Emotions ap ke subh se bady dushman

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotions ap ke subh se bady dushman
    Dear bro forum members forex trading main kush aisy factors hn jo ke ap ki trading ko tabah ker daity hn ini main se aik bad factor emotions hn jo trader emotional ho jata hy wo kabhi bh kamyab ni ho sakta emotions ki waja se ap ka profit bh loss main ja sakta hy to ager ap aik kamyab trader banna chahty hn to ap ko emotions per control kerna ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotions ap ke subh se bady dushman

    app ke baat sahi ha ke traders kay sab say bary dushman koi aur nai hota ha balky traders kay apny emotions he ke waja say traders ko loss hota ha. iss liye yeh baat sahi ha ke traders kay sab say baray dushman traders kay apny he emotions hoty hain jine per contorl karna traders kay liye bohot zaroori hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Emotions ap ke subh se bady dushman

      Sir aagr hum forex mien emotional ho ker trade kerty hien tu yeh bhut he buri bat hai hum ko as mien aa ker hergiz emotional ni hona hota hai or hum ko he rbar emotios per control kerna hota hai aga hum as mien her bar ki tarah theek trading kert hien or wait kerty hien tu success hasil kerna etna mushkil bee nahi hai.
      • #4 Collapse

        Re: Emotions ap ke subh se bady dushman

        G han dost ap ny bilkul thek kaha hai k forex main treading k doran apni emotions par kabu raken q agar ap apni emotions par kabu nahi rakb sakhen gy to ap achi treading nahi kar sakhy gy aur ap apni galt treading ki wajah sy loss b kr sakhty hain es ly forex main confedence ko paida karen aur achi treading kr k acha profit hasil kren
        • #5 Collapse

          Re: Emotions ap ke subh se bady dushman

          g han bhai jan aher jo bnda apny emotions ko control nh ker pata to uskaily zroori hy k wo phly appny ap per qabo paye tab ja ker trading kry werna wo kbhi bji appny account ko safe nh chala saky ga ager ham chaty hain k ham account safe chlen to hmen bhi apny amotion pr control kerna chye ustrah ham is qabil ho jaen gy k profit kma saken gy.
          • #6 Collapse

            Re: Emotions ap ke subh se bady dushman

            G dear ap ki bat shi hai kay forex mai ager ap ko achi earning jarni hai tu humain es mai kabhi bhi emotional ni hona chaye kiyu kay ager hum emotional ho jataye hain tu huma hamesha lose mai he jataye hain aur humain profit kam he hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Emotions ap ke subh se bady dushman

              G han dost ap ny bilkul thek kaha hai k forex main treading k doran apni emotions par kabu raken q agar ap apni emotions par kabu nahi rakb sakhen gy to ap achi treading nahi kar sakhy gy aur ap apni galt treading ki wajah sy loss b kr sakhty hain es ly forex main confedence ko paida karen aur achi treading kr k acha profit hasil
              • #8 Collapse

                Re: Emotions ap ke subh se bady dushman

                forex aik online business hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex aik world wide business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai pair or currency py trading karty hain forex aik real business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Emotions ap ke subh se bady dushman

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
                  Dear bro forum members forex trading main kush aisy factors hn jo ke ap ki trading ko tabah ker daity hn ini main se aik bad factor emotions hn jo trader emotional ho jata hy wo kabhi bh kamyab ni ho sakta emotions ki waja se ap ka profit bh loss main ja sakta hy to ager ap aik kamyab trader banna chahty hn to ap ko emotions per control kerna ho ga
                  Traders job emotional Hoke trading Karte Hain To unko sirf loss hota hai traders Coimbatore channel Nahin Hona chahie unko Puri Tarah Se trading karne chahiye aur Soch samajh kar rahi trading Karni chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotions ap ke subh se bady dushman

                    G han bro ap ki bat bilkul thk hy forex trading main main kai factor aisy hy jo trading ke liy bahut hi dangerous hn ini main se emotions bh hn emotions always change your profit into loss is liy hamesha emotions per control rakhin
                    Signature removed by moderator
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotions ap ke subh se bady dushman

                      forex mai hamy emotions ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik international or kabe be katem na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotions ap ke subh se bady dushman

                        forex aik online business hain agar hum is mai emotional ho ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hamara account wash ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X