Agar hum forex mein lalach na kerain aur soch samajh ker kaam kerain aur aik din mein aik trade lagain aur uss sae humain 10 dollar bhi milain tou hum doosri trade na lagain aur haftay mein 5 din aisay hi trade kerain tou humain aik haftay kay kam sae kam 50 dollar tou income hoti hai bajaye iss kay kay hum baray profit kay peechay account hi wash kara kay beth jayain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим