log be forex par majood ha jo ka ya samjhta ha ka forex par luck kam karta ha to aisa kabhi be nai hota ha agr wo luck par depnd ho ga to wo sirf sur sirf apna loss hi kar ga is sa un logo ko kuch be naoi mila ga
            • #7 Collapse

              Re: Analysis vs luck

              G bhai ap ne thk Kaha ha luck bhi tb hi kam krti ha jb ap ka analysis acha ho haan aik adha bar aisa ho sakta ha k ap ne koi ghalt entry le li ho but khush qismati se wo ap ko profit de jaye laikn hr br aisa ni hota sirf luck pe depend na krean bel k mehnat kr k seekhaen aur trading ko successful bnaen apny liye.
              • #8 Collapse

                Re: Analysis vs luck

                forex trading me jo log luck per trade karte hai wo sirf 3 4 month hi trades karte hai us ke bad wo is kam me nazar nahi ate wo apna paisa loss kar ke bag jate hai or jo log is kam ko analysis base per karte hai wo is kam me agy chale jate hai seekhte hai or earn karte hai jub b trade kare tu analysis kar ke hi kiya kare.
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis vs luck

                  ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan correct mein bahut hi achha profit cancel karna chahte hain tu hamesha hi kya main apne Lakshya ko Aazma na chahi Agar Hum Lakshya trade Karenge to hum bahut accha profit cancel kar sakte hain aur Saathi saath main market, analyses karna hoga Fir Bhi Hum Kamyab ho sakte hain thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis vs luck

                    Dear forex main analysis karna bahut zarori hy es se kamyabi mil skti hy baqi rahi luck ki bat wo to sath dy phr to kia hi bat hy kuch log to lucky hoty hen jinhen har feeld main hi faida hota hy aur kuch to mehnat kar kar k bhi kamyab ni ho Patay es leay luck bhi bahut zarori hy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Analysis vs luck

                      g han apki bat shai hai or main bhi es bat ko manuga k boht dafa hmary apny analysis he hum thek nahi kar paty hain jis se hmain loss ho jata hai tu hmain chahye k hum apny analysis ko achi trha karen or market ko achi trha smjh kar trading karen q k market ko jub tak hum achi trha smjh nahi skty hain tab tak achi trading nahi kar skty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Analysis vs luck

                        agar hum forex trading main theak say analysis karen gay to he hum market kay bary main jan sakty hay keh esmain kaisy hum trade kar kay kaisy acha profit bna sakty hay es business main humay luck par depend karty huway trading nahi karni chahiye kyun keh luck hamesha kam nahi ati humay khud mehnat karni chahiye
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Analysis vs luck

                          forex mai luck ke koi ahmeyat nahi hain hamy analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik international busines hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X