Share 2 best things you learnt from forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    main bhi ye seekh rahi hoo k sabr se kaam lia jae aor greed naa ki jae to loss se bacha ja sakta hai chahe thora profit le kar hi ham loss se bach sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      my freandes forex trading business aik bohat he acha business hai aor bohat he profitabel bhe hai bas zrorat hai iss business ko samjhney ki aor zeada sey zeada expirionce hasil krny ki ta key hum achi earning kr skain
      • #18 Collapse

        Forex trading se bhaei weise to hum kafi sari cheezin learn karte hin jeise jeise hum es karobar min ziyada work karte hin to humare tajurbar min humari malomat min bhi ezafa hota jata he hum es karobar ko apne jazbat se nahi balke hum es karobar ko hoosh se karna seikh jate hin.
        • #19 Collapse

          wasay to forex trading sy aap ko kafi kuch seekhnay ko milta hy jin main risk management hy or apnay emotions ko controle krna chahy hy i think yea 2 chezan hn jo zyada important hn risk management bohat he achi seekhnay ko milti hy oor yea aagya bhe kam aati hn
          • #20 Collapse

            ji bilkul forex mai aghar ap best tarike se learning karna chahte hai to first ap ko demo par aise kam karna ho ga jese ya ap ka demo account nahi real account hai or real hai or demo par kam se kam account se kam start kare ........
            • #21 Collapse

              should you are usually goig to be able to business the particular an individual ca manage your personal moey by way of think about individual your hard earned dollars regarding contract annd should have to be able to cotrol for your personal emotio otherwise you'll be able to experience dropping your personal company accounts.
              • #22 Collapse

                Jo things mein ne learnt ki he trading se wo he greed, or over trading, over trading emotions ki waja se hoti he kay ziada trading karin gay to ziada profit hoga, ehsi waja se traders kuch bhi nai kar patay jis ki waja se trader tense ho jata he.
                • #23 Collapse

                  yes you are very much dear, har trader ko apnay experience ko new members say bhi share karna chahye, agar har member aik bat bhi share karay ga to new member ko bohat faida ho ga, hamain apnay new members ka khayal rakhna chahye, aur har aik ko trading aur forum kay baray main sikhan chahye,
                  • #24 Collapse

                    Forex me hmaisha rules ko follow krna chahiye aor ek time aor target set krna chahiye bad me chahe kitna hi profit Q na ho rha ho
                    • #25 Collapse

                      Forex market mai trading krnay k liye trading say related learning or knowledge zroor hasil krni chahiye or apni knowledge ki base pr hi trading krni chahiye.Q k knowledge ki base pr trading krnay say hi trader money management ko calculate krtay huway loss say btch skta hai or profitable trading krnay mai kamyab ho skta hai.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #26 Collapse

                        g bhai apne bohat hi achi baat kahi haia ur in do cheezon ko apko kabhi bhi neglect nahi karna chahiye kiunke ye dono apki trading ko secure karte hain,aur apko poori equity ke losses se bachate hain,is liye apko chahiye ke ap in par amal karen.
                        • #27 Collapse

                          mene yahan se sabar or tahammol karna seekha hai or greed mere andar se kam hui hai is me yeh mene do cheezen seekhi hain forex ke business se ab mujh ko loss bhi kafi had tak kam hone lag gaye hain or me is ko like karne laga hon .
                          • #28 Collapse

                            main to forex trading say ya sekha hai k trading k doran stop loss lazmi use karo warna nened b nai aue gi or jazbati ho k trading mat karo sabr say kam lo lalach mat karo jiyna profit mil raha hi us main khush raho
                            • #29 Collapse

                              emotions or risk wagera forex mein agr control krny a jayein to forex mein success ek tarah se hasil hi ho jata ha. in dono py kbi b puri tarah se control nhi kiya ja skta yani 100 percent nhi ho skta. ma b inhein smjhny ki koshish kr rha hn.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                brothres mere khyaal say jo do chezain ap nay first main mentions ki hai woh forex trading main aik boaht eham or reer ki haddi yani back bone ki haisiyaat rakhti hai agar ap hi dono chezoon ko zehan main rakha kay trading kartay hain to yaqeemn janay ap ko kaafi had tak faida hoga or ap kaafi zaida loss say bhi bach jao gay is ki ilawa bhi apko apnay termial pay zehani taraf say chust kay bethna chahiye or apni nazrain or zehan ko market main rakhna chaiyee or apni lots size kam rakhni chahiyee

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X