Traders ko loss apni skills aur knowledge ke kami ke waja say hota hi .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders ko loss apni skills aur knowledge ke kami ke waja say hota hi .
    Traders ko jab loss ho raha hota hai tu woh aksar trading environment , forex market mai price movment ya apni luck ko bura bala keh kar phir say trading karty hain. Lakin traders ko yeh baat yaad rakha chaiye ke traders ko loss apni skills aur knowledge ke kami ke waja say hota hi . iss liye loss ke baad apny knowledge aur experience ko behtar karny per ziada tawajo daina chaiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Traders ko loss apni skills aur knowledge ke kami ke waja say hota hi .

    G han dost main apki bat sy itafaq krta hun k k treadr ziada tar loss tan karty hain jb un k pas knowledge nahi hota hai aur bager souchy samjhy treading krty hain to unhy loss ka samna krna pahrta hai es ly unhy chaiy k wo forex k achi tarah sy learning kr k treading karen taky loss na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Traders ko loss apni skills aur knowledge ke kami ke waja say hota hi .

      ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex trading karte hain tu hamesha Apne scale aur knowledge ko Bakra dekhna hota hai agar Hum Karenge to Hamein Pakistan Forex Ne Kabhi Bhi nuksan Ho Sakta Hamein Har vakat profit kaise ho sakta hai agar Ham budget knowledge aur Circle K trading Karenge to Hamein Pakistan Forex se bahut hi jyada nuksan ho sakta hai isiliye hamein chahiye Hamen Aisa bilkul bhi nahin karna chahi Hamein knowledge chatkani chahi thanks

      اب آن لائن

      Working...
      X