Trading ke dauran Darna Mana Hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ke dauran Darna Mana Hai.
    Dear friends As-salamu alaykum.

    Friends trading ke dauran Aksar aisa hota hai ki market thoda bahut Upar Neeche move karti hai aur hum Dar ke trade loss ki taraf Ja Rahe hote hain to Wo Chand Peps 50 40 ke dar Se Ja Hua Jo thoda sa loss ho raha hota hai usko Dekhkar Hum market se outt ho Jate Hain. Jab k Hamen market ki samajh aa rahi hai k market is on sale trend use kar rahi hai aur achha Khasa kar rahi hai to Hamein trade band karne mein jaldbazi nahin Karni chahiye ta ham pura profit gain kar sake. Aur aksar dar ki waja se ham acha khasa profit loss kar datay Han apka Kya khyal ha friends is bare ma.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ke dauran Darna Mana Hai.

    Dear friend agar ap ki forex k bary main knowledge aur experience acha hoga aur ap k andar confident ayga jb apky k andar confident ziada hoga to kbhi b nahi daren gy jb ap treading souch samjh kr krty hain to apko drny ki bilkul zarurat nahi hai aur jo mambar tukhy lagaty hain aur market tohra saw b upar neachy move krti hai to dar jaty hain k loss kaben ziada na ho jay esi dar sy wo tread close kr dety hain aur wo loss krty hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading ke dauran Darna Mana Hai.

      real trading me emotions aa jate hai jub b demo trading karo tu koi pata hi nahi hota ke koi trade b lagai hai ya nahi emotions hi nahi hote ke profit me gai hai ya loss me trade lakin jub real per koi trade open ki jaye tu bar bar daikhte hai ke kya howa hai kya howa hai darte rahte hai loss ka dar hota hai me tu kahta ho jub b trading kare emotions ko side per rakh kar trading kare.
      • #4 Collapse

        Re: Trading ke dauran Darna Mana Hai.

        Dear aapki baat se agree kerta ho lekin aik baat ye bhi he k hamare pass kio k Capital Balance kam hota he to buht sare members is liye hi dar jaate he k kahi ziada loss ho gaya to account wash bhi ho sakta he is liye wo dar jate he but aisi soorat e haal me aapko Stop Loss or Take Profit ko use kerna chahiye jis se hum log ziada loss se bach sakte he.
        • #5 Collapse

          Re: Trading ke dauran Darna Mana Hai.

          Jab Aap Yahan Par investment kar lete hain chatting karna start kar dete Hain is time par aapko Yahan Par Dana state karna nahi chahiye aapko bhi yahan par permanently kaam kar sakte hain Yahan Par bolo kaun si dance ke sath kaam kar sakte hain Jo Yahan Par market Mein kaam karte hue darte nahin hai aur regular kaam karna hai unke liye bahut accha hota hai aur possible Hota Hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading ke dauran Darna Mana Hai.

            As-Salaam-Alaikum dear friend Forex trading Ke Druan Hamein Darna Nahin chahiye Jab Hamare Paas best knowledge aur experience hoga aur mehanat Karenge riding ko Soch Samajh Kar lagayein gay Tu Hamein Phir Darna Kaisa Hame Apne andar confidence Paida karna hoga Phi Hum acchi trading Karenge to Hamein bahut acchi earning Haasil Hogi Darna unlogo ko chahi Jinke Paas knowledge or experience Nahin Hota Aur Woh raato Raat Aamir Hona Chahte Hain isliye bagair soche samjhe treading Laga Dete Hain Jis vajah Se unko loss ho jata hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading ke dauran Darna Mana Hai.

              ji haan sir trading Kaya hi asool hai agar Hum trading open karte hain tu Hume bilkul bhi nahin karna chahiye Agar Hum darkar trade open Karenge to Hamein usme bhi bahut bada nuksan ho sakta hai isiliye hamein chahiye Hamen Balaji jakar bilada railway trade open karna hoga Jisme Hum Kamyab ho sakte hain aur bahut accha profit bhi Hasil kar sakte hain isiliye Hume bilkul bhi darkar trade open Nahin Karni chahi thanks
              • #8 Collapse

                Re: Trading ke dauran Darna Mana Hai.

                Ji han trading ky douran darna chiyee new trader zaida tar dartyy hai kyu ky wo demo account main practice kar ky jb real account main atyy hai demo account main loss ka koi dar ni hotaa our real account main real investment dar hota hai loss na ho jaiyy our jb dar dar kar trad lagty hai kisei ka kisei jaga mistake kar detyy hai jo nuksan ka sabab ban jati hai lihzaa confused ni hona chiyee bina dar ky trad open karni chiyee loss profit to phr busneiss hai hisaa hai..
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ke dauran Darna Mana Hai.

                  Hi g bel kul trading k Duran darna mana hsi hamy Chahiye k hm trading k Duran Darrin Nahi ye bohat hi acha hai kyun k Jo far geya wo mar geya hamy darna Nahi Chahiye bal k husky sy soch samaj k trade lagani Chahiye kyin k jb hm far jaty hein to pher is tarha sy hm confuse ho jaty hein aur jb Banda confuse ho jata hai to kam sahi Nahi kr pata
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ke dauran Darna Mana Hai.

                    Hi g bel.kul jo dar geya wo mar geya trading duran kuch log bal.k kuch log kya aksar log dar jaty hein darna nahi chahite ha ye bat sahi hai k ap.ilhteyat sy kam len ikhteyat air hoti hai aur darna aur hota hsi ikhteyst su to kam lena hi parta hai kyin k bonus ko zaiya b to nahi krna hota bonus ko zaiya krny sy bachna chahiye ye bohat hi zaroiri hai bonus ko zaiya hony sy bachein
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ke dauran Darna Mana Hai.

                      Sir jab hum forex mien aa ker trading kerty hienor jab hum as mien new hoty hien tu hum as mien aa ker demo account use kerty hien or jab hum as mien aa ker demo account use kerty hie tu yeh hamari achi training kerta hai or as mien aa ker hum ko bhut he acha experience mil jata hai as lye hamain as mien aa ker her bar care kerna hota hai or acha kam kerna hota hai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading ke dauran Darna Mana Hai.

                        G han dear profit or loss business ka hissa hai Dhakad trade nahi Lagani chahiye kuch log job loss ho raha Hota Hai hi to trade ko close kar dete hain ya FIR Usi Pahar par newtrade Laga Dete Hain Is Tarah Ek pair par dho trade open ho jati hai aur a lot size bhi badh jata hai jog ke account was hone ka sabab Ban sakta hai isliye ek hi trade ko Chalte Rehne Dena chahi market ka koi pata nahi kab move Karke profit Main Chali Jaaye Sabar karna chahiye.....

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X