Pak forum aur Ramzan ka month?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pak forum aur Ramzan ka month?
    Dear brothers kal se ramzan ka month shuru ho raha hey tu tamam members se request hey k woh apna time adjust kar len ta forum k sath attach bhi rahen kiun k ramzan men physical activities kam hoti hen lekin forum pe posting tu ghar men beth kar ya late kar bhi kar saktay hen iss liay ramzan ki waja se forum ko ziyada time dey saktay hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pak forum aur Ramzan ka month?

    mere bhai forex mein kam krein dil lga k chahe jo bhe month ho rmzan mein forex ko tim dein bil kul esi ho k or posting krein or is mein roze bhe rkhein bs ye h k thora tim ka manegment kr lein cb kam asan ho jae ga forex ko hr hal mein tim dein
    • #3 Collapse

      Re: Pak forum aur Ramzan ka month?

      Pak forex forum pay kaam kerna ramzan mai asaan ho jaey ga kiyu kay subha sehri kay liye jagnay kay liye aksar member raat ko sotay nahi hai to wo bohat ziada posts ker kay ziada bonus bana sakta hai,Ramzan mai shayad din kay time mai members ki tadad or posting ki ratio kamm rahey gi but raat ko ziada members online hua karen gay
      • #4 Collapse

        Re: Pak forum aur Ramzan ka month?

        Pak forex forum pay kaam kerna ramzan mai asaan ho jaey ga Kiya subha Sheri Kay liye jagnay Kay ilye member raat ko sotay nahi hai to wo buhat zesda post s ker Kay zesda bonus bana sakte hai; Ramzan mai
        • #5 Collapse

          Re: Pak forum aur Ramzan ka month?

          G han kal syy ramzann strt ho jana sub member ko chiyee ko wo apna time adujst kar lenn kosishh krenn kyy fajar ki namzz ky bad phlyy forum ko time de lenn wo best hai kyu ky bad main roza bi lgnaa shoro ho jata ni time denyy hotaa hai rest bi karni hoti hai forum ka timetblee bana lenn ramzann main jis tara ap ko best lgtaa..
          • #6 Collapse

            Re: Pak forum aur Ramzan ka month?

            han g roze aa rahe hai kal se time koi na koi tu set karna hi pre ga abi tu koi masla nahi tha jub dil kare posting kar lete the lakin ab ramzan aa gya hai tu ab hume time set karna ho ga waise tu zaida acha time fajar ki namaz ke bad ka hai us time agr kam kar liya jaye tu acha hai
            • #7 Collapse

              Re: Pak forum aur Ramzan ka month?

              G bhai apki bat se bilkul ittefaq karta hun Ramzan men physical activities kam ho jati hai aur sab log sakoon kartay hain aur hamaray pas b forum per kaam krnay k lye bohat time ho ga. Ramzan k ilawa traders dusray kamon men masroof rehtay hain lekin ab Ramzan men inshallah ham zyada kaam karrn gay.
              • #8 Collapse

                Re: Pak forum aur Ramzan ka month?

                G Bilkul Bhai ap thek keh rahy hain lekin Humain Forex mein acha kaam krny kay liye Mehnat Say kaam krna Chahiye or Chahy hamain roza he Q na ho Hamain phir bhi Forex mein kaam krna Chahiye taky time jaldi guzar jaye or hum acha earn kar Sakain
                • #9 Collapse

                  Re: Pak forum aur Ramzan ka month?

                  forex aik online or international business hain ham is main trading karty hain or ham is main amount be invest karty hain yai asa business hain jis main learning ky satjh earning be haisl kar sakty hain or ham acha profit be haisl kr sakty hain ham ramzan main be is main kam kar sakty hain yai online ki duinya main aik king business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Pak forum aur Ramzan ka month?

                    assalamu alaikum bhai jaan aapne bilkul theek kaha hai ki Pakistan Forex forum aur Ramzan ka choli Jamun Ka Saath Hai Kyon Ke Ramzan Mein Pakistan Forex forum posting karna Bahut He Mushkil ho jata hai lekin ALLAH ALMIGHTY Ki Ibadat bhi Jaruri hota hai isliye Main Ek time table banana chahiye
                    Visit My Profile
                    • #11 Collapse

                      Re: Pak forum aur Ramzan ka month?

                      Dosto ramzan ka maheena bohat hi babarkt maheena ha ap apnay kaam k sath sath is maheena mn namaz parhain tamam ebadats ada karain aor apnay liay aor baqi sab apnay doston k liay bhi dua karain ap ko bht faeda ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Pak forum aur Ramzan ka month?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                        Dear brothers kal se ramzan ka month shuru ho raha hey tu tamam members se request hey k woh apna time adjust kar len ta forum k sath attach bhi rahen kiun k ramzan men physical activities kam hoti hen lekin forum pe posting tu ghar men beth kar ya late kar bhi kar saktay hen iss liay ramzan ki waja se forum ko ziyada time dey saktay hen
                        Assalamu Alaikum bilkul Ramzan Sharif main Hame Apne Forex ke liye ek time kar lena chahiye Taka Jis time aap Forex ko acche se time de sakte hain use par aap main se post Karen aur usse bonus Hasil Karke trade lagayein aur chiti Hasil kar sakte hain Shukriya
                        • #13 Collapse

                          Re: Pak forum aur Ramzan ka month?

                          ramzan ka month mere lia boht faida mand rahay main ne ramzan main boht withdraw kya hai jo ne kabi b forex k other month main withdraw nai kya tha month ka next month b mere liay thora faida mand raha hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Pak forum aur Ramzan ka month?

                            Assalamu alaikum my dear friend Pakistan former Ramzan Mubarak trade hai yeh bahut hi Purana Hai Kyunki Ab To Ramzan Mubarak nikal chuka hai to isliye hamein chahiye ki hum Soch Samajh Ke tread Karen takij iska jawab dene Mein Hamein pareshani Na Ho aap Se Meri Taraf fast hai ki ainda aisi trade na Karen aapki Meherbani Hogi Joker Hum Yahan Par knowledge seekhne ke liye post karte hain na ki majak udane ke liye

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X