Gold per trading se loss keon hota hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold per trading se loss keon hota hy
    dear forum members main ne mostly traders ko gold per loss hoty dekha hy kia waja hy ke gold hamesha loss hi daita hy profit keon ni daita plz apny apny comments share kren
    Signature removed by moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold per trading se loss keon hota hy

    Brother aap ne acha question raise kia he. Brother agar aap ne kuch experience gain kia he ya Demo per practice ki he to aapko pata hoga k Gold ka jo pair he us per market fast movement kerti he jis se traders ko kuch samajh nahi aata or wo apna loss kerwa dete he. Jo bhi pairs he un me se Gold ka bhi pair Fast movement kerta he us me new traders ko to bilkul trading nahi kerni chahiye.
    • #3 Collapse

      Re: Gold per trading se loss keon hota hy

      Forex trading business mein gold par trading se is liye ziada loss hota hy k gold ki movement buht fast hoti hy aur is ki movement ko samjhne k liye gold mein knewledge aur experience ka hona zaroori hy aur new trader ko knewledge aur experience kam hota hy aur market ko samjh nhi saktay is waja se loss ho jata hy
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Gold per trading se loss keon hota hy

        Dear bro gold per trading bahut risky hain..gold per trading sy humain bahut acha profit bhi ho sakta hai thory time main aur hamara account wash bhi ho sakta hai..gold per ziyada profit aur loss ki wja yeh hai keh gold ki movement bahut fast hoti hai. jis ki wja sy gold per ziyada loss aur profit hota hai

        اب آن لائن

        Working...
        X