Thread long be hona chaye aur informative be hona zarori hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread long be hona chaye aur informative be hona zarori hay
    Forum me thread siraf long hi hona zarori nahi hay agar threads long hon gey aur es me knowledge nahi ho ga to esy treads ka koi faida nahi, threads long hona be chaye aur information be hona bahot zarori hay, threads me knowledge ka hona important hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thread long be hona chaye aur informative be hona zarori hay

    Boss belkul agar ham thread banate hien tu as mien ham ko long rakhna hota h agar ye lambi ho gi tu ham as mien ye ja sakte hien k ham as mien achi malomat dy sakte hien aur ham ko as mien her bar achi malomat deni hoti hien aagr ham ye ker lete hien tu hamare posts aur thread ki bhoot thanks mil sakte hien aur ham acha bonus hail ker sakte hien.
    • #3 Collapse

      Re: Thread long be hona chaye aur informative be hona zarori hay

      Long short kaa koi issue na hy agst app simple aurr small threads main b acgi info de skty hain js sy dsry ka bhaka ho tw yh achaa hy aurr forrum wly bhi isy e psnd krty hain jo auron kilie acha schtaa hy aur mehnat aur lagan sy kam rktaa hy usi kaa bonus bhi zyada ataa hy islie is kam ko fair rh kr krien.
      Mehnat Me Azmat hai
      • #4 Collapse

        Re: Thread long be hona chaye aur informative be hona zarori hay

        dear fellow meray mutabik thread long hona zarori nahe hai but es main achi information zaror honi chahye kion k agar hamary post parh k logon ko koi na koi knowledgeable cheez zaror mailya and wo hamein appreciate karein ,es forum ka asal maqsad he yehi hai k hamein acha bonus milay and ham yahan sekhein and sekhayein.
        • #5 Collapse

          Re: Thread long be hona chaye aur informative be hona zarori hay

          G pak forex forum par acha thread wo hi hota hy js mein forex trading business se related knewledge aur information ho js se kise new trader ko faida ho us thread par ap ko reply bhi ziada milty han aur thanks bhi ziada milty han js se acha bonus hasil kar saktay han
          • #6 Collapse

            Re: Thread long be hona chaye aur informative be hona zarori hay

            Thread long ho ya short lekin helpful hona chahiye agar helpful nahi hai to ap us ko create hi na kary q k forum par sab ko zroorat hai knowlege ki or km hi hai jin ko knowlege hai trading ka is liye thread soch k create kiya kry.
            • #7 Collapse

              Re: Thread long be hona chaye aur informative be hona zarori hay

              Dear friends main aap say agree hun ky threads long be hona chahay our informative be hona zaroori hay oor forex main trading kerty hoy members aapni mehnaat say ziada earning ker sakty hain likeen members ky pass knowledge oor experience say kam haikerny chahay kun ky thread main malny walaa knowledge oor information bhai zaroori hoti hay
              • #8 Collapse

                Re: Thread long be hona chaye aur informative be hona zarori hay

                Ji haaaan thread jitna zada informative hoga utna hi acha apko bonus transfer hoga and app utne hi respactable yaha count hoge so help karen dosron ki and community ko grow karne me madad karen to apko aur hume sabko faida ho and hum agey se agey ki taraf chalen and sabka faida karen
                • #9 Collapse

                  Re: Thread long be hona chaye aur informative be hona zarori hay

                  apki bat bilkul theak ha forum pa ki janay wali threads zroori naen k bahot lambi hon meray khial mn agr apki threads short bhi hon lekin forex k baray mn informative honi chayen aur un mn forex k baray mn knowledge aur experience share hona chayay
                  • #10 Collapse

                    Re: Thread long be hona chaye aur informative be hona zarori hay

                    G Haan Bhai Apki Baat thek hai kay agr hum trade lagaty hain wo ziyada long to hota hai lekin Agr us mein informative Batain nhi hogi to humain aesi trade nhi lagana Chahye taky Humain Koi loss na ho ya hamari read delete na ho is liye Humain dehaan sey trade lagani Chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Thread long be hona chaye aur informative be hona zarori hay

                      Yes bro you are right koi bhi karobar ya Kam jab ap kartay ho to us mein apko ziada se ziada time Dena hota he forex mein agr ap koi thread krtay ho to ek to long hona chahiye dosra information ho us me ta k log bhi faida hasil Kar saken
                      • #12 Collapse

                        Re: Thread long be hona chaye aur informative be hona zarori hay

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                        Forum me thread siraf long hi hona zarori nahi hay agar threads long hon gey aur es me knowledge nahi ho ga to esy treads ka koi faida nahi, threads long hona be chaye aur information be hona bahot zarori hay, threads me knowledge ka hona important hay.
                        Assalamu alaikum bhai jahan tak mere Naresh Hai Uske Mata Pita ko informative Hona zaroori hai long or short Ka Hona Main Nahi Rakhta Baat ye hai ki aap ko baat samajh mein AJ aur aap is ka sahi se answer kar sake aur dusri main baat ka Forex ke sath related Hona bhi zaroori hai Shukriya
                        • #13 Collapse

                          Re: Thread long be hona chaye aur informative be hona zarori hay

                          isliye Jyada Se Jyada Bada thread create Karen forex market Main Agar Hum Log Yaha Pavitra Lena Chahte Hain Tu Yahan Par bahut jyada money brokers ki options available Hoti Hai jinko Hum utilise kar sakte hain kuch Log Yahan Par Sasural Kesariya withdrawal Lete Hain Jo ke bahut jyada popular method hai aaj kal
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Thread long be hona chaye aur informative be hona zarori hay

                            Thread hanra jitna zeada acaha hoga ham ko us ka utna hi zeada faida hoga ham us sy utna hi zeada thread sy bunass ly sgy gy agr hama acaha likhy gy to ys ko lo zeada pasnad jry gy us ko phr log jb zeada pasand kry gy to un sy zeada hma ko eanr hoga ham acha kama sgy gy hlacha ham bunass hasil kr sgy gy

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X