Zaroorat sy ziyada mehnat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zaroorat sy ziyada mehnat
    Dear mehnat hardwork aik limit tak huni chahye apny jism ko takleef dy kar mehnat na karain is sy apki tabiyat kharab ho jaaye gi aur ap beemar jo jao gy jis ki waja sy ap ko loss ho sakta hai
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zaroorat sy ziyada mehnat

    Dear memebr mehnat khabi bhe zai nai hoti is leay ap ko chahiay hamesha mehnat karin but right direction matlab pely rules parin phir post karin.
    • #3 Collapse

      Re: Zaroorat sy ziyada mehnat

      Forex mein mehnat karna majboori hai agar hum forex sae kuch hasil kerna chabtay hain tou warna hum forex mein apna waqt hi zaya kerain gay aap sub ko chahyea kay forex mein seekhnay kay amal ko zaroor jari rakhain trading soch samajh ker analysis ker kay kerain aur apnay time ko zaya honay sae bachain
      • #4 Collapse

        Re: Zaroorat sy ziyada mehnat

        G dear ya bt to ha ky hm ager mahnt pr mahnt kray to to pher kbi be hm kamyabi sy dor hony ki bajaey apni Manzil ky krna hoty ha to mahnt kbi Na choro
        • #5 Collapse

          Re: Zaroorat sy ziyada mehnat

          G dear jhan tak mahnet ka sawal hai tu ap jitni mahnet kartaye ho ap ko bhut zayda faida hota hai but us mai aik bat hai kay ap ko chaye kay ap apni helth ka bhi sath sath khyal rakhain aur jhan tak mahnet kar saktaye hain whain tak he karain zaydaa takleef na uthain tu theak hai
          • #6 Collapse

            Re: Zaroorat sy ziyada mehnat

            kuch log hardworking karte hai or kuch log smart working karte hai kamyab dono hi hote hai lakin jo smart working karta hai wo jaldi or zaida kamyab hota hai isi liye kahte hai hardworking se achi hai smart working forex trading me b hard working ki jaga smart working kare tu acha hai.
            • #7 Collapse

              Re: Zaroorat sy ziyada mehnat

              Sir agar hum as mien aa ker zyada mehnat kerty hien tu hamri sehat bee kharab ho sakti hai as lye hum ko as mien aa ker kam ker ker as mien apni sehat ko kahrba ni kerna hota hai or hum as mien rest bee kerna hota hai agar hum as mien as ker rest kerty hien tu hum theek be rah sakty hien or as mien earning bee ker sakty hien.
              • #8 Collapse

                Re: Zaroorat sy ziyada mehnat

                G han dost ap agar forex main ziada mahnat karen gy to wo apki zaya nahi jay gi aur apko es ka sila zarur mily ga es k sath sath ap ko apni sehat ka b kayal ralbana chaiy taky ko kow masla na ho aur sath sath rest krna chay taky ap forex main achy treky sy kam krty rahy aur forex sy faida utahty tmrahen
                • #9 Collapse

                  Re: Zaroorat sy ziyada mehnat

                  ap nay sahi kaha hai kion k Forex trading be doosri tradings ke tarah aik hard working business hay koi khail nai. isko profitable bananay k liay bohat mehnat karna parti hay tab ja ker kaheen profit aana shuru hoti hay
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: Zaroorat sy ziyada mehnat

                    Han g bilkul forex mein hamen es bat ka bhi khayal rakhna chaye k hum jo post karty hain ya jo bhi trading krtay hain or us mein hmari mehnat bhi shamil hoti he usko ek had tak use kren or zarurat se ziada mehnat bhi nuqsan deh hoti he es liye ek routine banayen or usi k teht Kam karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Zaroorat sy ziyada mehnat

                      aap logo ko Yahan Par jarurat Se Jyada investment nahi karni chahiye agar aap Log Yahan Par information ke saath kaam Karenge aur jarurat Se Jyada internet facial ke saath kaam Karenge to aapko interest to Jyada Hoga pakit par lekin aapko profit easily generate Nahin Ho payega iske liye aapke paas experience kills Ka Hona last week high
                      • #12 Collapse

                        Re: Zaroorat sy ziyada mehnat

                        Han g bilkul forex mein Hamein es bat ka bhi khayal rakna chahye k hum jo post karty Hain ya jo bhi trading Kartay Hain or us mein hmari mihnat bhi shmil Hoti to
                        • #13 Collapse

                          Re: Zaroorat sy ziyada mehnat

                          Ji haan sir aapne bilkul right Kaha Garam Hai Pakistan Forex form Mein Kamyab Banaye to hamein chahiye kya mein Iss mein jyada Se Jyada kam Karen lekin Hamein rest bhi karna chahiye Kyunki Agar armrest nahi karenge to hum accha kaam nahin kar Sakenge aur Hamesha Sahi am confused mind ke sath rate Karenge Jis Se Hamein Jyada Se Jyada loss bhi ho sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Zaroorat sy ziyada mehnat

                            Boss ham jetna zayada mehnat kerte hien tu ham kama sakte hien as lyee ham ko as mien utna zayada munafa mil sakta h agar ham as mien zyada mehnat kerte hien tu ham as mien kamaee b utni ker sakte hien as lyee ham ko as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko acha kaam kerna hota h.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Zaroorat sy ziyada mehnat

                              DEAR agar ham as main zarorat se ziada mihnat kare ge tu hamas main bemar par jiy ge as liy ham ko as main zarorat ke mutabik hi ham ko kam karna chahiy hai yani mihnat karna chaiy hai tu hi ham as main yani as forex trading main kamyabi se kam kar sake gee

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X