Friends, forex trading me jab ham market me trade kartay hain to hamen kcuh zaroori hidayaat py amal krna chahiye jo k trading k loss aur profit py depend krta hy sabzsy pehly market k major trends ko proper dakhan study krna aur ap jis par trade kar rahy hen us item ki history dakhna chart ka jaiza lena bhi bht zrori hy ye apki trading k mayaat ko up krti hen aur apky is me profit k chance bht zaada hoty hen is leay in chand zaroori hidayaat py amal kartay huay ap trade kren apki profit hoga
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим