Currency pairs main loss ka risk bahot kam hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency pairs main loss ka risk bahot kam hota hai
    Agar ham gold silver ya crude oil etc main trade kerty hain tou in main loss hony ka risk bahot zyada hota hai aur bahot jald hamara account wash ho sakta hai lekin currency pairs main trade kerny sy bahot jald account wash nehi hota aur ham apni running trade ko control bhi ker sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Currency pairs main loss ka risk bahot kam hota hai

    Forex mein commodities ki nisbat currencies mein trading kerna aasaan bhi hai aur kam risky bhi aur iss mein loss kay chances bhi kam hotay hain aap ko aur specially new comers ko chahyea yajin kay pas balance kam ho unn sub ko currencies mein trading kerni chahyea
    • #3 Collapse

      Re: Currency pairs main loss ka risk bahot kam hota hai

      currencies ke market baqi markets ke nisbat kafi had tak kam risky hoti hai . lakin yeh baat b nai ha ke inmai trading mai risk nai hota hai . in mai trading mai b kafi risk hota hai aur ager traders khas tor per bary lot size kay sath trading karin tu inn mai b risk baqi markets ke trah say he ziada ho jata hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Currency pairs main loss ka risk bahot kam hota hai

        Dear brother aapki baat se agree kerta ho jaisa k aap ne bataya k currency k pairs me loss kam hota he or profit k chances ziada hote he is liye new members ko chahiye k currencies k pairs me trading kare or oil or Gold me trading na kare to behter hoga kio k gold or oil ki market ki shuffeling buht fast hoti he us me loss k chances ziada hote he or account wash bhi ho sakta he.

        اب آن لائن

        Working...
        X