loss or profit kay darmiyan ka time

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss or profit kay darmiyan ka time
    salaa friends jab ham trade lagaty hain to wo trade jab bhi loss ya profit main jati hai to hamary face key emotlion bhi usi trah change hoty rehty hain or usi trah ham tens or khushi man rehty hain jis trah wo trade loss or provfit man rehti hai hamen apny enotion ko copntrol karna chiye q key agar ham is ko= control nahe karin gy to ham beemaar hoty jain gy yaa kisi bemmari ka shikaa ho jain gy jo hamaryu future ko tabaa kar de ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss or profit kay darmiyan ka time

    Dear profit aur loss har business ka hisa hay aur humain profit k sath sath apne loss ko bhi accept karna chaiay aur hamesah har Surat main apne emotions ko control rakhna chaiay aur agar ap ko loss ho jata hay tou bhi apne ap par control rakhain chaiay kiu us time par jazbati ho Kar hum Apna mazid loss Kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: loss or profit kay darmiyan ka time

      Jis trah ke situation ke app nay baat ke hai ke traders ager trade profit mai ja rahi ho tu khush hony lag jata ha aur ager losss mai jiye tu phir traders iss hisab say mayous b jaldi ho rahy hoty hain. Ager iss trah ke situation ho tu phir iss ka matlab yeh b hota ha ke traders emotions ka shikar jaldi jaldi ho jaty hain aur iss adit ko control karna lazmi ha.
      • #4 Collapse

        Re: loss or profit kay darmiyan ka time

        Belkul theek bat ki hai ap ny or mien ap say agree kerta hoon k jab hum as mien aa kr loss hota hai tu hum as mien sad ho jaty hien or hamary chehry ka rang be badal jata hai as lye hamain as men jab profit hota hai tu hamara rang nekhar jata hai as lye hamamin as mien aa ker acha kam kerna hota hai or hamain as mien aa ker hardly try kerna hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: loss or profit kay darmiyan ka time

          g han bro yeh sach hai jb hum trade open karty hain to phir chart ko open kar k baith jaty hain..agar trade profit main jati hai to hum khush ho jaty hain aur agar trade loss main jati hai to hum sad ho jaty hain..humain aisa nhi karna chahye..trade leny sy pehly achi tarah market ka analysis kar lena chahye aur trade lety hi tp aur sl use karna chhaye.
          • #6 Collapse

            Re: loss or profit kay darmiyan ka time

            Ji haan sir aapne bilkul right kaha hai agar Hum Pakistan Forex main Apna Ek Naya trade open kar dete hain aur Hamara trade profit or loss ke dariya mein Khada Hai To Hame Apna trade bilkul bhi close nahin karna chahiye Agar Hum Apna trade close kar dete Hain To Hamein loss ho jata hai isiliye Hamein Apna trade bilkul bhi close nahin karna chahie Hamein Intezar Karna chahiye ki jab tak Hamara trade profit Main Nahin Jata tab tak Hum Ek Roz bilkul bhi nahin karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: loss or profit kay darmiyan ka time

              G bilkul thk kaha ap ne jb hm trade laga dairy haen tu hamaen emotional hony ki zrurt ni hoti bel k hamaen sbr krny ki zrurt hoti ha k hm us trade ko sbr k sath follow ktean q jb agr hm sbr ni krean ge tu ham kbhi bhi us trade ko apna target hit ni krny daen ge es liye trade laga k us ko daikhny Se mana kiya jata ha ta k ap pe emotions effect hi na kr sakaen.
               
              • #8 Collapse

                Re: loss or profit kay darmiyan ka time

                Ye bat apki bilkul hi sahi hain humko s mein ihtiyt se kam karna chahye aur humko is mein ihtiyt se kam karna chahye aur jab profit hota hain to hum bohat hi happy hote hain aur jab bhi loss hota hain to hum bohat hi dukhi hote hain aur humko is mein ihtiyt se kam karna chahye aur forex mein ap zada earning kar sakte hain aur in time ko humara face dekhne k layaq ho jata hain
                • #9 Collapse

                  Re: loss or profit kay darmiyan ka time

                  forex mai jab hum new hoty hain to hamy suro mai loss hain hamy rozana demo account mai do ganty practice karne chahey is mai aik sal ke practice ky bad hum expert trader ban jaty hain forex aik world wide business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik world wide business hain
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: loss or profit kay darmiyan ka time

                    forex aik online business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik aam business ke nisba bohat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: loss or profit kay darmiyan ka time

                      Dear P ki bataen thk ha es ka behtareen hal Jo experts btaty haen wo ye ha k ap jb trade lagaen us ka tp aur sl lagaen aur market kuch dair k liye close kr daen. Ap ne Jo bt ki aisa tb hota ha jb hm market ko bht ziada dakhty haen aisy emotions hamari health aur trading k liye dangerous ho sakty haen. Esi liye experts ne aisy hi ye bt ni kr di es k peechy un ka berha work ha.
                       
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: loss or profit kay darmiyan ka time

                        hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hum agar mistakes ko repeat karty rahy gy to hamy musalsal loss hota rahy ga

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X