Demo account hamary trading ki base ko strong bnata hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demo account hamary trading ki base ko strong bnata hy
    Dear forum members forex trading main demo ka role bahut hi important hy aur jo trader demo per time daity hn aur work kerty hn demo un ki trading base ko strong bnata hy is liy daily demo ke liy time fix ker lain aur regular demo account ko time den
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Demo account hamary trading ki base ko strong bnata hy

    yes dear is main koi shak nai hay k agar ham demo pay kaam nai krtay hain to hamko forex main kamyabi bhi nai milty hay aur agar ham demo ko sab say zida use krtay hain to hamko koi fark nai parta hay aur har stage main ham achi earning kr saktay hain hamara har plan success hota hay hamari jis hisaab say bhi markeet main pakkar hoty hay ham strong say strong tar hotay jaeyngay.
    • #3 Collapse

      Re: Demo account hamary trading ki base ko strong bnata hy

      G han dost wakai demo account hamy real account par treading krny main bahut help krta hai aur hamy b chaiy k ham demo account par prectic kar k faida utahy aur forex main achi stragity hasil kr k real account par treading kr k acha profit hasil karen
      • #4 Collapse

        Re: Demo account hamary trading ki base ko strong bnata hy

        Gee brother forex market mein demo account mein practice ker kay hum apni trading ko behtar ker saktay hain lakin iss kay lye aap ko demo account.mein aisay kaam kerna chahyea jaise woh aap ka real account ho tab hi aap forex ko seekh saktay hain
        • #5 Collapse

          Re: Demo account hamary trading ki base ko strong bnata hy

          ji haan Sar aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex mein bahut accha kaam karna chahte hain aur bahut accha trade karna chahte hain to hamein chahiye Hamen Pakistan product ke bare mein aur uski market ke bare mein bahut hi jyada knowledge Hona bahut jaroori Hai iske liye Hamesha hi Hoga Kya Na demo account ko Jyada Se Jyada istemal karna hoga Jis Se Hamein bahut accha knowledge ho sakta hai aur hum Pakistan Forex ke account mein bahut accha trade kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Demo account hamary trading ki base ko strong bnata hy

            Boss jab ham demo mien aik pair per trade kerte hien tu ham as mien as ki tama haerqat ko jan ki koshesh kerte hien aur jab ham as mien jan lete hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lye hamain as mien her bar demo account astmal kerna hota h aur ham ko as mien acha koshesh kerna hota h.
            • #7 Collapse

              Re: Demo account hamary trading ki base ko strong bnata hy

              demo account mai kam karny sy hamare learning mai azafa hota hain is mai kam karny ka hamy bonus be milta hain is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain forex kabe be band na hony wala business hain hamy aik time table bana kar aik sal demo account mai practice karne chahey
              • #8 Collapse

                Re: Demo account hamary trading ki base ko strong bnata hy

                Ji haan sir aapne bilkul right kaha hai Humdum account se bahut jyada experience Hasil Karte Hain jisse Hum real account mein apne aap ko accha profit Kama sakte hain lekin hamein chahiye ke hum Damad account mein bhi Usi pair pair trading Karen jisse Hum real account mein trading Karte Hain is Hum accha profit Kama sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Demo account hamary trading ki base ko strong bnata hy

                  demo hamy as a teacher guide karta hain is mai kam karny sy hamare learning mai azafa hota hain is mai kam karny ka hamy bonus be milta hain agar hum is mai kam karty howe koi galti kar dety hain to hum isy durust be kar sakty hain forex aik world wide business hain demo mai practice ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Demo account hamary trading ki base ko strong bnata hy

                    Ji ha member demokit hamaretrading base course dong karta hai aur experience ko bhi strong karta Hai kyunki demo par jyada se jyada experience Diya jata hai aur experience lekar hum technical analysis karke demo par reply karte hain aur waha jab hamen profit chat kar dete hain aur baar baar hum apna take profit on stop loss lagakar dekhte hain aur take profit heat hone par acchi earning start ho jati hai to Hamed amo se bahut experience asan kar lete hain aur real account mein bahut acchi anil Castle karte Hain Koi bhi fundamental ya news ko bhi dekh kar demo Patel karni chahi ta km experience hoye ke fundamental on newspaper kaisi trading hoti hai experience hi sab kuch Hai trading mein rail experience hustle karne ke liye demo ko use Karen.
                    • #11 Collapse

                      Re: Demo account hamary trading ki base ko strong bnata hy

                      Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke humei chahiye hamme demo code small Karen Kyunki Agar demak condom use Karenge to Hamein bahut fayda Hoga experience on Knowledge ko Paida Hoga Agar knowledge or experience Hoga To Ham Forex Mein kamyaab trader Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Demo account hamary trading ki base ko strong bnata hy

                        demo par sikhnay ko boht kuch milta hai lekin main jab demo par aaya tha demo par boht maza aa raha tha phir jaldi hi bor ho gya pura sikha hi nai phir real investment kar k boht jaldi sikha or loss b howa lekin mera mashwara hai jis k pass itna paisa nai hai or new paisa nai ban rahay wo demo par hi practice kare
                        • #13 Collapse

                          Re: Demo account hamary trading ki base ko strong bnata hy

                          ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends sabko chy keh wo real account use krny say phly demo account use krein iss say ham aik achi practice lay sakty hain aik acha experience gain ker sakty hain our demo account say ham apni galtyan bhi door ker sakty hain bad main real account main hamein bhut asani ho gi.
                          • #14 Collapse

                            Re: Demo account hamary trading ki base ko strong bnata hy

                            Trading ko ager sekhna hey to isko sekhny main pehla step demo ki practice hy leken yeh practice bhi aisy nhen kerni keh baghair kuch socy samjhy trade lagana start ker dain.beljeh apna aik roster banain apny kuch pair select kerain aor phir us per trade lagain. Demo ko use kerny main bhi planning chaey hoti hey.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Demo account hamary trading ki base ko strong bnata hy

                              course dong karta hai aur experience ko bhi strong karta Hai kyunki demo par jyada se jyada experience Diya jata hai aur experience lekar hum technical analysis karke demo par reply karte hain aur waha jab hamen profit chat kar dete hain aur baar baar hum apna take profit on stop loss lagakar dekhte hain aur take profit heat hone par acchi earning start ho jati hai to Hamed amo se bahut experience asan kar lete hain aur real account mein bahut acchi anil Castle karte Hain Koi bhi fundamental ya news ko bhi dekh kar demo Patel karni chahi ta km experience hoye ke fundamental on newspaper kaisi trading hoti hai experience hi sab kuch Hai trading mein rail
                              Click On Name And Visit My Journal
                              Naseer953 Trading Journal

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X