Emotions ko control krny ka tareeqa
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotions ko control krny ka tareeqa
    Dear traders ap ko pta ho ga k traders ziada ter emotional q ho jaty haen q k wo lalach krty haen Un ki soch Mei hamaisha profit ki lalach hoti hoti ha agr trader profit k sath sath loss k bary mein bhi so haen tu I think k traders apny emotions pe control Kr laen ge q k mein bhi yehi krta hn aur mein ne bht I prove Kiya ha es trha krny se Han ye zehn mein rakhna ha k apny dil mein fear ni bethana sirf itna sochna ha k agr me ne profit ki lalach ki tu mjhy us trade se nuqsan bhi hi sakta ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotions ko control krny ka tareeqa

    G Haan emotions ko control karne k liye traders ko aik bt mind me rkhni chahiye k Los aur GaiN business ka hisa hain. Aur forex me greed ko chorr k trading karni chahiye sometimes log forex se bht ziyada expect kar lete hain aur loss hony ki soorat me emotional ho k apna nuksaan kar lete hain.. Is liye lazmi hai is bt ko mind me rkha Jaye k loss b hona business ka part hai..
    • #3 Collapse

      Re: Emotions ko control krny ka tareeqa

      G Bhai apple bat kise had Tak sahe hai lekin may samajta hon ke appka emotion ko control karnay ka aik he tareqa hai aur wo hai money management agar app proper money management ke sat lot size laga Kar trading karaingay aur risk km rahaingay to na app ke Dil Mai loss kamkhauf hoga aur na zyada kamanai ke tamana.
      • #4 Collapse

        Re: Emotions ko control krny ka tareeqa

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
        Dear traders ap ko pta ho ga k traders ziada ter emotional q ho jaty haen q k wo lalach krty haen Un ki soch Mei hamaisha profit ki lalach hoti hoti ha agr trader profit k sath sath loss k bary mein bhi so haen tu I think k traders apny emotions pe control Kr laen ge q k mein bhi yehi krta hn aur mein ne bht I prove Kiya ha es trha krny se Han ye zehn mein rakhna ha k apny dil mein fear ni bethana sirf itna sochna ha k agr me ne profit ki lalach ki tu mjhy us trade se nuqsan bhi hi sakta ha.
        Bhai ap theak keh rhy hain or apko apny emotions py qabu rkha chahuye q k emotional hona apko nuqsan krwa skta h emotions mai sirf lalach e nahi ati balky insan khushi mai b galt faisly kr leta h or jald bazi mai b... Ye sb cheezy wo hain jo loss ka bais bnti h or in py cntrl bht zruri h... Agr ap sirf profit k liye trade kro gy to emotional hony k chance zyada hain or agr ap loss ko b zehn mai rkho gy or sath mai seekhny ki neeyat sy trade kro gy ti kamyabi k chance brh jaien gy
        Thnx
         
        • #5 Collapse

          Re: Emotions ko control krny ka tareeqa

          confident Kabhi nuksan Ki Taraf Na Lekar 10 aap market mein se Forex ka kaam Aap Yahan Par Sab doston Agarwal ke yahan par interest le kar kaam Karen Itna Jyada market Mein interest le kar kaam karte hain aapke achha ho jata hai aap ko message karna kaam Aasan ho jata hai working capacity of market par depend karti hai kya kya hai
          • #6 Collapse

            Re: Emotions ko control krny ka tareeqa

            Aap ne bahut hi accha question Kiya Hai ki hum Sabko isme Apne confidence aur emotional ko control Mera kar kaam karna chahi aur thank you for AAP sabka kya aap sabne knowledge chat Kiya Kyunki Main is new member steeper February Jitna Hai Mujhe Main jaroor koshish Karti Hoon Main Bhi knowledge Hasil Karke is Mein kamyabi Hasil kar Sakun
            • #7 Collapse

              Re: Emotions ko control krny ka tareeqa

              asslam o alikam bro hume is main sab se hume apne emotional ko control krna chaiye phr next knowledge hasil krna chaiye aksar lose hume lalach krne ki waja se hota ha jab dora sa profir mil jata ha tu hum big lots size ka istamal krna shoro kr dete hein jise hamra balance sara lose ho jata ha
              • #8 Collapse

                Re: Emotions ko control krny ka tareeqa

                Boss agar ham as mien kaam kerte hien aur agar ham as mien kamaee kerna chahte hien tu ham ko as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h aur ham ko as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien kaam kerna hota h aur agar ham as mien kaam kerte hien aur ham as mien emotions per contrl kerte hien tu ham aik ache tajir ban sakte hien.
                • #9 Collapse

                  Re: Emotions ko control krny ka tareeqa

                  Emotions ko control kernay ka sub sae acha tareeqa yeh hai kay aap forex mein kabhi bhi bari lot use na kerain aur khud ko lalach sae jitna bacha saktay hain bachain aur aap ko chahyea kay aap forex mein khud ko jitna safe rakh ker trading ker saktay hain kerain
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotions ko control krny ka tareeqa

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                    Dear traders ap ko pta ho ga k traders ziada ter emotional q ho jaty haen q k wo lalach krty haen Un ki soch Mei hamaisha profit ki lalach hoti hoti ha agr trader profit k sath sath loss k bary mein bhi so haen tu I think k traders apny emotions pe control Kr laen ge q k mein bhi yehi krta hn aur mein ne bht I prove Kiya ha es trha krny se Han ye zehn mein rakhna ha k apny dil mein fear ni bethana sirf itna sochna ha k agr me ne profit ki lalach ki tu mjhy us trade se nuqsan bhi hi sakta ha.
                    Bhai ap theak keh rhy hain or apko apny emotions py qabu rkha chahuye q k emotional hona apko nuqsan krwa skta h emotions mai sirf lalach e nahi ati balky insan khushi mai b galt faisly kr leta h or jald bazi mai b... Ye sb cheezy wo hain jo loss ka bais bnti h or in py cntrl bht zruri h... Agr ap sirf profit k liye trade kro gy to emotional hony k chance zyada hain or agr ap loss ko b zehn mai rkho gy or sath mai seekhny ki neeyat sy trade kro gy ti kamyabi k chance brh jaien gy
                    Thnx
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotions ko control krny ka tareeqa

                      forex trading mai meotions ko control rakhny k liye hmain khud apny mind ki game ko set krna hota hai q k jub tak hmry mind main he es ko control karny ki habit nahi hogi tu hum kbhi bhi nahi kar skty hain or mera kyal hai k aghr hum itni e bat soch len k hum apni trading main jub jald bzai karty hain tu es se hmain kbhi faida nahi mily ga tu hum yahi soch k bad kafi had tak apni habits ko khtm kar skty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotions ko control krny ka tareeqa

                        hamy emotions ko qabo mai rahk ky kam karna hota hain pher he hum loss sy bach saky gy forex aik unique business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotions ko control krny ka tareeqa

                          traders ziada ter emotional q ho jaty haen q k wo lalach krty haen Un ki soch Mei hamaisha profit ki lalach hoti hoti ha agr trader profit k sath sath loss k bary mein bhi so haen tu I think k traders apny emotions pe control Kr laen ge q k mein bhi yehi krta hn aur mein ne bht I prove Kiya ha es trha krny se Han ye zehn mein rakhna ha k apny dil mein fear ni bethana sirf itna sochna ha k agr me ne profit ki lalach ki tu mjhy us trade
                          Click On Name And Visit My Journal
                          Naseer953 Trading Journal
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Emotions ko control krny ka tareeqa

                            Assalamu Alaikum dear Fox member aap ne bilkul theek kaha hai ki emotions ko control karne k liye traders ko aik bt mind me rkhni chahiye k Los aur GaiN business ka hisa hain. Aur forex me greed ko chorr k trading karni chahiye sometimes log forex se bht ziyada expect kar lete hain aur loss hony ki soorat me emotional ho k apna nuksaan kar lete hain.. Is liye lazmi hai is bt ko mind me rkha Jaye k loss b hona business ka part hai ISI Tarah Hum Apne emotions ko control kar lenge trading ke dauran aur loss Ka Khayal kabhi bhi nahin aayega
                            Visit My Profile

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X