News kay baad trading kerna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News kay baad trading kerna
    Forex mein aksar logoun nay news ka suna hi hota hai aur unn ko news ka pata hi nahin hota kay yeh kya hoti hain lakin agar news time ho tou uss waqt tou bilkul bhi trading na kerain balkay news kay baad trading kerain aur jahan aa ker market ruk jaye uss kay opposite trade laga dain kyun kay news kay baad trade nay aik martaba wapas lazmi move kerna hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News kay baad trading kerna

    G hain bhai jan apne bilkul hi sahi kaha hain humko new s k time trading karna chahye aur humko is mein ihtiyt se kam karna chahye aur forex mein apko ihtiyt se kam karna chahye aur news k badd mein apko trading se kam karna chahye aur forex mein apko trading bhi news ki tarah se karna chahye
    • #3 Collapse

      Re: News kay baad trading kerna

      G han dost ap ny bilkul thek kaha hai k forex main jb b new z ka time ho to apko chaiy k k phly newz ko ko sun laen phr us k bad treading karen q k newz ka apki treading par bahut bara effect hota hai q k jb ap newz sun laen gy to ho sakhta jo ap treading kr rahen hogy wo ap na karen q k wo tread newz k hisanmb sy loss main ja rahi ho es ly khoshes kia karen k jb b treading krty hain to phly newz ko sun lia karen phr treading karen taky acha result ay
      • #4 Collapse

        Re: News kay baad trading kerna

        Aap ke baath sahee hay baai lekin news par ziada barosa nahee karna chaheiay kionka market ka koi patha nahee chaltha maray hisaab say kise be pair k trend k agenst trade laganay ke bewaqofi na karay kionka asay nuqsaan hum buhut it's chukay hay.
        • #5 Collapse

          Re: News kay baad trading kerna

          Dear bro ap ki bat bilkul thk hy forex trading main news ki bahut ziada importance hy jo bh expert trader hn wo always news per nazar rakhty hn aur jub bh koi international event hota hy to tamam expert trader us event se pehly trade ni kerty
          • #6 Collapse

            Re: News kay baad trading kerna

            Boss agar ham fresh demagh sy kaam kerte hien tu ham kamyab ho sakte hien aur agar ham as mien news ka intzar kerte hien tu ham as mien us waqt kamyab ho sakte hien as lyee hamain as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien acha kama kerna hota h.
            • #7 Collapse

              Re: News kay baad trading kerna

              Forex main news bht important hti hain jab aik brr news ajaye tw trade ka naqsha e badal jataa hy ayr trade 5 10 secnd mn 5 600 pips bhi move kr jati hy aur kbhii is sy bhi zydaa islie news aye tw uska khaas dhyan rkha krenn aur news ayr tw trade naa e krien tw bhtr hy kio ky bht risk hta hy.
              Mehnat Me Azmat hai
              • #8 Collapse

                Re: News kay baad trading kerna

                hamy palhy news ko dahkna chahey or pher kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain is mai usa or china jasy mumalik involve hain is mai hamara koi boss nahi hain yai all world mai bohat taze sy famous ho raha hain forex aik world wide business hain
                • #9 Collapse

                  Re: News kay baad trading kerna

                  forex mai news ke bohat ahmeyat hain hamy in ko dahkna chahey or market ke movement ko samjna chahey or pher is mai kam karny ka risk lena chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik international business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: News kay baad trading kerna

                    News ka bohat zyada effects hoty hain market py. News ky baad market ka behavior change ho jata hai. News ky baad new analysis karain phjr trading karain. Otherwise changes in market moves cause loss. Agar news ka analysis bhi kr liya jay to news ky impacts ka bhi pta chal jata hai k is news sy market py kya effect pary ga aur market ka behavior kis side py turn kary ga jis sy bohat profitable trading ho sakti hai but ya risky hojata hai thora...
                    • #11 Collapse

                      Re: News kay baad trading kerna

                      bilkul ji kahan hai lekin main aapko apna mashwara dena Chahta Hoon ki news ke bad trading karna news se pahle training karne ki Mata pic hai Kyunki Agar news AJye trading Karenge To hmara account was Jayega ya to mai bahut jyada fayda ho sakta hai isliye news ke bad aur usse pahle kaam karna trading karna same hi
                      Visit My Profile
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: News kay baad trading kerna

                        forex mai news ke forex mai bohat ahmeyat hain hamy in ko rozana dahkna chahey hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X