threads ka kya fyda hai aor as main posts ka kya fyda hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    threads ka kya fyda hai aor as main posts ka kya fyda hai
    bhaio as main hamre thrdea ka kya fyad hai aor as main posts ka an dono main se kis ki zyada ihmayat hai koi as ke bare main bate as main kon sa che acha hai koi bat sakta hai as ke bare main
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: threads ka kya fyda hai aor as main posts ka kya fyda hai

    Boss ham ko thread ka b bonus milta h aur ham ko as mien posts ka b bonus milta h agar ham as mien acha kaam kerte hien tu ham as mien kaama sakte hien as mien hamian her bar aik nae koshesh kerni hoti h aur ham ko as mien apne aap ko aik acha tajir ban ker sabit kerna hota h agar ham as mien khood ko sabit ker lete hien tu ye acha hota h.
    • #3 Collapse

      Re: threads ka kya fyda hai aor as main posts ka kya fyda hai

      Dear is forum par threads aur post dono ka boht faida gay aur dono.ka acha hona aur informative hona boht zarori hay kiu k thread main log hum se apni information share karte Hain jab k post main Jo senior member Hain ya Jo new member Hain wo Apna knowledge share karte Hain is liay humari thread aur post dono ka acha aur informative hona boht zarori hay
      • #4 Collapse

        Re: threads ka kya fyda hai aor as main posts ka kya fyda hai

        Dear bro jab aap log threads create kerte he to aapko us per comments bhi milte he or thanks bhi milte he or aap jab sirf comments karte he to us per phir aap logon ko thanks kam milte he jis se aapke bonus per acha khansa faraq perta he or aapko bonus kam milta he is liye threads bhi create kerni chahiye or comments bhi kerne chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: threads ka kya fyda hai aor as main posts ka kya fyda hai

          jis tarah posting k bohat se faide hain isi tarah threads k bi bohat se faide hain jis me se kuch me bayan kar deta hun. ek to ye k ap ko agar kisi bat ka pata nahi hai to ap us ka knowledge hasil karne k liye thread create kar sakte hain or us thread me ap apni bat ko detail se write kar satke hain so agar ap ko kisi bat ka knowledge hasil karna ho to us k liye thread sub se best option hai jis se ap ko bohat faida hota hai or ap na knowledge bi increase kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: threads ka kya fyda hai aor as main posts ka kya fyda hai

            DEAR FRIEND as main dono aik hi hain ye THREADS aor POSTS as main atna fark hota hai ke THREDAS TITLE hota hai aor posts pots hote hain jin main ham un ka jwabat dete hain un dono main atna fark hi hai liknan ka bonus aik hi hota hai as main bonus ka koi fark nahi hota hai
            • #7 Collapse

              Re: threads ka kya fyda hai aor as main posts ka kya fyda hai

              Sir jab hum forex mien aa ker kam kerty hien tu as mien hum ko kam kerna hota hai or as mien hamara kam yeh hota hai k as mien hum ko posts kerny hoty hien agar hum as mien aa ker posts kerty hien or threads kerty hien tu hum ko as ka bonus acha milta hai or jab hum ko bonus acha milta hai tu hum as mien aa ker achi trades open ker sakty hien.
              • #8 Collapse

                Re: threads ka kya fyda hai aor as main posts ka kya fyda hai

                Bhai jan thread ka ye faida hain k humko koi bhi chez pochni hoti hain to members se bat kar sakte hain aur inse apna mushara le sakte hain aur threads isi lye bhi hota hain k ap dosru ki bhi madad kar skate hain aur apna knowledge shares kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: threads ka kya fyda hai aor as main posts ka kya fyda hai

                  forex mai hum thread karty hain hum aik din mai 4 thread kar sakty hain or kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex aik unique business ban cuka hain forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: threads ka kya fyda hai aor as main posts ka kya fyda hai

                    ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS ! umeed hai keh ap sab kharyat say honge sis apka yeh sawal hai keh thread kya kya faida hai our iss main posts ka kya faida hai ? friends hamein thread our posts say bonus milta hai jitna ham mehnaat krein gay utna he hamein faida hoga iss liy hamein achi achi our informative posts our thread krni chy taa keh hamary sath sath hamary friends ka bhi faida ho daily ki 50 posts our 4 thread ker skty hain kuch log 4 say zyda thread krty hain jis say bhut nuqsan hota hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: threads ka kya fyda hai aor as main posts ka kya fyda hai

                      hamy knolwedge azafa hota hain thread sy or posting sy hum posting karny ky bad jab trading karty hain to hum kamyab ho jaty hain or acha earnign hasial kar lety hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex pury pakistan mai legal business ban cuka hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: threads ka kya fyda hai aor as main posts ka kya fyda hai

                        Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul thik hi kaha hai message Kitna Kahana Chahunga ke post ka aur trade Kaya matlab hota hai Hamesha main uske Ghar Aaye bhi bonus Milta hai aur threadcasa Arabi Hamein bonus hi Milta hai agar Hum Hai ismein friend Karte Hain To isliye Karte Hain Uske thanks Jyada Milte Hain FIR Humara bonus Mera ho jata hai main bonus data Milta Hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X