Account Banned hone ki vajah

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account Banned hone ki vajah
    Assalamu Alaikum Dosto mujhe lagta hai ke account banned hone Ki Sabse Badi Wajah ya hai ki hum direct hi Aakar real account mein trade Karte Hain aur demo account par practice nahi karte uski wajah se Hamein loss hota hai aur Hamara account wash ho jata hai Hamein Yeh Baat zehen Mein rakhni chahiye k trade se pahle Ham demo account par Khoob practice Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Account Banned hone ki vajah

    brother account banned honay mai aur accunt wash hony mai kafi faraq hota . account wash iss sorat mai hota hai jab account mai trading mai loss ke waja say capital khatam ho jiye . jab ke account ban iss time hota hai jab members apny account ke madad say instaforex ya pakistan forex fourm kay rules ke voilation kar rahy hon
    • #3 Collapse

      Re: Account Banned hone ki vajah

      Sir jab hum forex mien aa ker kam kerty hien or jab hum as mien forex k rules per amal ni kerty hien tu hum as mien aa ker apna acocut ban kerwa lety hien aagr hum as mien aa ker in k rules per amal kerty hien tu hum as mein apny account ko ban hony say abacha sakty hien as lye hum ko rules per amal kerna hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Account Banned hone ki vajah

        ji haan sir Agar Hamara account Band Ho Jata Hai To ismein Hamari Galti Hoti Hai Humne Yahan to copy paste Kiya Hoga aur Yahan To Humne is main bahut hi jyada mistake kiye Honge isiliye Hamesha Aisa bilkul bhi nahin karna chahie hamein chahiye kya main copy paste to bilkul bhi nahin karna chahie aur Hamein mistake Kabhi Khaas khayal rakhna hota hai yeh Hamara account bilkul bhi band nahi ho sakta thanks
        • #5 Collapse

          Re: Account Banned hone ki vajah

          to sir ji ye account ban nai howa ye account wash howa ha account ban hona aik alag cheex hoti ha aur account wash hona aik alag cheex hoti ha banned forum karta ha id ya insta wale account ban karte hen agar app unke rules k against kuch karo too otherwise aisa nai hotaa
          • #6 Collapse

            Re: Account Banned hone ki vajah

            G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot he achi bat shear ki hai khas kar hamry new trader kay lye me un ko ye kahna chahhao ga kah jin logon ny forex ko join kia hai wo posting kar rhy han sath me un ko chahye kah wo is me demo pe bhi practice karty rhen ta kah un ko real e trading me asani ho or achi earning kar saken
            • #7 Collapse

              Re: Account Banned hone ki vajah

              forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes py gur kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha earning hasial kar saky gy
              • #8 Collapse

                Re: Account Banned hone ki vajah

                forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamara account wash ho jata hain is mai market ka balm nahi hota hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes ko qabo mai rahk ky kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy
                • #9 Collapse

                  Re: Account Banned hone ki vajah

                  G bhai forex Mai account banned tab hota hai jab hum fazool qisam ki postain krty hain. Ya to hum political issues py baat krty hain ya wo sab postain jinko admin n mana Kia HOA hai. Jaisy bonus nai Mila? Kab mily ga wagaira wgaira.
                  • #10 Collapse

                    Re: Account Banned hone ki vajah

                    hamare mistakes ke waja sy hamy loss hota hain or hamara account wash ho jata hain forex aik online business hain hum is mai learning ky sat earning be hasial kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international or legal business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Account Banned hone ki vajah

                      forex mai mistakes ke waja sy hamara account band ho jata hain or pher opne nahi hota hamara sara bonus zaya ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Account Banned hone ki vajah

                        Ak trader ka account es waqat banned hota hai. Jab ak trader rulexko follow nahi krta aur en rules ko break krta hai. Es lye humri koshish hona chahey k hum ko rules ko follow krna chahey tk humra account banned na ho.
                        • #13 Collapse

                          Re: Account Banned hone ki vajah

                          forex trading main insta k account banned hony ki boht se wajohat hoti hain jis se hmara account banned ho jta hai sub se pahly tu forex k roles ki boht ahmiyat hai jis trha forex main kam kary ko kaha gya hai weas he karna chahye jub hum wesa nahi kar paty hain tu hmara account banned kar diya jta hai es liye hmain har trha se ahtiyat karty howe kam krna chahye jis se apka account save rahy
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Account Banned hone ki vajah

                            Jo ap na btayi ha vo acount wash honu ki waja btayi ha acount bann honyki waja nahi btayi ha demo acount pa koi practice kary ya na kary us sa acount bann hony ka koi talluq nahi ha acount bann us waqt hota ha jab hum forum ya forex k rules ko follow nahi karty jis waja sa acount bann hita ha thanks

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X