Forex trading me money ko loss karny ki waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading me money ko loss karny ki waja
    Forex trading business me money ko loss karny ki waja hamari greed aur risk management ka na hona hi hay, ye 2 esy reasons hey jes ki waja se traders ko bar bar loss ho jata hay hamari koshish honi chaye key ham greed be trading me na karen aur sath me risk management be trading me kia karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading me money ko loss karny ki waja

    Sab sy bri waja yahi hoti hy hanri ham is my aty hy ham utni mhanta nai kety hy jitna ham profit is my chah rahy hoty hy us waja sy hamy is my phr loss hota hy our han phr is sya sahi kamyab nai hoty hy ham loss krty hy aony lalach ki wjaa sy our apni sosti ki waja sy
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading me money ko loss karny ki waja

      Sir ham trade ka hain aur Hamein loss hota hai Rama record was hota hai aisa Kabhi Hota Hai Jab Hum lalach karte hain aur dusri Baar Pyaar Ke Hamare Paas knowledge or experience a Nahin Hota isliye Hum Log karte hain Agar Hamein kanyapada banna hai to Hame chahiye ki hum Apne experience and knowledge for improved Karte rehata Ke Humy loss Na Ho
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading me money ko loss karny ki waja

        ji haan sir Agar Hum Apna trade open karte hain aur Hamein nuksan ho jata hai to uski Wajah Hum Khud Hi Kyunki hum ne market ko bilkul bhi analyses nahin kiya hua tha aur Hamein ISI wajah se bahut hi Bada nuksan Ho Jata Hai To Hame chahiye kya main market ko Bina analyses chahiye bilkul bhi trade nahin karna chahie Agar Hum market Koi Na Lage kar ke baad mein Apna trade open Karenge toh Hamein is trade mein bahut hi jyada profit ho sakta hai thanks
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading me money ko loss karny ki waja

          Forex trading main loss ki sb sy bari wja greed hai aur raton rat ameer hony ka khiyal hota hai..khas tor per jb new traders forex ko join karty hain wo forex ko learn kiye baghair trading start kar dety hain aur ziyada sy ziyada profit earn karny k chakar main lot size ko account k capital sy ziyada use karty hain..
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading me money ko loss karny ki waja

            Je friends m ap sa agree ho kay pakistan forex forum.loss kany ke waja. Friends bat ye kay m bhe Joyner member ho or mary dosary Joyner member jo is wakit is forex forum m kam kary hey to ko te maswra day na chao ga kay rat to rat ameen hony ka khab mait dahkay .kokay jab ap short cut karay gay to ap business m loss karna par sakta hey to kindly sakon kay sath forex business m investment kary
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading me money ko loss karny ki waja

              Sir aagr hum forex mien aa ker money earn kerna chaty hien tu hum ko as mien aa ker hum ko hard work kerna hota hai agar hum as men aa ker hard work kerty hien tu hum as mien aa ker her bar earning hasil ker sakty hien or jab hum as mein aa ker apna money loss kerty hien tuas ki waj yeh hai k hum as mien aa ker greed kerty hien.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading me money ko loss karny ki waja

                G bhai ap ne thk kaha ha ye 2 aisi reasons haen Jin k traders bht ziada shikar hoty haen haen traders ko chaye k wo apni trading ko safe krny k liye en reasons pe qaboo paen ni tu wo bht nuqsan krean ge q k ye aisi reasons haen Jin se bht ziada traders ne loss Kiya ha aur kr rahy haen
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading me money ko loss karny ki waja

                  G han dear me apki bat sy itfaq kata hon apny bhot he achi information shear ki hai dear me samjhta hon just ek greed he hai jis ki waja sy ham apny loss karty han agr ham greed na krean to mery kheyal me ham money management ko pe bhi aml kar sakty han or sath me apny bonus account ko bhi save rakh sakty han
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading me money ko loss karny ki waja

                    Bhai jan mere khayal se forex trading mein money ko loss isi lye karwate hain k wo is mein ihtiyt se trade nahi karte hain aur is mein analysis nahi karte hain aur humk is mein zada earning karni chahye aur is mein begair mehnat k ap is mein earning bilkul hi nahi kar sakte hain forex trading mein apko ihtiyt se trade lagana chahye aur is mein greed bilkul hi nahi karna chahye
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading me money ko loss karny ki waja

                      forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy mahnet sy forex mai kam karna chahey foreex kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik legal busiens hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading me money ko loss karny ki waja

                        jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamara acount wash ho jata hain hamara psia zaya ho jata hain forex aik bohat bara busienss hain hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik real business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading me money ko loss karny ki waja

                          Forex trading main money ko loss kernay ki waja yeahi hay kay trader ko emotion per control kerna chahye aur loss main emotion hi effect kertay hain aur jab profit main ho to greed ko control keray is say profit main izafa ho ga aur account safe rahay ga. is kay ilawa trading knowledge ko zayada say zayada increase keray.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading me money ko loss karny ki waja

                            jee brother main bhi app ki bat say agre hun forex main loss ki main reaosn he forex k rules ko follow na karna hai kyon k jab tak app iss k rules ko follow nahi karty hain tu ap ko iss main success nahi milti hai sab say main rules iss main forex main trade karty hoay money mangement ko follow karna hai jab tak app iss rules ko follow karty rehty hain app ko kamyabi milti rehti hai iss leay iss rules k bgair forex main success nahi mil sakti chahy ap k pas jitna bhi expereince ajay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading me money ko loss karny ki waja

                              Forex ko koi bhi kisi bhi time par Kisi bhi side se join kar sakta hai Puri Duniya Mein Puri world mein different type ki countries available Hai Hum Kisi bhi country Mein baith kar Forex Mein investment kar sakte hain long time kaam kar sakte hain Ek investment planning Ek acchi jagah par kar sakte hain Kyunki yah platform bacche wala platform hai kis platform se Hamein confidence ke sath fayda aur benefit Utha Lena chahiye tha ki hum kaam kar sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X