news importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    news importance
    me 1 newbie hon or muje ap sab se ye sawal ka jawab janna he k hum jo trading karte hen usme news ka kia role hota he or news hamari kis tarha madad kar sakti he????kia kabhi news ki waja se humko loss bhi ho sakta he???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex mein agr koi new bie hai to usko is mein newspaper say bohat kuch seekhnay ki ml sakta hai aur woh trade karna seekh saktay hai
    • #3 Collapse

      news sy b aap ko market ka bht andaza hota hai or aap new ki waja sy kaafi had tak apna loss hony sy rok skty hain
      • #4 Collapse

        Indeed the news needs to be understood and that is a very good thing and all need the process and could always forward going very well and all the needs of the process and a lull in trading will be very good once and all need the process and wait.and from it all will be more nice and more passion.

        :o
        • #5 Collapse

          bhai aap ki trading mein news ka 95% impact parta hai qk nees hameaha effect kerti hain kisi bhi mulk ki markeg ko so always read news.
          • #6 Collapse

            news ka asar forex trading pr boht hota hai aur news ki waja se kabhi market up chali jaati hai aur kabhi market down ho jaati hai to aap ko news ko analyse krna prta hai aur us k mutabik trading krna hoti hai
            • #7 Collapse

              its a forex trading means that buy and sell. so buy and sell k lye you need to know the market analysis k whats ups and down prevails in the market so that it's help out in trade literally, means that news is a very effective way to knowing the market where it goes.
              • #8 Collapse

                ji nahin aisa nahin hota humey news ki wajah say kaisay loss ho sakta hai balkay agar hum trading start karnay say phelay agr forex ki news dekh lain tou hum loss say bach jaein so dont blam on news
                • #9 Collapse

                  Assalam 0 Alaikum dear jab bhi ap koi business start kro to apko oski aik aik baat ka pata hona chahiye or information ya experience hona chahiye kisi kaam ka to hi ap kamiyab ho sko gy or ap jab forex par ho to apko news pr nazar rkhni chahiye is say apka hi faida ho ga Insha Allah
                  • #10 Collapse

                    jee han forex trading k leye news bohat ahm hoti hain market ke up and down ka pta humain news k zreye se he chlta hai hum jab bhe jo bhe profit leaina chahty hain wo market ki situikh kr he lety hain ation ko da
                    • #11 Collapse

                      yes bro am also a new in forex but jaha tk mara khayal hai k newspaper say kafi help mil jati hai aur aur arahe baat points ki is ka mujy koi andaza nae hai k deuct hoty hai k nae becz am also a new one in forex .. thanks
                      • #12 Collapse

                        g bhai ap na acha sawal keya hy maray khal ma news ka trading ma ak ahem role hy news agar sahi hoo to benifit ho sakta hy or agar galat ho to loss bhe ho sakta hy hma trading sa doo din pehla market ka trend pr twja dye nae chay ka trend kya chal raha hy pr trading kar ne chay es sa losss ka chances kam hoo jay te hy.
                        • #13 Collapse

                          dear user forex trading mai news ki ek aham importance hain is sy hum market ko analysis kr skty hain market mai hr chez ko analysis kr skty is is sy hum loss sy bach jaty hain or ek achi earing krty hain.
                          • #14 Collapse

                            dear friends g hain yu aik news hain forex trading ma becouse market k ups and down ka pata chalta hain is la is hum ko profit be or loss be ho sakta hain jo markat ki situation ko dekh kar he laitey hain or is ma knowlege ma azafa hotu hain ,.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading nain news ki bohat importance hai kun k news ki waja se ap ko market k bare main.pta chalta hai or news se ap trading kar k kafi achi trading kar k pofit earn kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X