How to change yourself to act best in a situation

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    if according to i, MM good it can control our psychological, for example, we use the MM with 10% risk but if we are strong mentally if we get 10% of the capital loss, if not strong do not use the MM
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Follow these three things
      1. Be confident
      2. Make timely decisons
      3. Minimize greed
      • #48 Collapse

        Dear all pakisatan forex forum members Asslamu Allikum wa rehmatullhi wa barakatihi janntt halalahu wa dozkh harama hu jee bhai app ne bilkul theek kha hai app ki yah information boht ache hai yah boht se new traders k leya boht faida mund sabit ho sekta hai so thanks to share your great information :)
        • #49 Collapse

          g bhai ye kaam waise bohat hi mushkil hai lekin ye forex emin waqt ke sath sath hi ata hai,ye kabhi bhi forex mein apko achanak se nahi ajata,jb apko loss hota hai to emotions bohat tezi se involve hojate ahin to agar apka forex mein experience hoga to ap usko cover kar sakte hain.
          • #50 Collapse

            Baheyo agar ham trading knowledge ko barhain gayto is ka result hamarey trading par b ho ga or ham is say zayada achey trading karain gay or is say ham kisi b situation main achay trekay say guzar sakain gay .
            • #51 Collapse

              Market trading mein yeh cheez bahut important hai ke hum mukhtalif situations mein kis tara behave karte hain. Aap ko kabhi bhi emotional nahi hona chahiye.
              • #52 Collapse

                Forex trading me proffesional banneke lie hame apne ap ko change karna hoga.Hame forex ki rull ko follow karna hoga.
                • #53 Collapse

                  i am agree with you k aap ko forex main trade kartay huay is main fear say trade nai karna chahiye or na hi aap ko tension lainay ki zarorat hoti hai is main agar aap ko profit hona hai ot aap ko koi b nai rok sakta hai
                  • #54 Collapse

                    is main jub shai trha say kaam karna parta hay na to tub sahi trha say situation ki smajh bhi nahi ati hay k ab kia karna ha jnab...is iye soch smajh kar hi chalain
                     
                    • #55 Collapse

                      g han mere bhai ap ne tehk kaha agr ap best situation ma apne emotions habits pe control karte hain to har situation ma ap ko profit he milta hai otherwise ap ko loss he loss earn ho ga ok dear or agr ap ne aik rich man ban hai to ap ko apne emotions or habits or lalach ko control kar k trading karni ho gi
                      • #56 Collapse

                        Yeh aap ki buhat achi bat kahi hy keh hamain apney emotions ko control main rakhna chaheye. Kabhi kabhi aisa hota hy keh hum learning ko kar letay hain lekan emotions ko control nahi kar patey, jin ki waja sey loss ho jata hy. Hamari internal feeling ka forex main bara amal dakhal hy. Hamain apni soch ko change krna chaheye aur positive sochna chaheye, lalach nahi karna chaheye aur tense nahi hona chaheye. Loss bhi business ka hissa hy aur is ko dil sey accept karna chaheye tabhi hum agey barh saktey hain.
                        • #57 Collapse

                          Assalam-O-Alaikum jo log is forex trading kay business me apni bad habits like out of control emotions aur jald bazi aur laluch ko khatam nahi kartey hen aur is business ko aik business nahi samjhtey hen wo kabhi be is business me kamyab nahi ho saktey.
                          • #58 Collapse

                            ji es kam mein app ko ek kam krna chaheay k app es kam mein sahi trhan sy smjh k kaen yeh kamacha haisahi hai
                            • #59 Collapse

                              forex trading mai humay trading k duraan har lehaaz say analysis karni hoti hai is mai humay agr markets mai enter hona hai tw us say pehle humay markets ki direction k bare mai ilam b ache say hona chaiye us surat mai hum trading kar sakte hai and badi asani say profit earn b kar sakte hai and loss say bach sakte hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                dear dear yeh to koi khas bat nhn ha hr bnda jo bh tension sa kam krta ha chay koi bh kam ho woh us mn kamyab nhn ho skta issue yeh bh ha ka jub tk a khud stassfied na ho koi bh business profit nhn bnaya ja skta

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X