Over confidence k nuqsaanaath.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over confidence k nuqsaanaath.
    Dear fellow's may jithnay be forex members ko jaantha Hoon os may say kise nay be is maheenay koi khas earning nahee ke our ziada thar nuqsaan may he rahay os ke yahe waja hay ziada bonus k saath big lot size ka isthimal Kia our apnay lalich ke Waja say nuqsaan may rahay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over confidence k nuqsaanaath.

    Gee haan forex mein jo log zayada over confident hotay hain sub sae zayada wohi log loss uthatay hain aap ko chahyea kay jab aap ko profit ho tou aap khush zaroor hoon lakin profit hasil ker kay yeh na samjhain kay aap forex kay master ban gaye hain aur bari lots ki trading shru ker dain
    • #3 Collapse

      Re: Over confidence k nuqsaanaath.

      Confidence bht achii chz hy apni skills prr confifence hma chaiye aurr is wjh sy huk kafii zyada aagy ja skty hain forex trading main lekin aksar log profit zyada hjaye tw wo khd ko pata nai kya smjhna shru krdty hain ky hmri trade tw glt ho e nai sktii istrh wo isi khsfehmi mn rh kr apna hr faisla thek smjty hain bshk glt ho uskh bry m schty e nai bs khd kl thek snjty hain islie bht nqsan krty hain.
      Mehnat Me Azmat hai
      • #4 Collapse

        Re: Over confidence k nuqsaanaath.

        G han dost ap ny bilkul thek kaha hai k jo loag forex main ziada over confidence dekahty hain aur bager market ko analysis kiy treading krty hain ko ap ny ap ko expert samjhty hain k unhy experience ziada hai aur unhy loss nahi ho ga to wo ziada loss krty hain es ly es chez sy bachna chaiy
        • #5 Collapse

          Re: Over confidence k nuqsaanaath.

          jis tarah jald bazi karne se loss hota hai isi tarah se over confidence se bi loss hota hai so ap ne in dono se bach kar rehna hain or jitna zayada ho sake sabar se kam karna hai or koshih kare k jitni zayada ho sake practice kiya kare ta k ap ka experience increase ho skae ku k ap ka jitna zayada experience ho ga ap ko utna hi zayada profit ho ga or bohat achi tarah se trading kar sako gey or loss se bach kar reh sako gey.
          • #6 Collapse

            Re: Over confidence k nuqsaanaath.

            agar hum over confidence mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain is mai hamara koi boss nahi hain agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain
            • #7 Collapse

              Re: Over confidence k nuqsaanaath.

              Dear friend aapne bilkul sahi Kaha Hai Hamein trade karte hue kabhi bhi overconfidence ka Mushaira nahin karna chahie Kyunki overconfident Se Hum Sirf lousy karte hain Hame chahiye kya Hum Jab Bhi trailer Gaye Apne confidence ko Jyada Se Jyada istemal Karen aur overconfidence bilkul Bhi Na Hoon
              • #8 Collapse

                Re: Over confidence k nuqsaanaath.

                over confidence hona bohat bara nuqsan ha hamare liye forex ki market mai ye bohat hi zaruri ha ke hum over confidence na hon Forex ki market main market ka kuch bi pata nae chalta hai ye kisi bi time hamari trades ke against ja skti hai jis se humain bohat zyada loss bi ho skta hai or bohat zyda loss sahi nae hota hai Forex main account wash bi ho skta ha hamara.
                • #9 Collapse

                  Re: Over confidence k nuqsaanaath.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
                  Dear fellow's may jithnay be forex members ko jaantha Hoon os may say kise nay be is maheenay koi khas earning nahee ke our ziada thar nuqsaan may he rahay os ke yahe waja hay ziada bonus k saath big lot size ka isthimal Kia our apnay lalich ke Waja say nuqsaan may rahay.
                  Overconfidence Hoga trading karna traders India was the dangerous Hota Hai Jab traders overconfident hokar trading Karte Hain To trading karte hue Jyada loss hota hai Kyunki wo apni planning thik tarike se nahi karte
                  • #10 Collapse

                    Re: Over confidence k nuqsaanaath.

                    yes dear mostly traders zada dollors earn karnay kay chakar me over confidence me akar big lots ka use kar letay hain wo samjtay hain kay market un kay hisab se chalay gi par market apni condition par chalti ha jis se traders ko loss ho jata ha
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Over confidence k nuqsaanaath.

                      forex aik real busines hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain agar hum is mai over confidence mai kam karry gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik unique busienss hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik unique or lgal busienss hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X