MACD Indicator kis kam ata hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MACD Indicator kis kam ata hay.
    Piary dosto aj main aik bohat mufeed indicator ke baat karun ga jo aap ke leay madadgar ho sakta hay, Moving Average Convergence Divergence (MACD) is a lagging indicator. Is indicator main moving avareages ke relation ship ko show karta hay, A nine day Ema is main signal line aur is main ap ko over sold and over bought ke signal miltay hain. Ap ke asanai ke leay main screen short share karta hun.

    Click image for larger version

Name:	MACD-MFI-1024x407.png
Views:	1
Size:	103.8 کلوبائٹ
ID:	12462753
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: MACD Indicator kis kam ata hay.

    Dear aap ki baat theek hai MCAD forex mein aik bahut acha indicator hai jis mein aap ko trading mein bahut zayada faida hota hai iss mein aap ko market kay over bought aur over sold ka bhi pata chalta hai aur aap sub ko inn indicators ka use bhi seekhna chahyea
    • #3 Collapse

      Re: MACD Indicator kis kam ata hay.

      ]Dear aap ki baat theek hai MCAD forex mein aik bahut acha indicator hai jis mein aap ko trading mein bahut zayada faida hota hai iss mein aap ko market kay over bought aur over sold ka bhi pata chalta hai aur aap sub ko inn indicators ka us
      • #4 Collapse

        Re: MACD Indicator kis kam ata hay.

        Dear MACD aik bht acha indicater hy jis main hum over sold aor over bought asani sy daikh saktay hain aor ye indicatr humain buy ya cell main kafi had tak acha sabit hota hy
         
        • #5 Collapse

          Re: MACD Indicator kis kam ata hay.

          Bhai v nice aapki is post sy kafi faida howa sb logon ko istra ki post krain ta junior membrs k knowledge main izafa ho
           
          • #6 Collapse

            Re: MACD Indicator kis kam ata hay.

            Good information di ha ap ne dear macd waqi mein acha indicator ha traders ki bht berhi tada es se faida hasil krti ha laikn jaisa k ap ne dosry indicators ko lagging kaha tu mein kehna chahoon ga k macd bhi aik lagging indicator ha
             
            • #7 Collapse

              Re: MACD Indicator kis kam ata hay.

              MACD indicator hamy market mai enter hony mai madad deta hain hamy expert ban ky is ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik international business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: MACD Indicator kis kam ata hay.

                Macd aik acha indicator ha beshak ye lagging indicator ha laikn ye traders ki bht help krta ha trading k doraan es se divergency ka bhi pta lag jata ha jis se bht achi trade milti ha aur ye market ki over bought aur over sold condition k bary mein bhi bta daita ha aur agr es k sath koi indicator just like bollinger band mila liya jaye tu en dono ki help se hamaen achi trades mil sakti haen.
                 
                • #9 Collapse

                  Re: MACD Indicator kis kam ata hay.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidzaman پيغام ديکھيے
                  Piary dosto aj main aik bohat mufeed indicator ke baat karun ga jo aap ke leay madadgar ho sakta hay, Moving Average Convergence Divergence (MACD) is a lagging indicator. Is indicator main moving avareages ke relation ship ko show karta hay, A nine day Ema is main signal line aur is main ap ko over sold and over bought ke signal miltay hain. Ap ke asanai ke leay main screen short share karta hun.

                  [ATTACH=CONFIG]7362[/ATTACH]
                  Jitne bhi indicators Hai vah market ke trend ko andaza Lagate Hain lekin ek baat Yaad Rakhe koi bhi indicator 100% right Nahin Hota isliye indicator se sirf plane Banane Mein helpline ko hundred percent right Na Samjhe
                  • #10 Collapse

                    Re: MACD Indicator kis kam ata hay.

                    G han dear ye indicatr boht he help ful hy. mainy reall acount py to try ni keya lekin demo py keya hy to kafi acha response milta hy or kafi achi trade b lgai ha skti hy is sy..
                    • #11 Collapse

                      Re: MACD Indicator kis kam ata hay.

                      forex aik international business hain hamy MACD indicators ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #12 Collapse

                        Re: MACD Indicator kis kam ata hay.

                        MACD indictore ke forex mai bohat ahmeyat hain hamy is mai mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik bohat bara busienss hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: MACD Indicator kis kam ata hay.

                          MADC moving average divergence aur convergence indicator forex kay kisi bhi chart kay sath laga ker kuch information ko hasil kia jata hay jesay kay divergence aur trend ki high aur low in long chart waghaira. is say trader ko idea ho jata hay kay ager divergence ho to us nay kia kerna hay aur trading ko safe kaisay kerna hay.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X