Threads delete kio ho jatha ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Threads delete kio ho jatha ha
    Dear friends mare kihal main Jo log thread sahi nai datha jin thread ka kohi forex sa mtlub bhi nai hota orr post bhi km likta hain ise lia thread delete ho Katha hain app kia khata hain is ka bhaara main
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Threads delete kio ho jatha ha

    Dear friend apky threat delete hony ki sub sy bari wajah ye hoti hai k ap ak to bar bar threat repeat krty rahty hain aur dosra apky threat gair mayari hoty hain jinka koe faida naho hota hai es ly khoshes kia karen k apky threat achy hon taky delete na hon
    • #3 Collapse

      Re: Threads delete kio ho jatha ha

      dear friend apki bat bilkul theak ha forex forum ki trf sa aisi threads delete kr de jati hn jo forex sa related na hon aur jo threads repeated hon unhen bhi forex ki trf sa remove kr dia jata ha aur un pr reply ki gae posten bhi remove kr de jati hn
      • #4 Collapse

        Re: Threads delete kio ho jatha ha

        As-Salaam-Alaikum dear friends Forex trading mein 3 delete kyun ho jati hai Iski bahut ki vajah hai wa post Jo Baar Baar sher ki Jati Ho aur Forex trading ke knowledge se related i nahi Hoti wa threed delete ho jati hai ya post ki copy ki Jaaye wa threed delete ho jati hai Hamesha threed Karen knowledge se related market ke rules ke mutabik aur quality ki honi chahie jisse aapko zyada thanks milega aur accha bonus milega
        • #5 Collapse

          Re: Threads delete kio ho jatha ha

          Dekhen dear threads hmesha aise create kren k Jin ko read kr k forum par mojood members Un se kuch learn kr Lyn aur apni trading men Un se help ly saken kyun KY forum ka maqsad siraf bonus hasil krna ni balky is ka maqsad aise logon ko guide krna Hai jinhen forex men koi na koi mushkil darpesh Hai is liye jab bi threads create kren to koshish kren k ap ki threads informative hun aur is k sath sath forex se related hun non informative aur forex se irrelevant threads delete he hoti hain.
          • #6 Collapse

            Re: Threads delete kio ho jatha ha

            Dear bro jab bhi koi member threads create kerta he to usko ye baat zehn nasheen ker leni chahiye k wo jo thread create ker reha he kia us thread ka jo mawad he wo is Platform k liye theek he ya is Platform se us thread ka koi link hi nahi banta agar aapki thread trading k hisab se theek he to delete nahi hogi but us me trading k hawale se agar koi information nahi hogi or sirf aisi waisi baatein hongi to lazmi he k wo thread phir delete hi hogi.
            • #7 Collapse

              Re: Threads delete kio ho jatha ha

              Agr tghrrad my ku h bhi ham gakaat likhtt hy to phr wgo demte ho jata hy jb ham thread sahi nai kry gy to pgr to usny deete hi honanby ya phr fublicate hoga to us ko who delete jr dyty hy hamy chiya ham apny thread ko sahi likh akry our khod likha kry soch smjh k ham likha kry to hamy faida hoga
              • #8 Collapse

                Re: Threads delete kio ho jatha ha

                Pak forex forum par hum jo thread creat kartyy hai wo delete is waja syy ho jati hai agr thread forex ky related na huo ya phr repeated thread huo ya phr zaida short thread huo asei thread delete ho jati hai our jin logo ny 4 sy zaida thread ek din main lagei hoti hai wo bi delete jo jati hai kosish krenn jo lagy ap ko ya thread repeated hai ya zaida short hai ous par rroly na krenn kyu ky jb thread delete hai to ous ky sat sat ous thread oar jitni posting hoti hai wo sari bi delete jo jati hai..
                • #9 Collapse

                  Re: Threads delete kio ho jatha ha

                  Agar Main Market ki movement Jyada Hoti Hai To wo Log Yahan Se definitely long time ke liye earning karte hain proper Management kar ke wo Log Yahan Se Jitna ho sake utna working capital yahan se chal rate karte hain Unki investment bhi yahan par acchi wali Hoti Hai kam karne ke liye stability ke sath AP hackett Agar new member se unlock
                  • #10 Collapse

                    Re: Threads delete kio ho jatha ha

                    Hi Jeeva Sarkar aisa hota hai ki Hamari coach thread delete ho jati hai aisa ki Baar ho jata hai is wajah se pareshan nahi hona chahiye aapko chahi ke aap jitni read karte hain Roj ki or se kuch jyada karne ke agar aap ki kuch post Yad thread delete ho jaaye to aapko uska koi nuksan Na Ho Mere Khayal Se Ek Din Mein 30 post Karni chahiye Agar hum ek din main post Karenge 1mahine ki 900 to waise post hongi par kuch delete ho jati hai to is wajah se Ja Sans Hota Kho Jayegi
                    • #11 Collapse

                      Re: Threads delete kio ho jatha ha

                      thrdes or posts delete forum waly karty hain or yah wo delete hoti hain jin main forum ki terms folow nahi ki gai hoti hain jis se hmari posts delete kar de jati hain es liye hmain apni posts or thrdes ko itna qulaity main likhna chahye k hmaei posts kbhi bhi delte na hun or na he ayse hmary bonus par koi sar parhy q k boht mahnt se posts likhi jati hain jub delete hoti hain tu dukh hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Threads delete kio ho jatha ha

                        agar hum achy threads nahi bnaye gay to wo delete ho jaty hay es liye humay chahiye keh rules ko mady nazar rakhty huway he forex forum par kam karen es trha humari mehnat bhi zaya nahi hoti aur humay chahiye keh khoob mehnat karen tab he safe earning kar sakty hay aur kamyab trade bhi tab he ho sakti hay jab koi masla darpesh nahi ho ga
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #13 Collapse

                          Re: Threads delete kio ho jatha ha

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
                          agar hum achy threads nahi bnaye gay to wo delete ho jaty hay es liye humay chahiye keh rules ko mady nazar rakhty huway he forex forum par kam karen es trha humari mehnat bhi zaya nahi hoti aur humay chahiye keh khoob mehnat karen tab he safe earning kar sakty hay aur kamyab trade bhi tab he ho sakti hay jab koi masla darpesh nahi ho ga
                          G ap ny tk bt ki ha or hm sbki post or thread is Leay delete hoti ha q ky ya to wo double hoti ha ya oun my knowledge ho ni hota is ley sb ko chaheya ky jb be km krow to khod ko hoshowhavas my tmrk kr km krow to pher koei be post or thread delete ni hiti
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Threads delete kio ho jatha ha

                            Dear bro jab bhi koi member threads create kerta he to usko ye baat zehn nasheen ker leni chahiye k wo jo thread create ker reha he kia us thread ka jo mawad he wo is Platform k liye theek he ya is Platform se us thread ka koi link hi nahi banta agar aapki thread trading k hisab se theek he to delete nahi hogi but us me trading k hawale se agar koi information nahi hogi or sirf aisi waisi baatein hongi to lazmi he k wo thread phir delete hi hogi.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X