Trader ki basic zarooriat ka poor a hona

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trader ki basic zarooriat ka poor a hona
    Dear fellows trader ki basic zaroorat say muraad hay ky trader ky pass trading ka knowledge ka hona bahoot zaroori hay ager trader ky pass trading ka knowledge nai hay to woo experience bhi hasil nai ker sakta knowledge oor experience ky bagher trading mumkeen nai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trader ki basic zarooriat ka poor a hona

    agr koi forex trading kar raha hai or uske pass basics knowledge b nahi tu wo abi trading na kare agr trading kare ga tu loss ho jaye ga sub se pahle wo forex ko samje read kare ke ya kam hai kya or phr basics ko samjne ke bad is kam ki demo per practice kare jub tak achi tarah samja na aa jaye real trading start na kare,
    • #3 Collapse

      Re: Trader ki basic zarooriat ka poor a hona

      Dear brothers aap ki baat daroost hay ky forex main trading kerny ky liay knowledge oor experience say aap jo bhi investment ker sakty hain ager ham daily basis per kam kerain oor lakeen knowledge nai ho to trading nai kerni chahay iss say nuqsan bhi hota hay prectice say oor experience hota hay knowledge oor experience mal ker kamyabhi dyty hain
      • #4 Collapse

        Re: Trader ki basic zarooriat ka poor a hona

        Hi g bel kul hamy is forex ko join kr k aur is main mehnat sy kam kr k apni basic zarooriyat kya bal k mery khayal sy to hm saving b krna sakty hein is leye usy join karein is main kafi bachat hai us business main ap ko sarmaya nahi lagana parts ye ap ki apni marzi hai k ap is business main sarmaya lagain ya na lagain
        • #5 Collapse

          Re: Trader ki basic zarooriat ka poor a hona

          Hi g trade Jr l hm apni basic zarooryat ko Pura Jr sakty hein basic zarooryat to Puri Joni Chahiye ta k Kisi sy mangns na part ap is Forex ko join karein aur is main mehnat karein aur Achi earning karein air apni zarooryat ko Pura karein aur apni mehnat ki kamai khaein apni mehnat ki kamai sy Achi aur koi kamai Nahi
          • #6 Collapse

            Re: Trader ki basic zarooriat ka poor a hona

            Dear pak forex main jis ny kamyabb hona hai ousyy chiyee forex ky bary main basic seehky ous ky bad demo account bana lenn ous main practice kar kyy tohra boht expreince hasl krenn oud ky baad real mini account bana lrnn ous main trading strt karyy bbaqei ka expreince ous main hasl krenn our phr ous ky bad jb axha expreince hasl ho jaiyy phr stndr account ko use krenn ous waqat tk axha knowladge our experience hasl ho chukaa ho ga best trad laga skyy gyy..
            • #7 Collapse

              Re: Trader ki basic zarooriat ka poor a hona

              equity ka matter to pak forum ne solve kr dia ap successful trading ka matter hum ne khud solve krna hai achy sy learning kro patience k sath practice kro strtategy building experience money management emtions control ye rules follow kro to no doubt forex men acha perform kia ja skta hai
              • #8 Collapse

                Re: Trader ki basic zarooriat ka poor a hona

                agr kisi ki basics hi week hai tu usne kya trading karni hai forex tu aisa kam hai is me tu bare bare trader mar kha jate hai tu phr new trader kya cheez hai or phr wo b jis ko basics ka hi nahi pata me tu kahta ho ke sub se pahle learning ko complete kare us ke bad hi trading kare agr learning nahi tu hai trading b na kare
                • #9 Collapse

                  Re: Trader ki basic zarooriat ka poor a hona

                  Gee haan bhai aap nay theek kaha hai forex mein agar humaray pas knowledge nahin hai ya phir forex ka experiance nahin hai tou hum forex mein kabhi bhi kamyab nahin ho saktay hain humain iss kay lye forex mein mehnat sae kaam kernay ki zaroorat hoti hai aur hum iss mein kamyab tab hi ho saktay hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trader ki basic zarooriat ka poor a hona

                    G haan Brother Apki baat Bilkul thek hai kay agr hamary pas Knowledge Hogi to hum acha kaam kar Sakain gay or acha profit hasil kar paingy is liye Humain Mehnat say kam krna Chahiye taky hum acha Bonus Hasil kar Sakain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trader ki basic zarooriat ka poor a hona

                      G ha dear ap ny tk khaha ha ky mahnt syhe km krty rahy gay to kmyab hoty ha or sb sy zada knowledge hasil krna ha to he ak Kabul insan bn saky gy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trader ki basic zarooriat ka poor a hona

                        g haan bhai forex me poor knowledge hi hamen loss ki taraf ly k jaata hy hamen chahiye k jitna knowledge ho saky gain kren aur phr achi threads k zariye dosro tak poncha saken aik dosry ki madad sy ham apna experience behtr kar saktay hn

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X