Over trading na karay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading na karay
    Dear forum members kuch new traders aisay hotay Hain ke wo loss pe loss krtay ja rahai hotay Hain pir be wo aik position close krkai dosra trade open kr laitay Hain aik waqt Mai unkai account pe 5 say 7 trades open hotay Hain ye aik risky kaam hai iss tarah account jaldi wash ho jata hai lehaza maira ye mashwara hai ke over trading say guraiz karay app daily apnai loss ka aik target set karay jb utna loss hota hai to oss din trading chor dai aglay din fresh mind ke sath market Mai aye iss tarah app ko apnai trading pe control hasil hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over trading na karay

    Bilkul theek keha aap ne brother k jab hum log dekh rahe hote he hamen loss ho reha he phir bhi hum log over trading ker rahe hote he is baat se perhaiz kerna chahiye jis se hum log na sirf loss se bach sakte he balke next day hum profit le sakte he is k liye ye bhi zaroori he k hum log apni mistakes per control kare.
    • #3 Collapse

      Re: Over trading na karay

      G han dost ap ny bilkul thek kaha hai k forex main khuch mambar aesy b hain jo ak time main bahut sary tread open kr dety hain lakin aesa nahi krna chaiy un mambar ko chaiy k wo apny account bounas k hisab sy aur free marjin ko dakh kr treading karen taky agar unhy koe aesi tread lagani pahr jay jisy umka loss recover ho jay to laga sakhen agr wo esi tarah ki treading krty rahen gy to unhy loss hoga lahaza unhy chaiy k apny paoon dekh pair pablaen
      • #4 Collapse

        Re: Over trading na karay

        G Bilkul bro ap ne theek kaha hai boht se newbie esa he krte hain ke ke ager un hain loss hota hai tu wo greedy ho jate hain or ek he time main boht se position open kr lety hain or pehly bhe un hian kise trader per loss hota hai or trade close kr ke ek se ziyadeh position open kr lety hain or result sirf loss ka he nekalta hai forex ek risky business hai jis main proper planing ke sath ke kam krna chahye or loss factor ko mind main rakh kr he trading krne chahey or trading ke duran apne greed per control rakhna cahhye then ap acha profit earn kr paye gyen
        • #5 Collapse

          Re: Over trading na karay

          Ap ki bat theak h. Bht sy traders aisy hoty hn jo ek waqt mn kafi trades open kr lety hn. Ye bht risk wala kaam h. Esi waja sy account bi wash out ho skta h.es ly traders ko over trading ni krni chahiey bl k target k baad trading close kr dain to zayada behter h.
          Just view ???, Like kon kry ga???
          • #6 Collapse

            Re: Over trading na karay

            Puri Duniya Mein Kudi world match different type ki countries available Hai Hum Kisi bhi country Mein baith kar Forex Mein investment kar sakte hain long time kam kar sakte hain Ek investment planning Ek achi jagah par kar sakte hain Kyunki yah platform bacche wala platform Hai is platform se Hamein confidence ke sath fayda aur benefit Utha Lena chahiye tha ki hum kaam kar sake
            • #7 Collapse

              Re: Over trading na karay

              forex mai hamy over trading nahi karne chahey forex aik international business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hanin forex aik real business hain
              • #8 Collapse

                Re: Over trading na karay

                over trading karny sy loss hota hain hamy is ko avoid kar dena chahey forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik real business hain hum is mai agar kam karna chatey hain to hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote
                • #9 Collapse

                  Re: Over trading na karay

                  forex trading main over trdaing ap k liye khtrnak sabit ho skti hai es liye aghr ap achi trdaing krna chahty hain tu ap apni trading ko normal base par karen or greed ko avoide karen jub ap greed ko avoide karengy tab he ap over trading ko avoide karengy es liye apko ayse factor se loss kam kam hota hai or ap achi trading karty hain profit bhi tab he milta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Over trading na karay

                    forex mai hamy over trading nahi karne chahey q ky hamy nuqsan nahi ho ga forex aik international business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain forex business pakistan mai legal business ban cuka hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Over trading na karay

                      Bihar par aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain toh hamein chahiye kya Hamein overtrading bilkul bhi nahin Karni chahi Agar Hum overtrading Karenge to hamare account ko bahut Khatra ho sakta hai aur Hamara account bhi bahut jaldi was ho sakta hai isiliye Hamein overtrading bilkul bhi nahin Karni chahi thanks

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X