dear friends kuch log expereince rakhny k bawjod nuksan main hoty hain ager koi admi 10 trade karta hai tu uss main ager uski 7 trade profit main aur 3 trade nuksan main hongi tab bhi wo nuksan main he ho ga uski waja ye hai k apna risk reward say bara rakhta hai trade karty hoay hamesha ap k take profit ap k stop loss say double hona chaheay ya kam say kam braber hona chaheay phir he ap ki trade thek ja sakti hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим