ham jitna marzi control kar lain but money mangment ka rule broke ho he jata ha.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ham jitna marzi control kar lain but money mangment ka rule broke ho he jata ha.
    friends main apna view share kar raha hun aur ap btana k ap k sath bhi asa he hota hai ham jitna marzi money mangement ko control kar lain mger jb ap ko kuch trade main acha profit mil jata hai tu ap k ander risk ajata hai ju control nahi hota aur ap money mangment ko bhol kar big lot laga dalty hain jiss say ap ka sara profit khrab ho jata hai kia ap k sath bhi asa he hota hai? aur kia ess chez ko control karny k leay ap k pas idea hai hai tu reply main share karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ham jitna marzi control kar lain but money mangment ka rule broke ho he jata ha.

    Yes dear aap nay theek kaha hai.Traders jab pehli trade open kerta hai to bohat ehtiaat or daikh bhaal key kerta hai magar uss trade mai profit honay kay saath he greed usay ghair laita hai or money management or sub learning aik side pay ho jaati hai.Forex trading mai sub sey ziada patience pay control he money management ko control ker sakta hai.Aik ya do trades kay profit mai janey kay baad laalach mai nahi parey to faiday mai rahen gay
    • #3 Collapse

      Re: ham jitna marzi control kar lain but money mangment ka rule broke ho he jata ha.

      G han dear ap bilkul thek keh rhy hain.. money management per control karna bahut mushkil hai..jb trade ko loss hota hai to us loss ko recover karny k liye wo lot size ko double use karna start kar deta hai jis ki wja sy usy mazeed loss ho jata hai..money management k liye zaruri hai keh over trading sy bacha jaye aur lot size ko account ki worth k mutabiq use kiya jaye
      • #4 Collapse

        Re: ham jitna marzi control kar lain but money mangment ka rule broke ho he jata ha.

        Dear brother aap nay bilkul teek kaha ke forex trading may Mony management ko control karna buhut mushkilaath kaam hay our agar aap loss may jaa rahay ho tho per tho buhut mushkil hotha hay haa albatha agar aap ke trading profit may ho our aap nay loss recover nahe karna hotha tho per ho sakhta hay.
        • #5 Collapse

          Re: ham jitna marzi control kar lain but money mangment ka rule broke ho he jata ha.

          kafi saray traders kay sath yeh problem hota hai ke woh jitna marzi apny app ko control karnye ke try karin. innkay liye money managment karna mushkil ho jata hai aur money mangment ka rule aur plan disturb ho he jata ha. iss ke main reason extra greed ha jis ke waja say traders ko yeh masla face karna parhta hai.
          • #6 Collapse

            Re: ham jitna marzi control kar lain but money mangment ka rule broke ho he jata ha.

            g ha ap ne bilkul thik kaha hy ham jitna marzi mony manmentan par control kar ly is ka rule barokan ho hi jata hy jis se hamy buhat pareshani hoti hy kiyun k is men har trader ko masla ho hi jata hy jis se us ko buhat pareshani ka samna karna parta hy is men ap kuch bhi karlen rule baroke ko nahi roke sakty
            • #7 Collapse

              Re: ham jitna marzi control kar lain but money mangment ka rule broke ho he jata ha.

              hamy moeny management kar ky forex mai kam karna ho ag pher he hum pasia kama saky gy forex aik acah bsuiness hain hum is mai part time be kam kar saakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is maai kaam kar sakty hain hum is am iapny boss ap he hoty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
              • #8 Collapse

                Re: ham jitna marzi control kar lain but money mangment ka rule broke ho he jata ha.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
                friends main apna view share kar raha hun aur ap btana k ap k sath bhi asa he hota hai ham jitna marzi money mangement ko control kar lain mger jb ap ko kuch trade main acha profit mil jata hai tu ap k ander risk ajata hai ju control nahi hota aur ap money mangment ko bhol kar big lot laga dalty hain jiss say ap ka sara profit khrab ho jata hai kia ap k sath bhi asa he hota hai? aur kia ess chez ko control karny k leay ap k pas idea hai hai tu reply main share karain.
                Main bhi bahut sari yah mistake Hi Hai Ki Main Jab kam karta hun to proper money management Karke Kam Nahin karta hun aur Mujhe nuksan hone ka yah Ek bahut bada reason Hota Hai Jab aap Bina proper money management ka kam karte ho to aapke trade Mein risk bahut jyada increase ho jata hai money management Karke kam karna jaruri hai
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: ham jitna marzi control kar lain but money mangment ka rule broke ho he jata ha.

                  hamy apny emotion or llach ko qaboo main rakh is main mone management kar ky is main mehanst sy kam karna chahey pher hi ham success gain kar sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam krny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: ham jitna marzi control kar lain but money mangment ka rule broke ho he jata ha.

                    agr hame rozana ki base par profit hora hota he to ham apne money managment rules ko nhi Torte agr kabhi achank se Sl hit hojata he to Hum under pressure akar apne lose ko Recover karne kay lie ham apne money managment se hatt kar Lot size ko increase kar dete hen aur agr us order se hamara lose recover na howa aur hame mazeed lose hogya to ham ziada jazbati hote jate hen aur Usi aik hi din main lose barh kar hamar account ko wash kar dete hen new trader ko chaihe kay Is tarha ki post ko parhen aur is tarha ki Galti na karain warna Ap ka account bhi wash hojaega
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: ham jitna marzi control kar lain but money mangment ka rule broke ho he jata ha.

                      G hain ya ik best business hy jys ma hum every time monhat kerty hy lakein us business ka knowledge itna zadia hota hy k hum ko path bhi ni chalta hum se koi na koi rules broke ho jawta hy ar hum us business ma kamyabhi gain ker sakty hy

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X