loss se ham ko sabaq sekhna chaiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss se ham ko sabaq sekhna chaiye
    agar ham ko forex mein trading karete hoi loss hota hai to ham ko is mein sabaq sekhna chaiye aur ham ko is mein ihtiyat se kam karna chauye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss se ham ko sabaq sekhna chaiye

    agar ham ko forex mein trading karete hoi loss hota hai to ham ko is mein sabaq sekhna chaiye aur ham ko is mein ihtiyat se kam karna chauye
    • #3 Collapse

      Re: loss se ham ko sabaq sekhna chaiye

      asal main hona to yahi chaye k ham ko har ik lose k badlay ik lesson laina chaye magar ham aisa bahut he kam sochtay hain jis k badlay main hamko dubara wahi repeated lose ho rehta hay aur ham baar baar is ka shikaar bantay rehtay hain jub tak ham aisay he us lose ko ignore krtay rahaingay hamain lose ka samna krna he parray ga kuch seekh laina to bahut he achi adat hay.
      • #4 Collapse

        Re: loss se ham ko sabaq sekhna chaiye

        G han dost ap ny bilkul thek kaha hai k agar forex main ap treading krty hain aur apko loss ho jata hai to apko chaiy k ap apni mistake ko note karen taky ap mext time ap us mistakes sy bouch sakhen aur achi treading kr k acha profit hasil kr sakhty hain
        • #5 Collapse

          Re: loss se ham ko sabaq sekhna chaiye

          dear friend apki bat bilkul theak ha hmen loss sa bhi sabk seekhna chayay loss aur profit business ka hissa hota ha lekin aik achha trader hmesha loss sa bhi seekhta ha aur woh dobara aisi ghalti kabi naen krta jis sa loss howa ho
          • #6 Collapse

            Re: loss se ham ko sabaq sekhna chaiye

            bhai jab hume lose hota ha tu tension free ho key hume kam krna chaiye ur apni mistake ko fallow krein gey tab hi hum success hasil kr sakte hein hume chart analysis ko hamesha fallow krte rehna chaiye demo account main hume lazmi practice krni chaiye
            • #7 Collapse

              Re: loss se ham ko sabaq sekhna chaiye

              g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai as main loss se ham ko skhna chahiy hai q ka agr ham as main los se sekhe ge tu hi ham as main se kamyabi se ham as main trading kar sake gee as liy ham ko chahiy hai kee ham as main sabq skhe tu hi ham kamyab hain
              • #8 Collapse

                Re: loss se ham ko sabaq sekhna chaiye

                Gee haan bhai loss sae sabaq seekhna tou bahut zaroori hai kyun kay agar hum loss sae nahin seekhain gay tou phir hum forex mein profit nahin bana saktay aur hamesha loss hi kertay rahain gay iss lye apni mistakes ko overcome kernay ki koshish kya kerain
                • #9 Collapse

                  Re: loss se ham ko sabaq sekhna chaiye

                  g mery bhai humen loss se sabaq sekhna chahiye aghr hum loss se sabq nahi sekhen gay tu hum kbi bhi profit nahi lay saken gay es trha hum loss pe loss krty rahy gay or hum achy trader nahi ban saky gay jb tak hum apni galtion se nahi sekhn gay ... shukriaa...
                  • #10 Collapse

                    Re: loss se ham ko sabaq sekhna chaiye

                    g haan bhai jaan apne thek hi kaha ahi kee ham ko as main loss se kuch na kuch sekhna hi chahiy hai q k agar ham as main loss se nahi sekhe gee tu ham ko as mainkabhi ache seb trading karni nahi ae gy as liy ham ko as main as sekhna hi chahiy hai
                    • #11 Collapse

                      Re: loss se ham ko sabaq sekhna chaiye

                      G dear jhan tak loss ka sawal hai tu humain hamesha lose se sekhna chaye kiyu kay ap ka lose aik bar ho jaye aur ap us se ni seekhain gaye tu ap kay bhut zayda lose ho sakta hai aur us ko recover karna bhi bhut mushkil ho jata hai tu koshesh karain kay lose se hum seekhain
                      • #12 Collapse

                        Re: loss se ham ko sabaq sekhna chaiye

                        Ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai Graham Pakistan Forex Mein kaam karte hain aur bahut hi accha trading karna chahte hain aur us trade Mein Hamein bahut nuksaan ho gaya hai to Hame Pareshan bilkul bhi nahi hona chahiye Hame Apne loss sikhna chahiye kya Main Aisa bilkul bhi nahin karna
                        • #13 Collapse

                          Re: loss se ham ko sabaq sekhna chaiye

                          G Haan Ups and Downs tou business ka hisa hain agr Hume forex me loss ho jata hai tou Hume us loss se b seekhna chahiye Hume apna Week point find out karna chahiye aur us ko improve Karna chahiye ta k hum next time us ghalti ko trading me repeat nai karein aur ta k aik kaamyaab trader bn skein..
                          • #14 Collapse

                            Re: loss se ham ko sabaq sekhna chaiye

                            G friend ap ny thk baat ki k hmen loss sy sbaq sekhna chahy k jb hmm ksi kam men zida risk lyte hen ja to kam hmary lye asha hota hy ja boht bora sabt hota hy. Hm ko jb ksi kam men loss hota hy to hmen us kam men loss sy bhny k kush treky ml jaty hen to phr un ko ignor nhi krna chahy js sy hm ko dobarqa loss ka samna krna pry :1f60f:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss se ham ko sabaq sekhna chaiye

                              Sir agar hum forex mien aa ker kio loss kerty hien tu hum ko dakhna hota hai k hum ny yeh loss q kya hai or as k pechy reason kya hai agar hum as mien aa ker as k reason ko jan lety hien tu hum earning ker sakty hien or hum as mien aa ker earning ke rk apny aap ko aik acha trader prove ker sakty hien.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X