Pahlay apni health ka khayal karen aur phir trading karen?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pahlay apni health ka khayal karen aur phir trading karen?
    Dear brothers forex trading men bahut se log ziyada profit k lalach men din rat trading kartay hen ta k ziyada se ziyada profit hasil kar saken ziyada kam ki waja se health bhi kharab ho sakti hey iss liay koshish karen k apnay time ko adjust karen ta k rest aur neend bhi poori ho jay aur trading bhi chalti rahey iss se hamari health bhi kharab nhi ho gi aur acha profit bhi hasil kar saken gey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pahlay apni health ka khayal karen aur phir trading karen?

    Dear blkl sahi kaha ap ny pehly health ki care phir hi achi tarha sy trade ya gorum par constrate ksrna chahye jab tak humara health sahi nahi hoga hum kis tarha sy achivtrading kar paaye ga ya foeum ko time dy paaye gy
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
    • #3 Collapse

      Re: Pahlay apni health ka khayal karen aur phir trading karen?

      Well dear ap ki bat bilkul thk hy ke subh se ziada importance ap ki sehat ki hy sehat hy to subh kush hy is liy sehat ka lazmi khayal kia kren kush dost her waqt forex trading main chamty rehty hn aur apny sehat ka kush bh khayal ni rakhty ager hum planning se work kren to na hi hamary sehat kharab ho aur na hi hamara work mutasir ho
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Pahlay apni health ka khayal karen aur phir trading karen?

        Yes dear ap ne aksar suna ho ga k
        HEALTH IS WEALTH
        ap ko chaheay k ap agr ap forex pe kam karty ho apne sehat ka kheal rakhean ta k ap jo earning karean ap ko is ka istamal be karney mn maza aey agr ap ke health na ho ge ap ko ye paesa bura lagay ga

        اب آن لائن

        Working...
        X