stop loss ka kya faida hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss ka kya faida hain
    mera sawal ye hai k stop loss lagane se hamara account wash hone se bach jata hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: stop loss ka kya faida hain

    mera sawal ye hai k stop loss lagane se hamara account wash hone se bach jata hain
    • #3 Collapse

      Re: stop loss ka kya faida hain

      Bulkul sir apka bat tick hai hum apny account ko wash hony say bacha sakty hai. Humey trade open karny say pehly ya suchna chahiye k stop lose ka option zaroor use kary. Stop lose zaror istamal kary isi tarah hum apny account ko lose hony say aur acha profits kama sakty hai
      • #4 Collapse

        Re: stop loss ka kya faida hain

        Stop loss ka forex trading mein bahut zayada faida hai jab aap trade open kertay hain aur market aap ki trade kay against move kerti hai tou jab stop loss point per market aye gi tou aap ki trade kam loss mein close ho jaye gi aur aap kisi bhi baray loss sae bach saktay hain
        • #5 Collapse

          Re: stop loss ka kya faida hain

          stop loss ka bhot fiyda hain dear agar ap stop loss use nhe kare gy tu loss py loss ho skta hain stop loss accoutn ko safe rakh skta hain stop loss say accoutn ziyda loss say b bach skta hain meekt ka kuch pata nhe hota hain k merket kaha move kar skti hain is liye jaab b mekert main stop loss use kare gy tu us say small lot k sath small loss b hit hota hain jis say nesxt entry k liye hum apni ghalati ko find kar lete hain
          • #6 Collapse

            Re: stop loss ka kya faida hain

            ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan friends Mein kaam karte hain tu hamesha 91 stop loss Jarur Lagana hota hai agar Hamesha Karenge to hum Pakistan Forex mein bahut hi jald bahut accha profit kaise kar sakte hain aur Hamara Bansi Bajaye Ja Nahin ho sakta Kyunki Hamara trade pahle hi close hoyega thanks
            • #7 Collapse

              Re: stop loss ka kya faida hain

              DEAR FRIEND ham ko as main stop loss zaror hi use kkarna chahiy hai q k agar ham as main stop loss use kare gee tu ham as main apne ACCOUNT ko wash hone se bacha sake gee as liy ham take profit bhi use karna chahiy hai stop loss ke sath ye bhi faide mand hai
              • #8 Collapse

                Re: stop loss ka kya faida hain

                G dear jhan tak stop lose ki bat hai tu humain stop lose ka kafi faida hota hai kiyu kay hum nay whain pay sl lagaye hoti hai whain pay humara trade auto pay he band ho jata hai aur humain us aik limite se zayda ka lose ni hota hai es waja se stop lose lagaye jata hai ta kay hum kam lose mai bhi apna trade ko band kar skain
                • #9 Collapse

                  Re: stop loss ka kya faida hain

                  Sara stop loss ke bahut hi jyada fayde Hain se Hamara loves kam se kam hota hai aur hum usse recover bhi kar sakte hain Agar Hum Star Plus ke natak Karte Hain To Hamein Jyada Se Jyada loss bhi hota hai aur Hamara account was bhi ho jata hai isliye Hum Jab Bhi trade Karen Hamein stop loss or take profit ke tools ko Jarur istemal karna chahie se Humne apni strategy ke mutabik loss or profit hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: stop loss ka kya faida hain

                    Agar hum orex mein kam karte hain to humko is mein stop loss ko zroor lagana chahye aur humko is me ihtiyt se kam karna chahye aur stop loss ka faida hain k hum is mein ihtiyt se kam karna chahye aur stop loss lagane ka faida ye hain k humko zada loss nahi hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: stop loss ka kya faida hain

                      Daer jasa k yah name sy he zahir ha stop loss yani yah loss ko stop krta ha zuada loss nahi hiny data is luy agir yah hum trade man lgaty hain to yah tools hum ko big loss sy bachata ha hum ko yah hir trade man zror use krna chaye ta k hum ko loss na hi or aknacha trader trading man sub tools use krty hain stop loss or take profit bhi
                      • #12 Collapse

                        Re: stop loss ka kya faida hain

                        Sir jab hum apny loss ko rok dena chahty hien yani k jab hum apny loss ko aik jaga per stop kerna chahty hien tu hum as tool ko use kerty hien as say jab market us jaga per jati hai tu hamari trade auto mien close ho jati ha or hum ko loss ho jata hai as lye hum as tool ko use kerty hien ta k hum ko zyada loss na ho.
                        • #13 Collapse

                          Re: stop loss ka kya faida hain

                          hello friends kya haal hen yar stop loss lagane sy ek specific point pr hamari trades colse hojati hen is sy ham apne loss ki had ko fix kr sakty hen or ye management k lioye ek acha tool hai
                          • #14 Collapse

                            Re: stop loss ka kya faida hain

                            Boss jab ham stop loss ko astmal kerte hien tu as ka ye feda h k as mien ham ko jo trade hoti h wo nuqsan mien kahtam ho jati h matlab ham ko as mien nuqsan ho jata h as lyee ham ko as mien stop loss ko astmal kam sy kam kerna hota h aur ham ko her bar tak profit lagana hota h.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: stop loss ka kya faida hain

                              g haan bhai jaan aas main agar ham kam karte hain tu stop loss ka feda ye hai ke ham as main se apne account ko aik bary loss se bacha skate hain as liyy hamm ko chahiy hai kee ham as main stp loss istmal kare tu hi ham as main apne account ko aik bari loss se bacha sake gee

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X