Why we wash our account quickly in forex trading platform?
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    my dear account wash honi ki buht se wujuhaat ho sakti hain ap greed k sath trading krte hoye b account wash kr sakte bina analysis k trading krne se b account wash kr sakte ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Sometimes ham apni working mtlb average posts ko increase nahi kar path ya phr phli trade k bad hmara account news ki waja sy b wash ho kata hai because ham apni phli trade me he kafi kuch expect kar beth,tu hai and is chakar me ham apny account ko b ly dobty hai.,
      • #18 Collapse

        There is the main reason that we are emotion and greedy. So that wecare wash the account again and again. So that we are work the markwt discipline.
        • #19 Collapse

          dear mery khayl me jub hum market ko analyses na kren,high level k volume ,aur bagir stoploss k game kren gy tu hamara acount bohat jald wash ho sakta h as laye in batu se avoid krna chaye
          • #20 Collapse

            ham agar mehnat se kaam na karen or lalach me pare rahen ge analysis achey se nahi karen ge to account hamara wash ho jaye ga or aese chalne se kabhi kama nahi saken or loss me he phans ke reh jayen ge is lye mehnat se chalen to kamyabi hasil ho sakti hai .
            • #21 Collapse

              dear good kafi acha question kya ha ap na ka humara account forex trading mn qn itna jaldi wash ho jata ha dear to us ka liya mn to yehi khna choan ga dear ka real mn jo main reson hoit ha woh hoti ha laleh dear hum log aksa lalech kr ka apni trades ko wrong entry dal diata hn jo ka bad mn humara liaya loss creat krta ha dear
              • #22 Collapse

                ap ne bilkul theek kaha hae aur ere sath to aksar aisa hi hota hae k era aount bari hi jaldi se wash ho jata hae kiunk fore trading ein adi ko trading ein thori bhi ghalati ho to aount wash
                • #23 Collapse

                  ager forex ko bina seekhey or apni lalach kay ath start karein gay to aap kay sath aisye he ho gaa aap money management kay formula kay sath iss business ko karein gay to aap ko iss mein boht acha faida ho sakta hai or aap long term kay liye iss ko lay kar chal sakty hain.
                  • #24 Collapse

                    humain is main agr success hasil karni hay to humain practice say kam karna ho ga humain hard work kar kay kam karna ho ga ta kay humain loss km ho ta kay mistake ki hoti hay
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #25 Collapse

                      forex market mei bohat sey asay log enter hotay hain jo samjhtay hain kay bohat asaan kaam hay esko seekhnay samjhnay ki zaroorat nahe just asay basic dekha kay kasay trading hoti hay aur foran real pe account bana liya 2 ya 3 din mushkil sey demo karkay asay log apna account wash kar detay hain aur khud bhi negative hotay hain aur dusron ko bhi negative kartay hain jab kay unko chaiye kay start meiy he maximum days months demo pey laga kar demo ki practice karain kisi senior sey kaam ko achi tarah seekhay samjhain forex trading pey asay log he loss ka shikaar hotay hain aur apna sab capital loss kar detay hain account wash kr detay agar wo mehnat karain gay skills achi karain gay loss ka shikaar honay sey bach saktay hain
                      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                      PLEASE VISIT HERE
                      • #26 Collapse

                        han g ye aik problem ha log jaldi account wash kr detay hain eski asal wajah ap ko ye maloom honi chaye ky logon ko kaam krnay ki samajh hoti nahe ha jaldbaazi mey trading kartay hain bagair seekhey samjhay aur loss kar detay hain
                        • #27 Collapse

                          jo log kaam ko seekhna nai chahtay aur chaahtay hain raato raat ameer ban jay wo log loss ka shikaar hotay hain unhi ky account wash hojatay hen kyun ky drasal wo lalach mei chalaiy jatay hain aur es wajah se loss beth tey hen
                          • #28 Collapse

                            account wash ka matlab ha loss hona tou account wash mai samjhtay hun bilkul wash sirf aik anaarri banda kar skata jisko kaam krna he nahe aata warna loss tou hota acha trdaer usko cover krky profit krta ha jald baaz logon ky account wash hotay hain
                            :p Yes You Can Do :p
                            Honesty + Sincerity = Prosperity
                            • #29 Collapse

                              mene yehi dekha ha ky kuch log forex ko just meetha halwa samjah kr join krtey wo ye dekhty ky ye dusra banda kama raha lakin ye nahe jantay ky usney mehnat ki asay log join kertay aur foran khuwaab sajaa letay big earning k or account wash kr dety kaam ko seekha jaiy to loss nai hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                bohat sey logon ka ye mind hota ha baaki kama rahay hen koi mushkil nahi ha ma b aik dam sey profit krunga wo yehi samjhtay hain seekhnay ki zaroorat nahe bs buy sell lagao aur kamao essiw ajahs ey account wash hojata agar wo pehle learning kr len loss se bacha jay ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X