Nakami ki waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Nakami ki waja
    Trading me nakami ki sab sy bari waja hai analysis na krna agar ap analysis nahi kary gy to ap ko market ka hi pata nahi hoga k trading karni kesy hai is liye analysis zroor seekhy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Nakami ki waja

    Dear friend aap ko to pata bhi hay ky forex main trading kerty hoy ager kissy ko loss ho jata hay to iss ka ya mutlab ya nai hay ky forex main nakami iss ko nai khaaty loss to waqti toor per hoty hain loss ko recover kerny ky liay thoora thoora recover kerky ky trading kerni chahay oor iss thara sarar nai to kouch to recover ho jata hay
    • #3 Collapse

      Re: Nakami ki waja

      Nakami ki waja ek to ye h k log jaldbazi me trade lga detay hain market ka knowledge Kam hota he or usk sath experience bhi Kam hota he es liye Nakami ka mou dekhna parta he
      • #4 Collapse

        Re: Nakami ki waja

        forex me naqami us waqt hoti hai jb ap bagahair ksi achy analysis kiey aesy e trade open krdety hain ju ap j liey nuqsan ma sabab bntii hai. . lkn nakami sy humeen mayoos nhi hona chiey. . ye loss recover krny k liey analyses kr k dobrara trade shroo krni chaiey
        Hardworking Is kEy Tu Succes 😊
        • #5 Collapse

          Re: Nakami ki waja

          اصل پيغام ارسال کردہ از: abcd2 پيغام ديکھيے
          Trading me nakami ki sab sy bari waja hai analysis na krna agar ap analysis nahi kary gy to ap ko market ka hi pata nahi hoga k trading karni kesy hai is liye analysis zroor seekhy.
          Assalamualaikum Mere Shehar Mein Na Kami ki wajohat learning ghosipur ki Kami ho sakti hai aapke paas knowledge Ka Na Hona ho sakta hai aur aapke analyses Sahi na hone ki vajah se aapko na Kami hoti hai anty noshi cheezon ka Maa kiski movement ko dekhne ke liye Hona zaroori hai Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Nakami ki waja

            Bhai analysis hr trader krta ha aisa mumkin hi ni ha k baghair sochty samjhny trade lga di Jaye masla analysis ka ni ha masla hmara ha k hm sahi expert banty ni haen aur live market mein analysis krna shuru ho jaty haen hamaen chaye k phly apny ap ko es level pe le k aen k hm acha analysis kr sakaen us k bd hm live market mein Kam start krean.
            • #7 Collapse

              Re: Nakami ki waja

              Forex trading business mein trading karne k liye market ka analysis karna zaroori hy agr hum market ka analysis kar k market ko samjh kar trading karain gay tu market ko samjh saktay han aur achi trade open kar k profit earn kar saktay han
              • #8 Collapse

                Re: Nakami ki waja

                Yahan Par Forex ko sikhane ke liye sabse pahle aap ko chahiye kya aap Log Yahan Par demo counter practice Karen skills ko develop Karen experience ko generate Karen Jyada Se Jyada knowledge cocaine Karen Kitna change Karenge aap ko fayda milega Jo Log Yahan Par Kaam ke time par Forex Mein greedy karte hain karte hain woh kabhi bhi kamyabi ke saath kaam nahin kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Nakami ki waja

                  Nakamai ham ki is waja sy hoti hy k ham is my koss krty hy to ham aoni galti ki waja sy ham apna loss krty hy ham ko apana loss krny k liya bhot asani hoti hy ham ko trading my hamy bhot zeada mhanat jry iur ham knolige hasil kry sahi trha sy to ham phr loss sy ham bach sgty hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Nakami ki waja

                    forex trading main nakami ki boht se wajohat hain jis ki bina par hum nakam ho jaty hain actual main nakami wo hoti hai jis main ap khud man lety hain k hum namak hain or aghr ap nakam ho kar bhi mahnt jari rakhty hain wo nakami nahi hoti hai q k ap es ummed par apna kam jari rakhty hain k hum aik din kamyb ho jaengy tu wohi apki nakami kamyabhi hoti hai basically
                    • #11 Collapse

                      Re: Nakami ki waja

                      agar hum forex mai greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hum nakam ho jy ga hamara account wah ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala business hain is mai dunya ky bary bary mumalik involve hain forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala busienss hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Nakami ki waja

                        Dear friends friends ap logon ki baaat bilkulll theek hai ager hum forex main kam kar rhy hain humain boht zeada mahnat karni chahayi q kah hum mahnat hi sy sary sawlon k jawab asani sy dy rhy hain agar humain nakami hoti hau to humain galti ki waja sy hota hai lehaza humain galti ni karni chahyi sirf mahnt karni chaahayi thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: Nakami ki waja

                          frinds forex main nakamy ki bhot c waja han lalch,acha trader na hona,jaldbazi ,news ka roz na sunna jo forex k lia hoti ha and etc.
                          agar in main say ek b chez humary sath ha samjo ap bhot nakam ha forex main agar kamyab hona is sb par focus krna ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Nakami ki waja

                            forex aik acha or kamyabi ke sath key jany wala karobar he is ley human is lazmi he teading or investment karni shahy forex main ke waja serif serif humara apni he galtiyan hain is jab hum mistakes karty hain to is surat main human bohat nuksan utany party hain kabi apna acount band kar bety hain or kabi profit ka loss kar bety hain apni galtiyon pe bina experience ke kabu nae kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Nakami ki waja

                              DEAR FRIEND forex main hamen as se bach kar rihna chahiy hai yani greed se aor hamen chahiy hai kee ham as main har kam khushi se kare q k ham as main har kam dil se kare gee tu ham as mai kamyab hon gee as liy hamen ache se kam karna chahiy hai aor hamen chahiy hai ke ham as main mihnat bi kare ta kee ham as main jaldi kamyab ho jay aor hamen chahiy hai kee ham as main lalach se bache lalach hi wo chezz hai jis se hamen ziada loss hota hai aor jis ki waja se hamra account wash ho jata hai as liy hamen as main greed se bchna chahiy tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen chahiy hai kee ham as main har woh kam kare jo hamen greed se bachata hai aor greed jo jo karta hai wo hi nakam hota hai aor jo as main greed nahi karta hai wo hi as main kamyab hota hai as liy hamen as main greed nahi karna chahiy tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen ache se bi kam karna chahiy hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X