Feel free when trade

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Feel free when trade
    Blkl hi sakoon k saath aur aik mansuba bandi k saath trade karain koi jald bazi nahi koi bhi stress ya to tention nahi leni ap ko free ho kar trade karein agar aisa nahi kary gy to apko loss ho sakta hai loss kam karna bhi achy trader ban jany ki nishani hoti hy.
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Feel free when trade

    G han dost ap ny bilkul thek kaha hai k forex main jb b treading krty hain to apko chaiy k ap free hon aur mantly toar par fresh ho taky apko treading krny k doran koe tenshon na ho aur ap achi treading kr sakhen taky apko acha profit mily
    • #3 Collapse

      Re: Feel free when trade

      dear friend apki bat bilkul theak ha hmesha free ho kr trade krni chayay jb bhi ap trade kren to apkay minde mn kisi kism ki koe tention ya preshani naen honi chayay hmesha easy ho kr trade kren to ap achha faisala kr sken gay
      • #4 Collapse

        Re: Feel free when trade

        Forex market ak risky market hai. jis ki waja sey es market mai trade shoro krtey waqat hum ko cool ho kr krna chahey. Jis sey ak trader forex market mai zada best trade kr sakty hai. Aur market mai profit earn kr sakty hai. Forex mai trade cool ho kr krna bohat zaroori hai.
        • #5 Collapse

          Re: Feel free when trade

          Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke hamen chahiye ki hum forex main bilkul jaldbazi Nahin Karen Kyunki Agar ismein jaldbazi Karenge To Ham nakam ho jaayenge agar Hamen as main kamyab hona Hai Tou Hamen Sabar Karna Hoga
          • #6 Collapse

            Re: Feel free when trade

            Bilkul theek keh rahe he dear aap k bilkul fresh mood k sath or begair kisi pareshani k sath trading karna chahiye jis se hum faida utha sakte he agar aap market ko sahi analysis kerte he or news ko bhi dekhte he to mere khayal me aap phir kamyab hi honge or nakaami nahi ho sakti agar hamare pass knowledge or experience he to hum zaroor kamyab honge.
            • #7 Collapse

              Re: Feel free when trade

              G hain bhai jan apne bilkul hi sahi kaha hain hum jab bhi rade ko open kare apne hisab se trade ko open kare aur is mein apko ihtiyt se kam arna chahye aur forex mein humko ihtiyt se km karna chaye aur is mein ap zada mehnat kar skate hain aur is mein zada earning kar skte hain trade lagate waqt apko free feel karna chahye
              • #8 Collapse

                Re: Feel free when trade

                ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex mein bahut accha trader Banna chahte hain tu hamesha hi kya main Intezar kar ke baad mein trade karna hoga aur Hamein yaad bhi chahiye Hoga Kya Hum tab tak Apna trade open Na Kare Jab tak Hamara mind fresh Nahin ho jata Agar Hamara mind fresh Ho Jata Hai To Hum Pakistan Forex mein bahut accha trade kar sakte hain aur straight Mein profit Hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Feel free when trade

                  Sir jab ap forex mien aa ker trading kerty hien tu aap ko as mien aa ker relax rehna hota hai aagr ap as mien aa ker relax feel kerty hien tu ap ko as mien bhut jald earning ho gi or agar ap as mien aa ker tension feel kerty hien tu ap as mien kuch bee na earn ker sakty hienor ap as mien sirf loss ker sakty hien.
                  • #10 Collapse

                    Re: Feel free when trade

                    G bilkul thk kaha ha ap ne trading mein jald bazi aik dangerous cheez ha jo k loss ki Waja bn sakti ha es lye jaisy k ap ne kaha k without stress aur baghair kisi pressure k trade ko achi trha analyze kr k hi trade lagaen jis se Faida hasil kr sakaen
                    • #11 Collapse

                      Re: Feel free when trade

                      Boss jab ham forex mien kaam kerte hien aur jab ham as mien trade kerte hien aur jab ham ko trade mien nuqsan hota h tu ham ko us mien preshan nahi hona hota h bel k ham ko as mien sabar kerna hota h aagr ham as mien preshan ho jate hien tu preshn hone say haamra apna hi nuqsan ho ga as lyee koshesh kerna hota h k ham belkul nahi preeshan hun.
                      • #12 Collapse

                        Re: Feel free when trade

                        forex mai hum raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hamy mahnet sy forex mai kam karna chahey forex kabe be band na hony wla business hain hum is mai trade palce kar ky be acha bonus gain kar sakty hain forex kabe be band na hony wala international or unique or legal business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Feel free when trade

                          Assalamualaikum dear Forex member aapne bilkul theek hai ki Jab Hamen trade open karen to Hamein frem or relax chill karna chahiye Kyunki Agar Hum accha Sochenge to achha Hoga aur Bura Sochenge To Bura hoga
                          Visit My Profile
                          • #14 Collapse

                            Re: Feel free when trade

                            jab hum forex main trade krty han to humay chia k 100% fresh hona chia mind soch smaj kr trade kara agar koi tenshon ha to ap ko trade ni krni chia wrna bhot zida nuksan ho skta profit ki bajay loss kr bath ty han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Feel free when trade

                              Haan g jb bhi trade lganay ka mode ho to hoslay say aur cool mind k sath monsoba bna k trade lgani chaheay hum aksar aisay he be tukki trade lga detay hain. Hmain mind free kr k baghir kisi stress k trade lgani chaheay.free mind say trade lganay k results bhi achay aen gay.
                              Kinza789 Trading Journal

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X