New trader kay lye trading mein bara risk lena munasib hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New trader kay lye trading mein bara risk lena munasib hai
    New members jub forex ko forum per join kertay hain tou woh firum per bahut mehnat kertay hain aur pahele maheenay mein hi unhain 500 sae 600 dollar ka bonus milta hai jis sae woh trading start kertay hain aur woh start sae hi baray risk per trading kertay hain jo kay unn kay lye munasib nahin hai unn ko tou trading mein risk ko bilkul minimum rakhna chahyea chahyea unn kay pas balance zayada hi kyun na ho kyun kay woh abhi learning stage mein hain aur apnay balance ko mehfooz rakh ker trading kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New trader kay lye trading mein bara risk lena munasib hai

    New traders ko tou kisi surat bhi bara risk nehi lena chahiay experience kam hony ki waja sy new traders jab bhi bara risk leta hai tou loss hi kerta hai ya bahot jald account wash ker Leta hai New traders ko hamesha kam sy kam risk ky sath trade ker ky leaning kerni chahiay aur acha experience hasil kerny ky bahd bar risk lena chahiay
    • #3 Collapse

      Re: New trader kay lye trading mein bara risk lena munasib hai

      New traders ko chaheay k wo treading mn risk na lean un ko chaheay k jub be treading karean to pehlay learning kar lean ta k ap ko markit ke movement ka andazza ho jaey k movement kis tarf ho ge ap ko aesy he trade nae laga dane chaheay loss se intazaar behtar he
      • #4 Collapse

        Re: New trader kay lye trading mein bara risk lena munasib hai

        Ni dear bilkul bi ni new traders ko trading men risk tabi Lena chaheye jab Un k pas trading ka knowledge aur experience ho other wise wo big loss face kr sakty hain is k ilawa new traders ko chaheye k start he men real trading ni krni chaheye kyun KY unhen market ki movement ka andaza ni hota unhen chaheye k pehle apni learning ko strong bna kr demo par practice ko continue rakhen aur jab unhen lagy k wo real trading krny k kabil ho gae hain phir wo real trading kr k khud ko kamyab bnaen.
        • #5 Collapse

          Re: New trader kay lye trading mein bara risk lena munasib hai

          Hi g bel kul ye bat sahi hai k new trader k leye trading main bara team Lena munasib Nahi hsi hamy Chahiye k hm resk leny sy bachein resk leny sy Bach a bohat hi zaroori hai mehnat Jr k hi hm is main kamyab ho sakty hein trading hamy phely demo account py sekhni Chahiye is ki khub practice krni Chahiye ye hi hamary leye best hai zaida sy zaida account py practice krni Chahiye
          • #6 Collapse

            Re: New trader kay lye trading mein bara risk lena munasib hai

            New trader ko bara risk ni lenaa chiyee new trader ko chiyee ky apna lot size kam rhkyy khar trad main apna lot size same rhkyy bar bar lot size change na krenn new members ko strt main loss hota hai agr wo apny loss syy seehkta hai to axha trader ban jata hai jb axha expreince hasl ho jaiyy phr beshk bara risk lenn wo bi soch smjh kar..
            • #7 Collapse

              Re: New trader kay lye trading mein bara risk lena munasib hai

              Main Yahan Par aap logo ko explain kar lo que to type ki trading Hoti Hai Ek show time trading Hoti Hai Ek long time trading Hoti Hai Jin Logon ke paas bahut jyada kam amount Mein captain applicable hota hai aur Limited amount kaam karna chahte hain UN logo ko chahiye ki short term trading Mein investment Karen aur jaldi se Apna tractor market se nikalne
              • #8 Collapse

                Re: New trader kay lye trading mein bara risk lena munasib hai

                Bilkul theek keha aap ne k jin k pass catpital balance kam ho to unko short time trading kerni chahiye or jin k pass capital ziada ho wo traders phir long time trading kerte he is new members or chote traders ko chahiye k short time trading kerni chahiye or sath sath market ko bhi analysis kerte rahe.
                • #9 Collapse

                  Re: New trader kay lye trading mein bara risk lena munasib hai

                  agar hum forex mai to hamy km risk lena chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain gar mai bath kar forex mai kam kar sakty hain forex trading students or house wife's ky liye bohat ache job hain is mai hamara koi boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: New trader kay lye trading mein bara risk lena munasib hai

                    ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan forex Mein kaam karte hain aur hum new trader Hain To Hamein kabhi bhi Itna Bada risk nahi Lena chahiye ki Hamare account ko bhi bahut bada Khatra Ho Jaaye Hamein Soch Samajh Kar Pakistan Forex ke market Mein trading Karni Hogi thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: New trader kay lye trading mein bara risk lena munasib hai

                      g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai as mainnew traders ko chahiy hai kee wo as main km hi risk len ye hi un ke liy sahi hai aor as main ahm ko haesha ache se trading bhi karna chahiy hai aor as forex trading main ham ko aik kam ache se karna chahiy hai aor ham as main aik acha member ban kar hi ham ko as main kam karna chahiy hai aor ham ko chahiy hai kee ham as ko aik best online business samjh kar hi ham as main kam kare aor ham ko as main zyada trade nahi lagane chahiy hai as forex trading main trade karne se pahle ham ko as main stop loss aor take profit ka bhi istmal karna chahiy hai aor tu hi ham as main kamyabi hasil kar sake gey aor ham ko as main bohat hi zyada mihnat karna chahiy hai ta kee ham as main kabhi bhi nakam na hon aor ham ko as main dil laga kar kam karna chahiy hai as forex trading main
                      • #12 Collapse

                        Re: New trader kay lye trading mein bara risk lena munasib hai

                        Yes boss aap ki baat sahi h k new traders ko as mien zyada risk nahi lena hota h aur un ko as mien her bar aur traders forex mien lalach as lyee kerte hien k wo as mien kuch na kuch kama len magar as mien ham kuch na kaam kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee hamain as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien her bar dakh ker as mien kaam kerna hota h agar ham galat waqt per trade kerte hien tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko as mien aik ala trader ban ker ham ko as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h jo b as mien lalach kerte hien un mien sy aksar as mien sirf apna nuqsan kerte hien aur nuqsan k sewa wo kuch b nahi kerte hien as lyee agar thora profit b hota h tu ham ko qabol ker lena hota h as lyee as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h aur lalach sy pak kam karna hota h.
                        • #13 Collapse

                          Re: New trader kay lye trading mein bara risk lena munasib hai

                          Forex form a new member join hota hai aur use achha bonus Mil Jata Hai to use wait kar ke trading Karni chahiye Kyunki aapke paas knowledge or experience a Nahin Hota pahle Hua Apne knowledge or experience ko improve Karen tabhi Hua achha profit Kama sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: New trader kay lye trading mein bara risk lena munasib hai

                            dear risk to risk he hota hay khawah wo new trader k liye ho ya old k liye agar ham markeet main aisay kaam krtay hain jaisay hamko kuch pata he nai hay aur hamara aik ghalt order hamaray liye bahut baray lose ka sabab ban sakta hay to mairay khayal say ham markeet main bahut achay karkun ban saktay hain aur bahut achay experts bhi sabit ho saktay hain is liye hamko chaye k new traders ko aisa mashwra dain jis say hamko lose say khud chutkara mila ho aur ham us lose say nikal kr achi earning k malik naya hon .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New trader kay lye trading mein bara risk lena munasib hai

                              Edit pyare dost Mere khayal mein tu Na Mila sab se baat hai ki aap start main bhi itna Bada risk Lele kyunki risk lene se aap ka sara balance khatam ho jayega aur aap dobara trade karne ke liye dobara bahut jyada mehnat karna hogi Agar hum apne fast bowlers ko acche se soch samajh Kar istemal karen to earning kar sakte hain isliye hamein risk se bachana chahi othentic work karna chahie yahi best rahega k riskNa liya jaaye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X