Threads aur posts ki ehmeyat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Threads aur posts ki ehmeyat
    Forum me threads aur posts ki agar bat ki jaye to kabi be ye nahi samjna chaye key threads ki value posts se zeyda ho sakti hay, jes tarha ham mehnat kar key threads create karty hey esi tarha same hamari koshish honi chaye key ham posts ki quality be achi raken, forum me jetni value aur ehmeyat threads ki hoti hay etni hi value aur ehmeyat post ki be hoti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Threads aur posts ki ehmeyat

    Dear brothers forex trading men jo log forum pe thread aur posts kartay hen unn ko acha bonus bhi mil jata hey aur knowledge aur experience men bhi izafa hota hey aur forum posting ki bahut ziyada importance hey kiun k juniors ko achi learning ka behtreen platform hey
    • #3 Collapse

      Re: Threads aur posts ki ehmeyat

      G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bilkul thek kha hai dear mery kheyal me agr dekha jay to hamen thread sy zeyada thanks post pe milty han us ki waja me ye samjhta hon kah ham just 4 thread karty han jab kay 46 post karty han hamen 4 thread pe zeyada sy zeyada 20 thanks milty han jab kah post pe hamen is sy bhi zeyada milty han
      • #4 Collapse

        Re: Threads aur posts ki ehmeyat

        Threads aur posts ki value forex mein aik hi jaise hai aap ko sub ko yeh nahin samajhna chahyea kay forum per agar hum thread kerain gay tou aap ko thanks zayada milain gay aur agar post kerain gay tou thanks kam milain gay aise koi baat nahin hai agar aap nay post bhi achi aur informative ki ho gi tou aap ko posts per bhi thanks zayada mil saktay hain
        • #5 Collapse

          Re: Threads aur posts ki ehmeyat

          Dear friends m ap key bat say agree ho kay forex forum m ap jetne thread pay kartay to os tarh ap chay kay ap post par bhe manat kar kokay ap achay thread and post hum Joyner kay bohat kam a te he.ager ap bat kary thanks key to kohe Joyner ho ya senior jo bhe ap ke thread ya post par jawab day ta hey to kindly aik dosray thanks kar dia kary kokay ap thanks karnay ap ko loss nahe go par dosray member ko fhada ho ja ta he.to kindly apne soch or dil dono bara kary.
          • #6 Collapse

            Re: Threads aur posts ki ehmeyat

            Forrum prr posts krty wqt khyal rkhaa kren khaas ky app achi quality wli aut knowldge walii posts kiaa kre aurr juniors ko achii achii advice dia kren is sy juniors ka faida hga aur apki b yad dehaani hti rhygi isky ilwa achy threads aur posts prr bonus bhi achaa ayga apkaa islie forrum pr sahi dil laga kr kam kren.
            Mehnat Me Azmat hai
            • #7 Collapse

              Re: Threads aur posts ki ehmeyat

              forex aik online business hain ham is main live or sada urdu main baat karty hain is main poss or threads reply karty hain ham is main pora month kam karty hain or hamy is ka bonus next month ky phely hafty main mil jata hain is main apni zaroto ko pora kar sakty hain or apni life sy gurbat ko kathem kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Threads aur posts ki ehmeyat

                forex mai hum posting hain to hamy acha bonus milta hain or hum thread be kar sakty hain hum aik din mai 50 posts kar sakty hain or hum aik din mai 4 thread be kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Threads aur posts ki ehmeyat

                  forex aik online or kabe be band na hony wala business hain agar hum is mai thread or posts kary gy to hamy bonus mily ga forex aik unique or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Threads aur posts ki ehmeyat

                    dear post mein hum apna experience share karte hain jitna jayada experience hoga trading mein kitni acchi earning hogi aur apna experience share karte rehana chahi trade mein hum koi bhi knowledge jo hum share karna chahe yahan kisi se Koi question puchna chahe Jo hum nahin jante hua hum pooch sakte hain aur third aise create Karen jisme information ho ya kuch knowledge hope they took a thread bilkul bhi Na Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Threads aur posts ki ehmeyat

                      mere khiyal main thread k muqblay main poste ki value kafi behtar rehty hai q achi thread par poste karnay se poste safe rehty hai bonus mil jata hai poste ki quality k hisaab se jab k thread jo log zaida kare gai lekin har thread kamyab nai hoty thread delete b ho jaty hai na sirf thread karnay wale ka loss ho ga balke comment karnay wala k b loss ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Threads aur posts ki ehmeyat

                        Thread our post ki buhut ahmiat ha ye baat ap na buhut hi achi kahi ha agar hum ak acha thread karngy to log us ko thanks bi dengy iur us pa achy achy reply karengy jis sa baqi mambers ka knowledge bi barega our un ko bi post pa thanks mil jayengy thanks
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Threads aur posts ki ehmeyat

                          Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke supposed ki aur se Eid ki bahut Himmat Hoti Hai Kyunki Agar Hum ismein posting Nahin Karte to Hamein bonus nahiin Milega To Hamein Apne posting se Hamein bonus Milta hai aur bread se Hamein thanks Milte Hain aur Hamein Jab Jyada thanks Milte Hain To science ki vajah se Hamein bonus Jyada Milta Hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X