Ye ni Sochna chaye k mein ne kafi din se trade ni ki aj lazmi trade krn ga
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye ni Sochna chaye k mein ne kafi din se trade ni ki aj lazmi trade krn ga
    Dear traders akser traders se ye ghalti hoti ha k jb unhaen kafi din se trade ni milti tu wo ye sochty haen k agr mjhy trade na mili tu mein kuch kama ni paon ga halan k sochna ye chaye k agr mein ghalt trade krn ga tu mjhy nuqsan ho ga aisi soch k sath trading krna bht dangerous results daita ha es lye dears agr trade ni milti tu apny ap ko force na krean k me ne lazmi trade krni ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye ni Sochna chaye k mein ne kafi din se trade ni ki aj lazmi trade krn ga

    G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot he achi bat shear ki hai dear hamra maqsad just ye he hota hai kah ham forex sy earning he karty rahen mgr aesa hona mumkin nhe hai so hamen apny achy time ka lazmi intazar karna chahye agr ham apny achy trade ka wait nhe karty han to hamen loss ho sakta hai jis me ham earning kay bajay loss recover karny me time waste kar dety han
    • #3 Collapse

      Re: Ye ni Sochna chaye k mein ne kafi din se trade ni ki aj lazmi trade krn ga

      Agar koi forex mein ye sochta hain isne kafi time ho gaya hain is mein trade nahi ki hain aur humko chahye k hum is mein ihtiyt se kam kare aur is mein zada mehnat se kam karna chahye aur pher ja kar humko is mein ihtiyt se kam karna chahye aur apna loss nahi karwana chahye aur trade open karne se pehle market ko analysis kar le
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Ye ni Sochna chaye k mein ne kafi din se trade ni ki aj lazmi trade krn ga

        dear aksar traders lose he isi baat say krtay hain k jub unko kuch din koi trde na milay to wo yeh sochnay lagtay hain k itna arsa guzar gaya hay aurmaine q koi new trades nai li hay bus isi soch main he wo achanak koi bahut bura faisla krnay lagtay hain jis ki wajha say wo markeet main enter ho jata hay aur usko lose say do chaar hona parta hay mairay khayal say yeh jald baazi bahut baray lose ko dawat dainy ki nishani hay jis say hamko har mumkina bachna chaye.

        اب آن لائن

        Working...
        X