Investment kay behtareen time

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Investment kay behtareen time
    Forex mein hum waisay tou kisi bhi waqt investment ker saktay hain lakin humain yeh kaam beghair sochay nahin kerna chahyea kyun kay iss sae humara paisa zaya ho sakta hai investment humain uss waqt kerni chahyea jab aap forex mein expert ho jayain aur loss ki ratio profit sae kam ho aap kya kehtay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Investment kay behtareen time

    G han dost ap ny bilkul thek kaha hai k forex main investment uc wakt krni chaiy jb apko lagy k ab forex main achy expart ban gau haon aur apko loss nahi hoga ya loss kam aur profit ziada hasil kr sakhty hain to us wakt ap apni investment karen
    • #3 Collapse

      Re: Investment kay behtareen time

      Dear brother aap ne bilkul sahi baat kahi he k hum logon ko market me trading k liye us time jana chahiye jab hum log full confident ho k abb me trading k liye ready or mera experience bhi ho gaya he or practice bhi ho us soorat me aap trading kare agar nahi to apne seniors se mashwara ker k aap trading kare is se bhi aap faida utha sakte he.
      • #4 Collapse

        Re: Investment kay behtareen time

        investment kahan par use sabse acche wala aur Pathar bana diya hota hai ki aap Log Yahan Par market ki movement par Najar ke jitne Jyada Shahpur Speed ke sath market ki movement ho rahi hoti hai aap logo site par market Mein investment Karke long time ke liye working experience ke sath Kafi Jyada investment generate kar sakte hain uski kabhi bhi time Paulose na Karen
        • #5 Collapse

          Re: Investment kay behtareen time

          Aap nay buhut ache baath ke maray baai forex trading may agar investment karne hay tho oskay liay aap ko online business ka experience hona chaheay our ye ek buhut ziada time may hasil hotha hay haan agar aap nay 3 4 saal is business may guzaaray hay tho per aap investment Kar sakhtay hay.
          • #6 Collapse

            Re: Investment kay behtareen time

            yes dear ap nay sahi kaha hay k hamko koi acha mouka aur time daikh kr kaam krna chaye agar ham sab ki achi earning daikh kr deposit krtay hain to hamko markeet main lose hoga aur agar hamko lose hona ya krwana hay to phir hamko is kaam k baray main sochna bhi nai chaye investment krnay ka aik aur bahut acha mouka hota hay jub markeet earning daity hay to sab k tp lagtay hain aur jub yeh khraab krty hay tab hamko is main kaam nai krna chaye.
            • #7 Collapse

              Re: Investment kay behtareen time

              forex aik online business hain hum is mai amount invest kar ky acha profit gain kar sakty hain hum is mai part time ya full time trading be kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex bohat bara business hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Investment kay behtareen time

                Dear Sir

                Blkl ap ne thk farmaya tuke lga kr nuqsan krne se betr hai k ap soch samj kr trade kren jis se nuqsan hone k chances kam se kam ho
                • #9 Collapse

                  Re: Investment kay behtareen time

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                  Forex mein hum waisay tou kisi bhi waqt investment ker saktay hain lakin humain yeh kaam beghair sochay nahin kerna chahyea kyun kay iss sae humara paisa zaya ho sakta hai investment humain uss waqt kerni chahyea jab aap forex mein expert ho jayain aur loss ki ratio profit sae kam ho aap kya kehtay hain
                  Agar koi trader Forex trading Mein invest karna chahta hai to iske liye Zaroori Hai keva Pahle Forex trading ko achi Tarah Se learn Karen Kyunki learn Ke Bina koi bhi Forex trading Mein achha kaam nahin kar sakta aur naahi invest kar sakta hai
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Investment kay behtareen time

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                    Forex mein hum waisay tou kisi bhi waqt investment ker saktay hain lakin humain yeh kaam beghair sochay nahin kerna chahyea kyun kay iss sae humara paisa zaya ho sakta hai investment humain uss waqt kerni chahyea jab aap forex mein expert ho jayain aur loss ki ratio profit sae kam ho aap kya kehtay hain
                    Agar koi Forex trading Mein invest karna chahta hai to use Forex trading Mein tab invest karna chahiye Jab uske paas Forex trading ki achi knowledge or experience Ho tabhi Hua Forex trading Mein survive kar sakega
                    • #11 Collapse

                      Re: Investment kay behtareen time

                      hamy ache learning hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex aik online business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik bohat bara business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Investment kay behtareen time

                        Waisay to hum forex me kabhi bhi investment kar saktay hain aur naseeb acha hota to kafi sara profit bhi kama saktay hain but ye itna asan nahi hai , ager hum forex me investment karna chahtay hain acha profit kamanay ke liye to es ke liye sab se pehlay humay eska experience hona bohat zarori hai warna humay kafi nuksan ka samna bhi ho sakta hai .jab humare pass trading ka experience hoga to hum zyada loss honay se apnay ap ko ko bacha saktay hain .

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X