Forex trading ki wajah sae job chor dena
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ki wajah sae job chor dena
    Forex trading aik bahut acha business hai aur jo banda iss mein mature ho jaye tou woh iss sae bahut achi aur bari earning kerta hai aur agar woh koi jab ker raha tha aur uss ko chor deta hai tou uss nay koi ghalt faisla nahin kya woh forex ko zayada time dae ker zayada income hasil kerna chahta hai aur agar iss mein kisi ka experiance kam hai tou woh apni job ko hergiz na chorain aur donoun kaam kertay rahain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ki wajah sae job chor dena

    Dear bro main ap ki bat se agree ni kerta ager reality dekhy jai to forex trading aik complicated aur risky buisness hy forex trading main ap chay jitny bh expert hon ap ko apny job ni shodny chay wo is liy ke ap ki job ki salary fix hoty hu aur forex trading main ap ki sary investment waste bh ho sakty hu ap forex trading ko as a part time job ke tour per bh ker sakty hn
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ki wajah sae job chor dena

      Dear friend app bilkal theak kha raha hain lakin Jo log apni job chor datha hain una cahia ka who job na chora who job ka saat saat forex dono ka kam karin kio ka forex ka kam ka kohi time table nai ha insaan jab Free ho jy who ya kam kra
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ki wajah sae job chor dena

        Brother Apki Baat thek hai lekin Agr koi job kar raha hai to Wo usy na chory Q kay Wo Job sy wapis Aa kay Bhi Forex Business Mein kaam kar sakta hai is liye Forex Aik Behtareen Business hai Hum Part time nhi Forex mein acha kaam kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ki wajah sae job chor dena

          Dear forex trading ek risky business hai is main kabi profit ho jata kabi loss is ka koi pata ni hai agr ap ky pass axha expreince hai ap axhei trad laga kar profit hasl kar lytyy hai our job ki salryy syy zaida profit hasl kar lytyy hai to choar den job full time forex ko den agr itna expreince ni hai to phr job mat choryy forex main lazmi ni hai ky profit hasl ho loss bi ho sktaa agr loss ho jaiy to job ki salry syy guzara ho skyy..
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ki wajah sae job chor dena

            Dear brother forex trading ka business hamay teek taak earning detha hay lekin is ka mathlab ye har giz nahee hay ke is k liay aap apna job chord day is business ko as a part time job samajh Kar karna chaheiay our is say Jo earning hothe hay os say apna finincial support hasil karay.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ki wajah sae job chor dena

              Hi g asa Nahi krna Chahiye Forex trading ki waja sy Jo b ko Nahi churns Chahiye apni ap job b krty rahein aur sath sath Forex trading b krty rahein job ko churns theak Nahi hai kyun k ye Forex aik resky business hai is main ap ko profit ho b Sakti hai Sur Nahi b aur his month ap ko profit na Hoi to pher us month ap kya karein gy
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ki wajah sae job chor dena

                Dear Agar aapke paas accha knowledge aur experience hai to phr thk Hai kyu ky Jis Ke Paas achha naalige aur experience hai wah Forex trading Kar kafei sari earning kar sakta hai wo job choar Kar full time forex main mehnt KR skta aur Jis Ke Paas accha knowledge aur experience nahi hai woh apni job Ko Mat choryy part time forex ko use krenn Len ...
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ki wajah sae job chor dena

                  Forex tarding mein humko forex se job nahi chorna chahye aur forex mein humko ihtyait se kam karna chahye aur humko forex mein trading ihtiyt se karna chaye aur apni job ko bhi bilkul hi nahi chorna chahye aur humko is mein ihtiyt se kam karna chahye aur trading k lye apni job ko nahi chorna chayey
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ki wajah sae job chor dena

                    Forex trading mai ager kamaybi mil b rahi ho tu phir b taders ko apni apni jobs ko chor nai daina chaiye. iss ke main waja yeh hai ke forex trading ko part time mai b bary achy tareqay say kiya ja sakta hai. phir yeh baat b hai ke job ke earning stable hoti hai aur forex mai khabi profit aur loss sath sath chalta rehta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading ki wajah sae job chor dena

                      mra nahin khayal keh yeh aik acha faisla sabit ho keh ap forex ki waja say job chor den agar ap ko job mili hui hy tou yeh ap kay liye aik achi cheez hy forex trading kion keh portable devices say bhi operate ho sakti hy mobile or laptop kay zariye ic liye job chorna nahin chahye ic mn he part time hard work karna chahye ,.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading ki wajah sae job chor dena

                        Sir hum ko forex mien jab ka kerna hota hai tu hum ko as mien aa ker yeh kerna hota hai jab hamary pas kio job hai tu hum ko us ko bee chorna nahi chahye agar hum as ko chor dety hien tu hum as mien aa ker earning hasil ker sakty hien as lye hum ko as mien aa kr bar part time zaror kam kerna hota hai or as mien quality posts ker k bonus hasil kerna hota hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading ki wajah sae job chor dena

                          jiha Sar Aisa Ke Logon Ne Kiya Hoga lekin Main Aisa bilkul bhi nahin karna chahiye Kyunki Pakistan Forex mein job Hamein bilkul bhi nahi chhodna chahi Ham job Bhi Karte Rahenge aur Pakistan Forex Mein Kaam Bhi Karte Rahenge Agar Hum job Chod Dete Hain aur Pakistan forest se Hamein bahut bada nuksan ho jata hai To Hum Dono Jagah se kuch bhi Aasan Nahin kar sakte isiliye Hamein Aisa bilkul bhi nahin karna chahie thanks
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading ki wajah sae job chor dena

                            forex trading bohat hi acha kam hai agr koi job kar raha hai tu wo job na chore balke wo forex trading ko seekhna shuro kar de job b karta rahe or forex trading b seekhta rahe jub achi tarah samj jaye tu phr kuch investment kar ke trading start kare agr tu aik saal tak profit hota rahe tu phr job ko chor de or sara daihan forex trading ko de q ke ya business hai apna kam hai or job job hoti hai .

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X