Learning source ki koi limit nahi honi chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning source ki koi limit nahi honi chaye
    New traders key ley zarori hay key wo forex business ko learn karny key ley learning aur knowledge source ki koi limit na raky, us ko jaha se be Forex se related knowledge ya information hasil hoti hay as a new trader us ko ye knowledge aur information pick be karna chaye aur es ko follow be karna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Learning source ki koi limit nahi honi chaye

    dear friend forex trading aik wasee business ha iska knowledge bhi wasee ha isliay new traders ko chayay k ziada sa ziada knowledge hasil kren keun k aik achha trader jitna bhi profit hasil kr ly woh hmesha seekhnay ka aml jari rakhta ha
    • #3 Collapse

      Re: Learning source ki koi limit nahi honi chaye

      G han dost main apki bat sy itafaq krta hun k forex k bary main jahan sy b khuch sekhny k ly mily daer nahi krni chaiy q k forex ak bahut bara business hai jis main apka jitna ziada knowledge hoga apko utna ziada faida mily ga aur ap achy treadr ban sakhty hain esly forex k bary main learning ko kahen b miss na karen aur ziada sy ziada hasil karen apka apna faida hai
      • #4 Collapse

        Re: Learning source ki koi limit nahi honi chaye

        Dear bro forex trading aik worldwide aur most profitable online business hy ye aik aisa buisness hy ke jis se ap bahut kum time main ziada earning ker sakty hn lkn is ke liy ap ko pehly forex trading ko learn kerna ho ga forex trading ka experience and knowledge hasil kerna ho ga firex trading ka knowledge hasil kerny ke liy ap ko subh source use kerny hon ge ap ko jahan se forex ka knowledge hasil hota hy wo hasil kren
        • #5 Collapse

          Re: Learning source ki koi limit nahi honi chaye

          Dear brother jab hum koi bhi business karte he to us k liye hame kuch learning kerni hoti he koi bhi learning ka jo process hota he wo kabhi bhi complete nahi hota aap hamesha kuch na kuch learn kerte rehte he.
          • #6 Collapse

            Re: Learning source ki koi limit nahi honi chaye

            Asa he hai k forex market mai learning ki koi limit nahi hai. Kyu k market mai learning zada krney sey ap key lye forex msarket aur asan ho gy. Aur ap es market mai asani sey trend ko follow kr key trade kr sakty ho.
            • #7 Collapse

              Re: Learning source ki koi limit nahi honi chaye

              Pak forex ek international business hai jo worldwide main chahya howaa hai is main kamyab hony kyy liyee apni learing ko strong karo learing ki koi limit ni hai jb marzii time milyy learing kar sktyy huoo kosish kren. Kyy zaida sy learing learing ko strong krenn jitnii mazboot learing ho gei ous qadar axhei trad laga skyy gyy.
              • #8 Collapse

                Re: Learning source ki koi limit nahi honi chaye

                Han g lerning ki koi limet nai ha hum is mai allimeted lerning kr sakte hein bas hamre paas fast dimag hota chaiye is main hume.hume mind ko fresh ur normal rakna chaiye market kisi ka lehas nai krti ha hume market main lose zada ur profit kam is waja se hota ha kew k hum befasol kam zada krna shoro kr dete hein
                • #9 Collapse

                  Re: Learning source ki koi limit nahi honi chaye

                  hum bhty saraii treqqon see trading ko seekh sktai hain hum online lecturees le sktaii haiin aurr us k alawa bhtt sar3 aiseyy sitess hain jin se is k baraii mein knowledge mil sktaa haii aurr kisey trader se live bhe seekh sktai haiin aur sb se asann treeqa haii k forum se achaii trader k posts ko read kr k b hum learning kr sktaii haiin
                  • #10 Collapse

                    Re: Learning source ki koi limit nahi honi chaye

                    G han learning ki koi limit nahi hai Jis Marji waqat learning kar sakte hain koshish Karenge strt Se Hi proper tarike se learning Hasil Karen ke bad Mein Asani Rahe apni learning ko Jyada Se Jyada time Dena chahiye aur accha Sa knowledge aur experience Hustle karna chahie Jiski Jis Kadar learning strong Hogi use Kadar acchi trade Laga sakega....
                    • #11 Collapse

                      Re: Learning source ki koi limit nahi honi chaye

                      Assalamualaikum dear friends Forex trading mein learning Hasil karne ki koi limit nahi hai memberko chahi ki Jitna Bhi zyada ho sake knowledge or experience ko sikhe Jahan Se Bhi Mumkin Ho Forex trading ka knowledge increase Karen Kisi senior member se posting ke zariye Jitna aap ke paas accha knowledge aur experience hoga aap Itni hi acchi trading Karke achha profit Hasil kar Sakenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Learning source ki koi limit nahi honi chaye

                        ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain toh hamein chahiye Pakistan Forex Mein Jitna ho sake utna Jyada mehnat karna chahie Agar Hum Pakistan Forex mehnat Karenge To Ham Pakistan Forex mein bahut hi accha knowledge Asan kar sakte hain aur hum Pakistan mein bahut jaldi Kamyab ho sakte hain isliye Mai To aapse Kahana Chahunga kya main Pakistan Forex main Jyada Se Jyada kaam karna chahiye aur Jyada Se Jyada mehnat karna chahie thanks
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Learning source ki koi limit nahi honi chaye

                          G bilkul. Forex mn learning ki koi limit ni h. Es mn ap es forum sy seekhain, ya kisi bi aur source sy ap ko forex sy related koi news milti h to ap ko khud ko ek new trader samjh kr us skill pe zarur kaam krna chahiy q k forex mn bht si bato'n ka pta na hony ki waja sy hi trader ko loss hota h.
                          Just view ???, Like kon kry ga???

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X